gussa na karo itna ki wo shikayat ban jaye
raho na dur itna k hum akele ho jaye
duniya ka ek riwaj hume b pata h
pyar na karo kisise itna ki wo jarurat ban jaye.
Log Kehte Hai Jise
Hadd Se Jiyada Pyar Karo.
Wo Pyar Ki Kadar Nahi Karta..
.
.
.
Par.
.
.
Sach Toh Ye Hai Ki
Pyar Ki Kadar Jo Bhi Karta Hai.
Use Koi Pyar Hi Nahi Krta.
Na Ye Aarzo Hai k Kisi Ko Bhulaen Hum?
Na Ye Tamana Hai K Kisi Ko Rulaen Hum?
Buss Etni dua Hai Apne RAB Se?
Jisko Jitna Yaad Karen Usey Utna Yaad Aaen Hum.)
Usse Jab Yaad Aayega Wo Pehli Bar Ka Milna
Toh Pal Pal Yaad Rakhe Ga YaSub Kuch Bhool Jayega
Ussey Jab Yaad Ayega Guzre Mosam Ka Har Lamha
Toh Khud Hi Ro Parega Ya Khud Hi Muskrayega
aap udas ho to meri hasi maang lena
koi gum ho to meri khushi maang lena.
khuda aapko 100 saal ki zindagi de.
1 v pal kam pade to meri zindagi maang lena.
Teri Soorat Basi Hai Yun Mere Dil Mein,
Jaise Khusbu Phoolo Mein Samayi Rahti Hai,
Tere Pyar Ke Junun Ki Ek Dhara Si,
Mere Jism Mein Lahu Ke Sath Bahti Hai,
Bakhubi Wakif Hain Hum Eh Hasina,
Tere Pyar Ke Har Ek Raaj Se,
Tumko Dil Diya Aasani Se Humne,
Magar Tumne Diya Bade Naaj Se….
Asmaan bhi baras raha hai,
Mere Ashko se takra raha hai,
Kisme hai jor jyada shayad yeh dekh raha hai,
Barsaat to phir bhi ruk jayegi,
Mere Ashko ka koi anth nahi,
Dil me hai dard itne jiska koi hisaab nahi…
तेरे घर आया मैं आया तुझको लेने
दिल के बदले में दिल का नज़राना देने
मेरी हर धड़कन क्या बोले है सुन सुन सुन
साजन जी घर आए साजन जी घर आए
दुल्हन क्यूं शरमाए साजन जी घर आए
Thi Mere Ishq Ki Dastaan Koi Khel Nai Tha,
In Do Dilo Ke Darmiyan Koi Mel Nai Tha,
Pyar To Duniya Me Tab Bhi Tha
Ae Zalim Duniya,
Jab Internet Pe Nai Tha.