• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Zindagi Bhar Hum Tumhe Awaz Denge Pyar Kya Hai, Hum Tumhe Bata Denge Tod Do Bandishe Zamaane Ki Ek Duniya Nayi Hum Basa Dengeeee
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Use Keh Do, Wo Mera Hai, Begana ho nhi sakta,,,,, Bahut NAYAB Hai, Uss Jesa Zamana ho nahi sakta.....,,,, Tumhare Baad koi Mousam Suhana ho nahi sakta..... Chupane se nhi Chupta, Dikhawe se nhi Dikhtaa,,,,, Ye Atish-E-IshQ Hai iss mE, Bahana ho nahi Sakta..... Tu Dil pe Naqsh ho jay, Nigahon me Sama Jaaye,,,,, K is DiL me Kisi kaa Phir se, Aana ho nhi sakta..... bahut Hein Chahne Wale, Tere Ham Ne Suna Hai Par,,,,, Koi B Doosra Hum saa, Dewana ho nhi sakta....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दिल मे जो दर्द था वो कलम से निकाल दिया...! प्यार था ही नही तुमे..! बैकार मे तुझे पाने के लिए रात दिन दुआ करने मे गुजार दिए.......!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • BadLe The Wo Mosam Hume Keh Gye, Acchhe The Wo Bura Hume Keh Gye, Humne To Ki Thi Har-PaL Unse Wafa, Nibhai Khud Se Na Gyi To Bewafa Hume Keh Gye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhari Har Mulaqaat Me Ek Jadu Hai.. Tum Pe Hamara Dil Bekaabu Hai.. Mere Har Lamhe Me Basi Hai Yaad Tumhari.. Tum Mil Jao Hume Yahi Ek Arzoo Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar Me Mile Har Gam Uphar Hota Hai, Pyaar Wo Hota Hai Jisme Intzaar Hota Hai. Sadyaon Se Intzaar Karte Hain Wo Log. jinhe Apne Pyaar Pe Aitbaar Hota Hai...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Bikhre Sapno Se Aankho Me Nami He, Ek Chota Sa Aasma Aur Umido Ki Zamen He, Yu Bahut Kuch He Zindagi Me Sirf Aap Jese Dost Ki Kami He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • 1 Khubsurt sa"CHEHRA" . 1 Sachchi "MUSKAN" . 1 Masum sa "DIL" . Har Gam se"ANJAAN" . dosto pe "Yaqin" OR Apno Ki "JAAN" . Yahi to hai "Meri" pehchan..hai !
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaadon ki dhundh mein aapki parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai, Aap karib ho toh apnapan hai, Varna seene mein saanse bhi parai si lagti hai...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • jab kabhi un ke tavajjo mein kami pai gai az sar-e-nava-e-dastan-e-shauq doharai gai bik chuke jab tere lab phir tujh ko kya shikwa agar zindagani bada-o-sagar se bahalai gai ae gam-e-duniya tujhe kya ilm tere vaste kin bahanon se tabiyat rah par lai gai hum karen tark-e-vafa acha chalo yun hi sahi aur agar tark-e-vafa se bhi na ruswai gai kaise kaise chashm-o-ariz gard-e-gam se bujh gaye kaise kaise paikaron ke shan-e-zebai gai dil ke dhadakan mein tavazzun aa chala hai khair ho meri nazaren bujh gain ya teri ranai gai un ka gham un ka tasavvur un ke shikave ab kahan ab to ye baten bhi ae dil ho gain aayi gai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Dil Ko Tod Kar Tum Jaoge Jaha, Meri Baat Yaad Tumko Aayegi Waha.. Mai To Apna Samajhkar Tumhe Maaf Kar Dungi, Magar Maaf Na Karega Tumhe Ye Jahan..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lahoo Tak Aankh Se Ab Beh Lia Hai Bohat Tha Jabar Laikin Seh Lia Hai Azaab-e-Hijr Ab Waapas Palat Jaa Bohat Din Saath Mere Reh Lia Nami Aankhon Se Jaati Hee Nahi Hai Sitam Is Dil Ne Itna Seh Lia Hai Tujhe Kehna Tha Jo Ehwaal Dil Ka Dar-o-Deewaar Se Hee Keh Lia Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Naraaz hona aapse galti kehlayengi, Aap hue naraaz toh yeh saase tham jayengi, Aap haste rahe uhi zindagi bhar, Aapki hasi se hamari zindagi sawar jayengi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Dunia Me Muje Ek Pal Dede, Meri Berukhi Zindgi Ko Guzra Hua Kal Dede Wo Waqt Jo Guzre The Sath Tere Ab Unhe Bhul Pau Aisa Koi Hal Dede!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • aai khuda tu ishq na krna warna bahut pachhtayega. aai khuda tu ishq na krna warna bahut pachhtayega, hum to mar k tere pas aate hain par tu kahan jayega.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hawaye sang lati hai mahek unki, khwabo me aati hai jhalak unki, barish ko dekh ke lagta hai aisa, ki aaj fir bhigi hogi palke unki...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • tum mujjhe chhod kar chale gaye, is baat ka mujjhe gham nahi hai, gham hai toh sirf is baat ka ,ki tum, humse apna dil bhi chhheen kar chale gaye..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ban jaon agar tum sa tumhen kaisa lagayga Har pal mein rahon tum se khafa kaisa lagayga Parhtay ho mujhey tum jo namazon ki tarah se hojaon agar tum se qaza kaisa lagay ga tum pyar mein khud ko kabhi mitnay pay ho raazi baj jaye agar pyar saza kaisa lagay ga khud se bhi ziadah ho yaqeen tum ko kisi per woh shakhs hi day jayee dagha kaisa lagy ga tum auron ki mehfil ka diya ban k jalu per tanhai milay tum ko sila kaisa lagay ga ?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS