• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • तरस जाओगे तुम महफिले वफ़ा के लिए, किसी से प्यार ना कर खुदा के लिए, जब लगेगी इश्क की आदत एक दिन, तुम ही चुने जाओगे सजा के लिए,,@
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj teri yaad ko seene se laga kar roye, Apne khuwabo me tujhe paasbula kar roye, Haazaro baar pukara tujhe tanhaiyo me, Aur har baar tuze paas na pa kar roye!! ♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bad Ek Khata Hum Se Ho Gye, Had Se Jayda Muhbaat Unse Ho Gye, Hum Nazar Na Utha Sake Kise Aur Ke Taraf, Aur Wo Kehte Hai Ke... Humare Chahat Bewafa Ho Gye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Posted In Jokes SMS 3 months ago Ek bar engineering ke sabhi Professores ko ek plane mein bithaya gaya.. Fir announce kiya gaya ki “YE PLANE APKE STUDENTS NE BNAYA HAI” Sab profesrs utar gaye… Par principal baithe rahe Logo ne pucha: Aapko Darr nahi lgta? Principle: Muje apne studnts par pura bharosa hai. Ye start hi nahi hoga!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay Jis Tarha Ankhen Teri Yaad Main Cham Cham Barsay Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Umar Kya Kahu Kafi Nadan Hai Meri Sabko Pyar Dena Pahchan Hai Meri Apka Dil Zakhmo Se Bhara Ho To Humse Milo Dilo Ko Repair Karne Ki Dukan Hai Meri
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hansi ne labon pe ana choor dia hai, Khawabo ne palkon pe ana choor dia hai Aati nahi hain tab se hichkiyaan bhi Aap ne jab se yaad karna choor dia hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ae mere SMS mere dost ke paas jana, Agar wo so rahe ho to shgor na machana Jab woh jaage to dhire se muskurana, Fir mere dil ka haal batana ki.. I MISS YOU.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • DOST MEANS: D~Dur Rahkar Bhi Jo Paas Ho, O~Ouron Se Jo Khash HO, S~Sabse Pyara Jiska Ehsaas Ho, T~Takdir Ko Jiski Talash HO...!!! A.M
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Log Zindagi Mein Dukh Paate Hai Zindagi Kitni Anmol Hai Bhool Jate Hai Zindagi Jeena To Gulab Se Seekho Jo Khud Toot Kar Do Dilon Ko Milata Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Badal Gyi Raah Hum Khoye Nahi, Dard DiL Me Hai Par Hum Roye Nahi, Koi Nahi Humara Jo Puchle Humse, Jaag Rahe Ho Kisi Ke Liye Ya Kisi Ke Liye Soye Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Vo Bewafa To Nahi Thi Par, Na Jane Q Muh Mor Diya Usne, Hamne Jaan Se Jyada Chaha, Use Aur Usne Bevafa Kaha Hame, Hmari Chahto Ka Ye Sila Diya Usne.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • DIL Me Sb Ka Arman Nahi Hota, Har Koi DIL Ka Mehmaan Nahi Hota, Pr Jo Ek Bar DIL Me BAS Jai, Use Bhula Kar Jeena Aasaan Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Manzile Bahut Hain Afsane Bahut Hain, . Raahe Zindagi Mein Imtehan Aane Bahut Hain, . Mat Kar Gila Uska Jo Na Mila Tujhe, . Es Duniya Mein Jine Ke Bahaane Bahut Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aankh se lahu na bahaaya kar, Aye dil use kabhi to bhool jaya kar, Dekhna wo ek din tujhe chorr jaaye ga, Na tu use itna sataaya kar, Itna aetbaar bhi achha nahi hota, Use har ek baat na bataya kar, Shiddat-e-gham se seena phatt jaaye ga, Aankh se kuch aansu bahaya kar, Us jesa tujhe kahin mil nahi sakta, Hazaar baar roothe hazaar baar manaya kar..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bahut Khushnooma Kal Ki Raat Guzri Hai Kuch Tanha Par Kuch Khaas Guzri Hai Na Neend Aayi Na Khwaab Koi Bas Aap Hi Ke Khayalon Ke Saath Guzri Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • In hawaon me apni khushboo chod gaya koi, Yun hame chu ke chala gaya koi, Tanhai aur andhere me khush the hum, Phir intezar ki wajah de gaya koi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS