• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Iss Duniya Me Teen Tarah Ke Log Khushnaseeb Hote Hai Pucho Kaise ? Aise 1=> Jinhe Sachcha Pyaar Milta Hai. 2=> Jinhe Achcha Friend Milta Hai. 3=> Jinhe Mera Sms Baar Baar Milta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • KatiL Ada Ne DiL Ko Betaab Kar Diya Pyar Humne Tujhe Behisaab Kar Diya Vaado Me Tere Kuch Khas Asar Na Tha Yuhi Humne Khudko Barbad Kar Diya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ibadat Rab Ki Aur Soorat Yaar Ki Ho, Sajda Rab Ka Aur Rasam Pyar Ki Ho, Ashiqo Ke Mahzab Ka Kaya Kahna, Zikar Rab Ka Aur Baat Yaar Ki Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo keh gaye mera intezar mat krna, Me kahu to bhi mera aitabar mat krna, Ye bhi kaha unhe pyar nahi mujhse Aur ye bhi keh gye kisi Aur se pyar mat krna...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanhayi Mujhe Aksr Rula Deti Hai, Mujhe Beete Hue Kal Se Mila Deti Hai, Jise Bhulne Ki Aksr Koshis Krta Hu Main, Ye Uski Yadon Ko Paas Bula Leti Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • गली मे उसकी आना जाना हो गया उसकी सांसो मे मेरा ठिकाना हो गया वैसे तो एक लफ़्ज नहीं आता था मुझको मगर उसकी मोहब्बत मे शायरी बनाना आ गया
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bnkar jo dhadkhan dil k karib rahte h. Ek ek lamha jinki yaad me bitate h ansu niklate h jab wo yaad ate h. Jaan chali jati h jb wo ruth jate h......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raste Aise ho jo chalne par majbor karde.. Maikhane Aise ho jo pine par majbor karde zindagi jab daman chodne lage to dosht Aise ho jo jine par majbor karde
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Zindagi Ek Band Kitab Hai, Jise Aaj Tak Kisi Ne Khola Nahi, Jisne Khola Usne Padha Nahi, Jisne Padha Wo Samjha Nahi, Aur Jo Samaj Saka Wo Mila Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek nazar me aap dil k mehmaan ban gaye, Do baate karke saara jahan ban gaye, Paas rehkar bhi koi hamara na ban saka... Aap door rehkar bhi hamari jaan ban gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tujhe Bhool Kar Bhi Na Bhool Payenge Hum Bas Yahi Ek Wada Nibha Payenge Hum Mita Denge Khud Ko Bhi Jahan Se Lekin Tera Naam Dil Se Na Mita Payenge Hum...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jis Din Unka Didar Ho Jata Hai. Us Rat Sona Duswar Ho Jata Hai. Marta Hai Koi Hum Par Bhi. Ye Soch kar Aapne AapSe Pyar Ho Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zaruri toh nahin ke jeeney ke liye sahara ho Zaruri toh nahin hum jisey chahen vo hamara ho Kuch kashtiyan doob bhi jaya karti hain Zaruri toh nahin har kashti ka kinara ho. Khan .
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat bhi ajib cheez banai hai tune *Aye Khuda* . . . . Teri hi masjid, Tere hi bande, Tere hi samne rote hain, lekin.. . . . . kisi aur ke liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Khamosi Bekaraar Kar Jaati Hai.. Ek Khamosi Iqraar Ban Jaati Hai.. Pyar Karo To Kabi Khamosh Mat Rehna.. Qki Kabi Sirf Ek Khamosi Zndgi Bhar Ka Intezaar Ban Jaati Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ki awaz ko izhar kehte hai, Jhuki nigah ko ikarar kehte hai, Sirf paane ka naam ishq nahi, Kuch khone ko bhi pyaar kehte hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sapno Ki Duniya Me Ham Khote Chale Gaye.. Madhosh Na The Madhosh Hote Chale Gaye.. Na Jane Kya Bat Thi Us Chehre Me.. Na Chahte Huye Uske Hote Chale Gaye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS