• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Na Wo Farishta Ho Na Farishtey Jaisa Ho, Mujhe Talaash Hai Uski Jo Mere Jaisa Ho.. Mere Pyar Ko Pehchaanta Ho Bas Kaafi Hai, Wo Jo Bhi Ho Kahi Bhi Ho, Kaisa Bhi Ho..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pathr Jesa Kisika Dil Na Ho Bikhre Hue Sapne Kisike Taqdir Me Na Ho Koi Kisi Ko Chahe To Wo Usika Ho Wrna Umar Bhar Ka Intzar Kisike Nsib Me Na Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जिंदगी एक चाहत का सिलसिला है, कोई किसी से मिल जाता है तो कोई किसी से बिछड़ जाता है. जिसे हम मांगते है अपनी दुआ में, वो किसी को बिना मांगे मिल जाता है.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • hal-e-dil main ne jo duniya ko sunana chaha mujh ko har shakhs ne dil apana dikhana chaha apni tasvir banane ki liye duniya mein main ne har rang pe ik rang chadhana chaha khak-e-dil jauhar-e-aina ki kam aa hi gai lakh duniya ne nigahon se girna chaha shola-e-barq se gulashan ko bachane ki liye main ne har aag ko sine mein chupana chaha apne aibon ko chupane ki liye duniya mein main ne har shakhs pe ilzam lagana chaha gairat-e-mauj use phenk gai sahil par dubne wale ne jab shor machana chaha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • humse berukhi ab tumhari aadat si ban gayi hai.....yon hi toot jane hain logo se shishe waqt bewaqt...tumhari bezubani ab hamari kahani ban gayi hai...shikwa kare ya wade sab hain be matlab ... Hamari zinadgi ab tumhari pareshani ban gayi hai.....?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sub Se Chupaa Kar Dard Jo Wo Muskura Diya, Uski Hansi Ne To Aaj Mujh Ko Rulaa Diya, Lahjen Se Utth Rahi Thi Her Ek Dard Ki Dastaan, Chehra Bata Raha Tha Ke Sab Kuch Ganwaa Diya ..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Aapki Yaado Se Takrate Hain.. Bikharte Hain Aur Choor Choor Ho Jaate Hain.. Nahi Hai Koi Gilaa Ab Zndgi Se.. Qki.. Jaha Bhi Jaate Hain Sirf Aapko Paate Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phool Sukh Jate Hai Ek Vakt Ke Baad Insaan Bhi Badal Jate Hai Ek VaktKe Baad Dosti Bhi Toot Jati Hai Ek Vakt KeBaad Lekin Vo Vakt Aayega Meri Maut Ke Baad Date - 08/04/2013 Created By - Arun Singh
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tamnna Se Ni Tanhai Se Darte Ha Pyar Se Ni Ruswai Se Darte Ha Milne Ki Chaht To Bahut Ha Par Milan K Baad Ki Judai Se Darte Ha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wada Apna Tu Yaad Rakhna Oh Sanam, Apne Waade Se Kahin Tu Mukrana Nahi, Hum Toh Lad Jaayenge Tumhe Paane Ki Khatir, Kahin Tu Is Janmane Se Darna Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ae Khuda Mujhe Fir Se Iss Jahaan Me Lana, Mera Pyar Mujhe Todhe Wo Phool Bnana, Ya Bna Dena Mujhe Uske Kamre Ka Chiraag, K Naseeb Ho Unke Ujaale K Liye Jal Jana, Agar Na Bna Ske Mujh Ko Wo Chirag Ya Phool, To Bna Dena Uss Raste Ki Dhool, K Jis Raste Se Ho Un Ka Aana Jana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo Teer Bhi Aata Vo Khaali Nahi Jaata Maayoos Mere Dar Se Savaali Nahi Jaata Are Kaante Hi Kiya Karate Hain Phoolon Ki Hifaazat Phoolon Ko Bachane Koi Maali Nahi Jaata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rooh Ko Tadpa Rahi Hai, Aapki Yaad Dard Bankar Chhaa Rahi Hai, Aapki Yaad Mere Ashqon Se Ghabra Rahi Hai, Aapki Yaad Rokte-Rokte Bhi Aa Rahi Hai, Aapki Yaad...ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lagtaa hai ke main jaan gayi hoon ke pyar kya hotaa hai, Par tum bhi yeh jaan lo sanam, Woh tum hi ho jise mera dil baar baar pyar kartaa hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • हमारी खामोशी हमारी आहट है हमारी आंखें हमारी चाहत हैं हमारी जिंदगी अगर खूबसूरत है तो उसकी वजह बस आपकी मुस्कुराहट है
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yun durr rehkar duriyon ko badhaya nahi karte, Apne deewano ko sataya nahi karte, Har waqt bas jise tumhara khayal ho Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kalam Chalti Hai To Dil Ki Awaz Likhta Hoon, Gham Aur Judai Ke Andaz-E-Bayaan Likhta Hoon, Rukte Nahi Hain Meri Aankhon Se Aansu, Main Jab Bhi Uski Yaad Mein Alfaz Likhta Hoon…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Moonh Ki Baat Sune Har Koi, Dil Ke Dard Ko Jaane Kaun Aawazo Ke Bazaron Mein Khamoshi Pehchane Kaun Sadiyan-Sadiyan Vahi Tamasha, Rasta-Rasta Lambi Khoj Lekin Jab Hum Mil Jate Hain Kho Jata Hai Jaane Kaun Main Uski Perchhai Hoon Ya Voh Mera Aaina Hai Mere Hi Ghar Mein Rehta Hai Mere Jaisa Jaane Kaun Kal Meri Neendo Mein Chhupkar Jaag Raha Tha Jaane Kaun Dheeme-Dheeme Bikhar Raha Hai Zrrah-Zaraah Jaane Kaun
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab rulana hi tha tujhe to phir hasaya kyun Kyun kisi se itna pyar ho jata hai, ek din jeena bhi dushwaar hojata hai. Lagne lagte hain apne bhi paraye, aur ek ajnabi par itna aitbaar ho jata hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS