Mohabbat Karli Tumse Bahut
Sochne K Baad, Ab Kisiko
Dekna Nhi Tumhe Dekhne K
Baad, Dunia Chod Denge Tumhe
Pane K Baad, Khuda Maff
Kre Itna Jhoot Bolne Ke Baad.
Main Aaadt Hu Uski Wo Jarurt
H Meri, Main Farmaish Hu
Uski Wo Ibadhat H Meri.. Itni
Aasani Se Kaise Nikal Du
Use Dil Se, Main Khawb Hu
Uska Wo Haqiqut H Meri..
Koi Mila Hame Chaand Ki Chandni Bankar,
To Koi Mila Pariyo Ki Kahani Bankar,
Par Jis Kisi Ko Palko Me Basaya Hamne,
Wo Nikal Gaya Aankhon Ka Paani Bankar.
Apne karam se wo mera muqaddar bana gaye,
katre ko pal me samundar bana gaye,
phulon se naram tha kabhi dil ye mera,
itna tadpaya ke usse pathar bana gaye..
Read Must..
Ek Sach Chupa Hota Hai:"Jab Koi Kisi Ko
Kehta Hai Ki
"Mazak Tha Yaar"
.
.
Ek Feeling Chupi Hoti Hai:"Jab Koi Kehta Hai
"Mujhe Koi Farq
Nahi Padta"
.
.
Ek Dard Chupa Hota Hai:"Jab Koi Kehta Hai
"Its Ok"
.
.
Ek Zarurat Chupi Hoti Hai:"Jab Koi Kehta Hai
"Mujhe Akela
Chhod Do"
.
.
Ek Gehri Bat Chupi Hoti Hai:"Jab Koi Kehta Hai
"Pata Nahi"
.
.
Ek Samundar Chupa Hota Hai
Bato Ka:"Jab Koi
"Khamosh Rehta hai'
Hit Like If You Agree ??
Dil ke daryaa mein utar ke dekho Tum muhabbatmujh se kar ke dekho Phir tumhein meri talab ho shaayad Tum kabhi mujh se bichar ke dekho Ishq ka saaghar bohat hai gehraa Doob kar khud bhi ubhar ke dekho
Kahani Woh Fir Bhi Kabhi Dohraunga,
Aur Bhi Kuchh Khas Baat Bataunga,
Sabke Apne Falsafe Hain Zindagi Ke,
Tumko Sacha Rasta Dikh Launga,
Koi Kahta Hai Chalo Jangal Ki Or,
Main Tumhe Dil Ki Gali Tahlaunga,
Dil Ko Rahat Khud Ko Chain Sukun Ho,
Tasalli Ke Sath Sabkuchh Sikh Launga,
Vasta Duniya Se Rakhna Toh Nahin Tha,
Tere Nakhre Subah Se Shayam Uthaunga….
Ishq To Kehte Hain Rab Ki Ibaadat Hai..
Kyu Bhala Izhaar Se Darte Hain Log..
Halaat Ko Kaabu Karne Ko Kehte Hain..
Jab Ki Kisi Ka Nahi Hai Is Dil Pe Zor..!
पलकों के पीछे
आँसुओं को छुपाना होता है
ज़बरदस्ती चेहरे पर
हंसी को लाना होता है
ये आशिकी का क्या सितम है यारो
दिल के ज़ख्मों को
उनसे ही छुपाना होता है....
Jo Kisi Ke Rah Mai Rore Atkate Hain
Haqeqat Main Wo Un Ko Chalna Sikhate Hain
Kuch Wo Hain Jo Mai Pene Ko Taraste Hain
Kuch Wo Hain Jinhain Saqi Khud Pilate Hain
Mazhab-e Ishq Se Tumhara Kia Wasta Sheikh G
Yahan Sanam Tore Nahi Poje Jate Hain
Anjum Hamara Kia Kasor Jo Un K Samne
Kuch Keh Nahi Pate Lab Tu Hilate Hain