• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Surkh wala, sauz wala, Faiz wala love Hota hai jo love se jyada waise wala love Ishq wala love Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua Ishq wala love Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua Ishq wala love Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua —
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • mohabbat muqaddar hai khuwab to nahi..? ye wo ada hai jiska koi jawab nahi ,? Jinhe panah mili unhe ungliyaon se gin lo.,? Jo barbad huye hain unka hisab nahi...?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • किसी ने मुझ से कहा बहुत खुबसूरत लिखते हो यार,मैंने कहा … खुबसूरत मैं नहीं वो है जिसके लिए हम लिखा करते है
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Us Rab Ne Diya Saath Tumhara, Aapke Pyar Se Kam Nahi Pyar Hamara, Koi Tamanna Nahi Hai Ek Khwaaish Ke Siva, Na Tum Rootho Na Kabi Chhute Ye Saath Hamara...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dunia mein haqeeqat ka pata kuch b nahin. Ilzam hazaro hain khata kuch b nahin. Mere dil mein kya hai ye parh na sako gay Kuch ashkon k daagh hain or likha kuch b nahin.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap ki muskan ki baat hi kuch aur hai Aapke saath bitaye pal ki baat hi kuch aur hai Aap chahe toh humari saanso se pooch le Aap nahi ho toh kya hua Aapke sapno ki bhi baat hi kuch aur hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi ka sabse Khubsurat lamha kaun sa hai.? Jab aapka Parivaar aapko Dost samajhne lage. Aur Dost aapko apna Parivaar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kis Ne Kha Aap Ke Yaad Nhi Aate, Bin Yaad Kiye Raat Nhi Jaate, Waqt Badal Jaat Hai Aadat Nhi Jaate, Aap Khaas Ho Mere Liye Ye Baat Har Baar Khe Nhi Jaate!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Hans Kar Mile Hum Pyar Samajh Bethey, Sirf Ulfat Ko Hi Izhar Samajh Bethey, Itni Achi To Na Thi Qismat Humari, Khud Ko Unki Chahat Ka Haqdaar Samajh Bethey.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • hum hain mata-e-kucha-o-bazar ke tarah uthati hai har nigah kharidar ke tarah is ku-e-tishnagi mein bahut hai ke ek jam hath aa gaya hai daulat-e-bedar ke tarah wo to hain kaheen aur magar dil ke aas pas phirati hai koi shay nigah-e-yar ke tarah sidhi hai rah-e-shauq pa yun hi kabhi kabhi kham ho gai hai gesu-e-diladar ke tarah ab ja ke kuch khula hunar-e-nakhun-e-junun zakhm-e-jigar hue lab-o-rukhsar ke tarah ‘majrooh’ likh rahe hain wo ahal-e-vafa ka naam hum bhi khade hue hain gunahagar ke tarah
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Be-khabar ho gaye hai kuch log humse, jo hamari zarurat ko mehsoos nahi karte.. kabhi bhot baaten kiya krte the hum se, ab kheriyat tak maloom nahi karte K.khan..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • har gira hua ghunghat haya ka nahi hota, har utha haath dua ka nahi hota. bujh jate hai aksar diye hamari hi galtiyon se, har baar kasoor hawa ka nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is Holi Me Tere Galo Pe Gulaal Lgana He Tujhe Sunhere Rango Se Bhigana Hai Tujhe Apni Baho Me Utha K Mere Honto Ko Tere Honto Se Milana He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har mod par nayi shuruwat ho sakti hai, Dur reh kar bhi baat ho sakti hai, Mana k aapse dur hai bahut lekin, Aankhe band karlo to mulakat ho sakti hai…..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil me har raaz chupa ke rakhte hai,hontho pe hasi saja ke rakhte hai,ye duniya sirf khusi me sath deti hai,isliye hum aansu apne chupa ke rakhte hai. @hhb@
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hame Anshuo Se Zakhmo Ko Dhona Nahi Aata, Milti Hai Khushi To Us Se Khona Nahi Aata, Sah Lete Hai Hai Har Gum Has Ke, Log Khate Hai Ki Hume Rona Nahi Aata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Jaruri Nahi Ki Meri Har Khawaish Puri Ho Jaye, Aap Mere Muqdar Ke Haqikat Ho Jaye, Kayamat Tak Intzaar Karenge Apka, Ager Aap Kisi Our Ke Ho Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chand nikale kisi janib teri zebai ka rang badle kisi surat shab-e-tanhai ka daulat-e-lab se phir ae khusrav-e-shirin-dahan aj riza ho koi harf shanasai ka dida-o-dil ko sambhalo ki sar-e-sham-e-firaq saz-o-saman baham pahuncha hai rusvai ka
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Soch lene se pahley mein kar arz deta huin shayari me yaaron dil ke raaz khol deta huin kuch apni kuch unki kahaani bahut hain mila mila kar kissey mein duniya ko bol deta hun..!!!ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS