• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Dil Ki Dharkanoo Ko ik lamha saber nahi, Shayd k us ko ab meri kader nahi, Her safer mein mera kabhi hamsafer tha woh, Ab safer to hai mager wo hamsafer nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hosh ki had se nikal kar hum doob hi jaye masti me, aise bhi kya rakha hai is do deen me,jiske liye bechein the hum..? aaye zamaane raahat ke umrh se lumbe hojaye kaash ye lumhe chahat ke..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hume Zindhgi Ki Sachai Tab Patachali Jab Raste Mein Pade Phulo Ne Mujhse Kaha Dusro Ko Khusbu Dene Wale. Aksar Isi Tarah Kuchal Diye Jate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mera Har Lamha Tumhare Hi Naam Hoga Ab Ye Jeevan Bhi Tumpe Hi Qurban Hoga Tere Har Gum Ko Sine Mein Chhupa Lunga Aakhiri Waqt Mein Labo Par Tera Hi Naam Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मैं "किसी से" बेहतर करुं क्या फर्क पड़ता है! मै "किसी का" बेहतर करूं बहुत फर्क पड़ता है!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Di Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe Kya Umeedein Bandh Kar Aaya Tha Samne Us Ne To Aankh Bhar Ke Dekha Nahi Mujhe
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • tere husn ko shabdon mein kaid kar raha hoon jo rahe nakaam woh koshish kar raha hoon, amber pe hain lakhon tare chamakte ek ko is zameen par chamkane ki koshish kar raha hoon
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Suna hai waqt ke saath halat badal jate hain Insan badal jate hain, jazbat badal jate hain Par tum na badloge, ye aitbar karta hoon Main tumse pyaar karta hoon Main tumse pyaar karta hoon...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Guftagu Ke Har Andaaz Ko Samjhta Hai Ek Wohi Hai Jo Mujpe Aitmaad Rakhta Hai… Door Hoke Bhi Mujse Hai Wo Itna Kareeb… Aisa Lagta Hai Mere Aas-Pass Rehta Hai…..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ke Zhakhmo Ko Unse Chupana Pada, Palke Bhigi Thi Par Muskurana Pada, Kaise Ulte Hain Mobhabbat Ke Ye Riwaz? Ruthna Chahte Thae Par Unko Manana Pada…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dooriyo Se Fark Nhi Padta H, Baat To Dilo Ki Nazdikiyo Se Hoti H, Dil K Rishte To Kismat Se bante H Janaab, Warna Mulaqaat To Jane KitnoSe Hoti Hai…..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ankhoon Main Rehne Waloonko Yad Nahi Karte. Dil Main Rehne Waloon Ki Baat Nahi Karte. Humari To Roh Main Bass Ghye Ho Aap. Tabhi To Aap Se Milne Ki Fariyad Nahi Karte. Miss You.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kisi ke Jaane Se Saanse Kabhi rukti nahi kisi ke Na Laut aane Se Jindagi Kabhi thamti nahi khwaish har Waqt Rehti Hai Dil Mein Usse Pane ki Har Khwaish Poori ho Par Yeh bhito Jaroori nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Jo Uthe Haath Dua Ki Khatir Band Hoonton Ne Apka Naam Liye Jo Dena Chaha Khuda Ne Mujhe Kuch Woh Sab Mein Ne App K Liye Mang Liya…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaadon Ki Barsaat Liye Duaaon Ki Soghat Liye Dil Ki Gehrayee Se Chand Ki Roshnai Se Pholon K Kaghaz Per Aap K Liye Sirf 3 Lafz “I Love You”
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal Pal Intezar Kiya Us Pal K Liye, Vo Pal Aaya Bhi Tou Ik Pal K Liye, Ab Har Pal Dua Hai Us Pal K Liye, Kaaaaash! Phir Aa Jaye Vo Pal Ik Pal K Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Socha Tha Us Bewakuf Ko Bhul Jaayeinge, Dekh Ker Bhi Andekha Ker Jaayeinge, Per Jaise Hi Wo Saamne Aaye Wo Hasi Chehra, Socha Is Baar Dekh Lein Agli Baar Bhul Jaayeinge.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS