Yaado Ki Shama Jab Bujhti
Dikhayi Degi.. Teri Har
Shans Mere Wajood Ki Gawahi
Degi.. Tum Apne Andar Ke
Shor Kam Karna.. Meri Har
Aahat Tumhe Sunayi Degi.
Pthar Bana Diya Mujhe Rone Nahin Diya
Daman Bhi Tere Gham Main Bhigone Nahin Diya
Tanhaian Tumhara Pata Pochti Rahin
Shab Bhar Tumhari Yad Ne Sone Nahin Diya
Dil Ko Tumhari Yad K Aansoo Aziz The
Dunya K Koi Gham Samone Nahin Diya
Nasir Yon Us Ki Yad Chali Hath Tham Ker
Mele Main Is Jahan K Khone Nahin Diya
Main Ye Soch Kar Chalta
Jaa Raha Hoon Es Zindgi
Mein, K Kahi Tho Es Saagar
Ka Bhi Kinara Hoga, Itna
Bhi Naa Zulam Karo, Apni
Yaadoon Ko Tho Rehne Do,
Kyunki Aakhiri Waqt Yahi
Tho Ek Sahara Hoga..
Dil Mein Jo Aaya Woh Likh Diya
Kabhi Milan Kabhi Judai Likh Diya
Dard-E-Muhhabat Ke Siva Shayari Hai Toh Hai Bhi Kya
Jaana Tera Naam Pe Ghazal-E-Zindagi Likh Diya
Kadmo Ki Duri Se Dilo Ke Fasle Nahi Badte,
Dur Hone Se Dosti Ka Ahsas Nahi Marte,
Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamre Bech,
Par Koi Pal Nahi Jab Aapko Hum Yaad Nahi Karte…
Mohabbat Ka Kya H Kabhi
Bhi Ho Jati H, Hr Kisi
Ki Ankhon Me Bas Nami Si
Chhod Jati H, Humne Ki
Mohabbat To Hal Hua
Aisa, Taaron Ke Beech
Ek Shaam Gujarti Ho Jaise.
वो रोए तो बहुत पर मुझसे मुंह मोड़कर रोए;
कोई मजबूरी होगी तो दिल तोड़कर रोए;
मेरे सामने कर दिए मेरे तस्वीर के टुकड़े;
पता चला मेरे पीछे वो उन्हें जोड़कर रोए!
Bhool jane ka housla na tha na hoga
Door reh kar bhi ye dil tumse juda hai na hoga.
Tumse mil kar kisi our se kyun mile
Tumhare jesa na koi tha, na hai, na hoga.
kya acha kya bura kya bhala dekha,
ab bhi dekha tuhe apne ru ba ru dekha,
socha bahut bhulkar sochun na tujhe,
jis raat ankh lagi fir tujhe har su dekha.
…
Koi Hanse To Tujhe Gum Lage Hansi Na Lage
K Dillagi Bhi Tere Dill Ko Dillagi Na Lage
Tu Roz Roya Kare Uth Ke Ratoon Mein
Khuda Kare Tera Mere Baghair Jee Na Lage
Mehafil main jab dekha achanak unko,
Unse gujar kar aati hawa sharaab hone lagi,
Unhone aake haal pooch liya mera,
Jaane kyon meri haalat kharaab hone lagi.