• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Aye Chand Usey Kehna Woh Jo Duur Bohat Duur Basta Hai, Usey Koi Yaad Karta Hai, Aur, Behisaab Karta Hai Usey Kehna,Jab Woh Kisi Aur Ke Sang Hasta Hai, To Phir Duur Bohat Duur Kisi Ka Dil Darhakta Hai, Aur, Jab Woh Udaas Hota Hai, Pass Uske Na Koi Gham Shanas Hota Hai, To Phir Duur Bohat Duur Kisi Ki Aankhon Se Lahoo Barasta Hai,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye dil kabhi na muhabbat mein kamayab hua mujhe kharab kiya, aap bhi kharab hua ajal men, zist mein turabat men, hashr mein zalim tere sitam ke liye main hi intakhab hua nigah-e-mast ko saqi ke kon de ilzam mera nasib ki rusava mera shabab hua hamare ishq ke das-bis ne bhi dad na di kisi ka husn zamane mein intakhab hua fana ka dawa hazaron ko tha zamane mein habab ne mujhe dekha to aab-ab hua
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kab Huyi pyar ki Barsat Mujhe Yaad Nahi Khof mein doobi mulaqat Mujhe Yaad Nahi Mai to Madhosh tha kuch itna Uski Chahat Mein Us Ne Kab Chorr Diya Sath Mujhe Yaad Nahi......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Tanhai ka mujhe gila nahi, kya hua jab koi mujhe mila nahi. phir bhi dua karenge aapke vaaste, aap ko wo sab mile, jo mujhe mila nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhegi palko ke sath ankhe nam thi zindgi unse suru un par khatam thi wo ruth ke door rahne lage hamse shayad meri chahat auro se kam thi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jish Pal Aap Dil Se Muskuraunge Apni Hansi Me Hamari Jhalak Paauge. Na Samjhna Ki Saath Chod Denge Ham.. palat Kar Dekhoge To Har Raah Par Hame Paauoge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दिल नहीं लगता आपको देखे बिना;
    दिल नहीं लगता आपके बारे में सोचे बिना;
    आँखें भर आती हैं यह सोच कर;
    कि किस हाल में होंगे आप हमारे बिना।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • To chala Gaya Mujhe Chor Kr, main Badal Na Paya adtain Tujhe Sochna, tujhe Chahna, Mera Aaj Bhi Mamool Hai Mohabbat Pr Itna Yaqeen To Na Tha Jitna Tum pr Hai Ay Dost Agr Wafa Na Kr Sako To Dagha B Mat Krna
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Us Bawafaie Ki Aag Aaj Bhi Dil Mai Hai, Kitne Ho Gae Saal Yaadien Aaj Bhi Dil Mai Hai, Kiya Tha Sath Rhne Ka Vada Aaj Bhi Dil Mai Hai, Bss Ek Tu He Ni Pass Voh Dard Aaj Bhi Dil Mai Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Iss zindagi ki raaho me lakho milenge or juda ho jaaenge Shayad fir kisi raah me vo aapko kabhi nazar naa aayenge Par ham to vo rahi hain jo un sari khudai se juda hain kyonki Ham to apni aakhiri sans tak apna kiya har vaada nibhenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil main sirf chahat hai teri, aur yeh zindagi teri kahani hai, meri ankh se girta hai ansu, tu samjhe to hera hai na samjhe to pani hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Ko Mohabbat Ke Achhaie Ne Mar Dala Kisi Ko Mohabbat Ke Gahrahi Ne Mar Dala Mohabbat Se Koi Bach Na Saka-E-Dost Aur Jo Bach Gaya Usko Tanhaye Ne Maar Dala.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Ladki K Life Me 1 Esa Ladka Hota Hai Jise Wo Bhula Nhi Sakti.. Aur.. Har Ladke K Life Me 1 Esi Ladki Hoti H Jisey Wo Pa Nahi sakta... .... true then like../hapy
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • akhir is qaid e taluaq se raha bhi hoon ge aaj hum un se mile hain tu juda bhi hoon ge aaj tak kon hai jo dil se mila hai hum se meharban aaj hain jo kal ko khafa bhi hoon ge sweet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Masti ko muhabbat me fanaaa koun karega ..?? yeh farz mere sewa adaa koun karee ga …??? Haathoo ki lakiroun ko zaraa dekh najomi…… yeh dekh mere saath wafa koun karee ga?????
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap Jab Saamne Se Gujar Jate Hain Armaan Dil Ke Saare Ubhar Aate Hain Dekh Kar Aapki Pyari Surat Sehme Hue Se Phool Bhi Muskura Jate Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waqt har waqt ek ehsas rakhna, Lamha har lamha ye aas rakhna, Bhula na sakenge hum kabhi apko lekin, Aap bhi hamari yaden apne pass rakhana. - Hindi Shayri. .
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi hai nadan isliye chup hoon, Dard hi dard subah shaam isliye chup hoon, Keh doon zamane se dastan apni, Us mein aayega tera naam isliye chup hoon.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Ki Chaahat Pe Zinda Rehne Waale Hum Na Thay.. Kisi Pe Mar Mitne Waale Hum Na Thay.. Aadat Si Padh Gayi Tumhe Yaad Karne Ki.. Warna Kisi Ko Yaad Karne Waale Hum Na Thay..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS