• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Me Bewafai Ko Mai Kahani Samajh Ta Tha, Use Bhi Pyer Me Apne Mai Deewani Samajhta Tha, Mai Pagal Tha Ya Uske Pyar Ne Pagal Kiya Mujhko , Ki Mohabbat Mei Mar Bhi Jane Ko Mai Qurbani Samjhta Tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haal dekh kar mera khuda bhi tadap jayega, Jab bhi hogi bewaffai ki baat nujhe b koi bhoola yaad aayega, Are apno ny kya kami rakhi jo ab koi anjan sitam dhayega, Mat chu palkon ko Hai itna dard isme ke tera daaman bheeg jayega
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek chaahat, ek armaan, ek aas ho tum, Baaton mein meri chipa ek ehsaas ho tum, Jismein hai bheegne ki khwaaish woh barsaat ho tum, Dil mein basa hai jo, Mere liye woh khwaab ho tum...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal pal uska saath nibhate hum, Ek ishare par duniya chor jaate hum, Samnder ke beech mein pahunch kar fareb kiya usne, Wo kehta to kinare par hi doob jaate hum….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo dil se karib ho use rusva nahi karte, Yun apni mohabbat ka tamasha nahi karte, Khamosh rahenge to ghutan aur badhengi, apno se koi baat chupaya nahi karte…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye jo hai aapka khilkhilata chehra Ban ke rehta hai mere dil ka sehra Bas ise yu hi aap rakhna salamat Kya pata kab kat jaye meri saanso ka pehra.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Us ne jab tyori badal kar baat ke mit gai duniya meri jazbat ke tum ne shishe pe jhuk kar baat ke wo uthi kali ghata barsat ke dil ke dhadakan bad rahi hai har nafas tez hai raftar paigamat ke tum mere duniya meri uqba meri ab kami mujh ko bhala kis baat ke ro diye hum dekh kar su-e-falak us ne hans kar jab kisi se baat ke
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Halaat Pr Logo Ki Nazar Ho Na Ho, Mere Dil Par Duniya Ki Nazar Jayegi,, Darr Ye Hai Ki Din Kaise Guzrega, Raat To Tere Khyal Me Guzar Jayegi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Baar Jo Gale Lag Kar Roney Diya Hoota, Hum Ne Bhi Koi Pal muhabbat Ka Ji Lia Hota, Toot K Bikhar Jatay Us Kadmon Main, Uski Sansoon Ne Mera Naam to Liya Hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Acha Tumhare Shehar Ka Dastoor Ho Gaya Jisko Gale Lagaya Vahi Door Ho Gaya Tanhayion Ne Tod Diya, Hum Dono Ka Garoor Aaina Baat Karne Pe Majboor Ho Gaya Subah-E-Visal Puch Rahi Hai Ajab Sawal Vo Paas Aa Gaya Ki Bahut Door Ho Gaya Kuch Fal Jaroor Aayenge Roti Ke Ped Mein Jis Din Mera Mutalba (Prayer) Manzoor Ho Gaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shahar mein dhund raha hun ke sahara de de koi hatim jo mere hath mein kasa de de ped sab nange faqiron ke tarah sahame hain kis se umeed ye ke jaye ki saya de de waqt ke sangzani noch gai sare naqush ab wo aaina kahan jo mera chehara de de dushmanon ke bhi koi baat to sach ho jaye aa mere dost kisi din mujhe dhoka de de main bahut jald hi ghar laut ke aa jaunga meri tanhai yahan kuch dinon pehara de de dub jana hi muqadar hai to behatar varana tune patavar jo chini hai to tinka de de
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dur Na Jaya Karo Dil Tadap Jata Hai Aapke Hi Khyal Mein Din Guzar Jata Hai Aaj Pucha Hai Dil Ne Ek Sawal Humse Dur Reh Kar Aapko Bhi Kya Humara Khyal Aata Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pehla Sa Wo Khuloos Wo Ulfat Nahi Rahi Ab Dostoo Main Rasm-E-Muhabbat Nahi Rahi Muddat Se Meri Yad Se Ghafil Hai Mera Dost Shayed Ab Usko Meri Zaroorat Nahi Rahi. kkk
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muskurahat Se Zada Sp£cial Hote Hain Aansu Pata Hy Kyu? Q K Muskuraht To Sb K Lye Hoti He Magr Aansu Sirf Un K Lye Hote Hain "Jinhein Hm Khona Nhi Chahte".!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya pata tha mujhe ki wo is tarah bhula degi, Apna bana ke, phir paraya bana degi, Wo aayi zindagi main, ek hasin lamha de gayi, Mere ruthe hue labon pe hasi de gayi. Aaja tu wapas zindagi main meri, Ke maut bhi salli mujhe dhoka de gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS