• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Ja to rahen hain muskurake, dard hota hain dil mein; Aapko dikhta hain ki main khush hun sweet magar yeh dil rota hain akeyle main!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Haaton Se Ghir Gayn Lakeeren Kahin Bhul Ae Ham Apni Takdeeren Kahin Agar Mile Aap Ko Kahin To Utha Lena Mere Hisse Ki Sari Khushi Aapne Haaton Pe Sajalena…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yeh dosti charagh hai jalaye rakhna yeh dosti khushbu hai mehkaaye rakhna hum rahein aap ke dil mein hamesha itni jageh banaaye rakhna…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Judai aapki rulati rahengi, Yaad aapki aati rahengi, Pal pal jaan jati rahengi, Jab tak Jism mei hai Jaan, Meri har saans yaari nibhati rahengi K.k
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil k jazbon ko sanbhal k rakho sada ye mooti wafa k, inhen rola nahi kerty chahat k dareechy bohat anmool hoty hain har kisi k liye in dareechon ko khola nahi kerty
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Hi Khwaab Ko Aankho Me Kayi Bar Sajaya Maine, Apne Hi Ashkon Se Phir Us Khwaab Ko Mitaya Maine, Raah Ke Jis Mod Par Badal Gayee Thee Manzile Meri, Aaj Phir Ussi Raah Par Kadam Ko Uthaya Maine ..!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Mera Hai Toh Wo Mujhse Door Kyun Hain ? Door Rehkar Jeene Ko Hum Majboor Kyun Hain ? Pyar Hum Dono Ne Kiya Tha Ek Jaisa, To Mera Kasoor Kyun Hai Aur Wo Bekasoor Kyun Hai.. ?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaad Rukti Nahi Rok Paane Se Dil Maanta Nahi Kisi K Smjhane Se. Ruk Jati Hai Dhadkene Aapko Bhool Jane Se Isliye Aapko Yaad Karte Hai Zine K Bhane Se.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दर्द है दिल में पर इसका एहसास नहीं होता; रोता है दिल जब वो पास नहीं होता; बर्बाद हो गए हम उसके प्यार में; और वो कहते हैं इस तरह प्यार नहीं होता।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Taqdir Likhne Wale Ek Ehsaan Kar De Meri JAAN Ki Taqdir Me 1 MUSKAN Likh De Na Mile Kabhi Dard Usko Tu Chahe To Uski Kimat Meri Jaan Likh De
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Door Nigaahon Se Kahi Mat Jana, Zndgi Me Hume Bhool Mat Jana, Zarurat Ho Jab Bhi Aapko Hamari To, Khuli Hai Baahen Chale Aana..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaise hai ye duniya ham samjh nahi paaye. Bhikhre hue sapne ham jod nahi paaye, Sayad honge ham hi itne Bure, Jo kisi ke dil mai ham utar nahi paaye…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phool bankar muskurana zindagi, Muskura ke gham bhulana zindagi, Jeet kar koi khush ho to kya hua sweet Haar kar khushiyan manana bhi zindagi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • dard kaisa bhi ho aankhe nam na karo raat kaali sahi gam na karo ik sitara bano jagmagaate raho zindgi me sada muskurate raho :)
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Din ki tarah raatein bhi lambi ho gayi hai Tumhare hee sapno mein kho gaye hai Ye kaisa ajeeb see baat ho gayi hai Shayad dillagi tumhare saath ho gayi hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hasin Palo Ko Phir Se Aabad Kar Rhe The, Chand Se Aapke Baat Kar Rhe The, Dil Ko Bada Sakun Mila Jaankar, Ke Aap Bhi Humea Yaad Kar Rhe The!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum iss qadar tumpe mar mittege Tum jahan dekhoge hum hi tumhe dikhege Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad Hamare baad hamare pyar ki daastaan duniya vaale likhege…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • O jaan-e-jaan yeh sach hain ki Mein apni mohabbat ka izhaar Kabhi khul ke na kar saka Magar meri aankhen Hamesha meri dil ki haalat batati rahi hain Aur tu hain ke mujhse bekhabar aaj bhi hain Mere dil ki har dhadkan sirf tera naam leti hain Sirf tera naam
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • तुम अगर साथ देने का वादा करो मैं यूँ ही मस्त नग़मे लुटाता रहूँ तुम मुझे देखकर मुस्कुराती रहो मैं तुम्हें देखकर गीत गाता रहूँ...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS