• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Kabhi moom ban k pighal gya, Kabhi girte girte sambhal gya, Usey rokta b to kis tarha, K wo shakhs itna ajeeb tha, Kabhi tadap utha meri aah se, Kabhi ashk se na pighal ska.! Sar-e-raah mila wo agr kabhi, To nazar chura k guzar gya, Wo utar gaya meri ankh se, Mere dil se Q na utar ska. Wo chala gya jaha chod k, Main waha se phir na palat ska. Wo to sambhl gaya Mujhe chod k, Main bikhar k phir na simat saka?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • चार कदम भी ना चल पाया तेरे बिना...! तो पूरी जिन्दगी कैसे चालूगा तेरे बिना..?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Din Hamari Ankho Ne Bhi Thak Kar Humse Keh Diya.. Ki Khwaab Wo Dekha Karo Jo Poora Ho.. Qki . . . Roz Roz Humse Rooya Nahi Jaata.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pagal Wo Nahi Jo Pyar Karte Hain, Pagal Wo Hote Hain Jo Pyar Ka Izhaar Karte Hain, Humne Bhi Ki Yahi Galti, Ab Dosh Taqdeer Aur Bhagwan Ko Dete Hain!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri lehrati julfe na jane kya kehti hai teri jhuki nazro ko dekhkar log kya kehte hai humne suni hai aapki taarif apne kaano se log to aapko Taj Mahal kehte hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bujha Diye Hain Khud Apne Haatho Mohabbaton Ke Diye Jalake Meri Wafa Ne Ujad Di Hai Umid Ki Bastiyan Basake.. Tuje Bhula Denge Apne Dilse Ye Faisla To Kiya H Lekin Na Dil Ko Malum Hai Na Humko Jiyenge Kaise Tuje Bhulake.. Kabi Milenge Jo Raste Me To Muh Firakar Palat Padenge Kahi Sunenge Jo Naam Tera To Chup Rahenge Nazar Jhukake.. Na Sochne Par Bhi Sochti Hu Ki Zndgani Me Kya Rahega Teri Tamanna Ko Bhasm Karke Tere Khyalo Se Dur Jake..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bari haseen thi zindagi jab na ksi se mohabbat na kisi se nafrat thi...zindagi me ek aisa mor aya k mohabat ek se hui or nafrat duniyah se hogyi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uske Har Sitam Ko Humne Uski Berukhi Samajha, Uski Is Fitrat Ko Humne Pyar Samajha, Ab Wo Chahe Jo Bhi Samjhen Humare Pyar Ko, Par Humne To Unhe Apni Zindagi Samajha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Ji Ik Phool Hai, PatharBhi To Ho Sakta Hai Narm Lehja Kabhi Khanjar Bhi to Ho Sakta Hai Kiya Zuroori Hai K ChahatMain Wo Seeny Se Lagy Is Lipatne Ki Waja Darr Bhi To Ho Sakta Hai .. Teri Kurbat Mai Jisy Lafz Bhi Na Soojha Koi Tere GhamMai Wo Sukhan War Bhi to Ho Sakta Hai ZindagiSaari Khuli Aankhon Jisy Dekha Hai .. Wo Kisi KhuwabKa Manzar Bhi to Ho Sakta Hai Kiye Zuroori Hai K Darwazy Pe Pathar hi Lagy Dekh Bahir Tera Nayyar Bhi to Ho Sakta Hai ..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nigaho Me Tum Humko Bitha Lo, Dil Me Tum Hume Hi Basa Lo, Pyar Itna Kro Ki Hum Bhool Jayein Sabko Humari Wafa Ki Tum Tasveer Bana Lo
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • . teri har ada mohabbat si lagti hai, 1 pal ki judaai muddat si lagti hai, pehle nahi soch tha ab sochne lage hai hum, jindagi k har lamho me teri zarurat si lagti hai..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • आँखों में बसने वाले प्यारा सा इशारा हो, अँधेरी रात में चमकता सितारा हो, चुभ नहीं सकती उदासी कभी उसको, जिसका कोई दोस्ती इतना प्यारा हो..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sath Nahi Rehne Se Rishte Nahi Tuta Karte Waqt Ki Dhundh Se Lamhe Nahi Tuta Karte Log Kehte Hai Mera Sapna Toot Gaya Tooti Neend Hai Sapne Nahi Tuta Karte
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • aankhe kholu to tumse nazar miljati hai sapna dekhu to tumhari surat aa jati hai kabse kho gaya hu main aapke pyar me nahi pata par dil se punchu to bas tumharihi sadaa ati hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Tishnagi Mein Choor Hain Hum Aaj Tak Nahin Kaha Aapse To Ye Mat Samajhna Maghroor Hain Hum Ho Na Jao Aap Door Humse Bas Isi Baat Ko Lekar Majboor Hain Hum
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya kare in pyare-pyare dosto ka.. Jo dheere-dheere hme bhula rahe hain kabhi kiya karte the dhero msg.. Aaj ek-ek paisa apni shaadi k liye bacha rahe hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dua hai zindgi bhar mera pyar kam na ho Manzil meri tum raho hoslaa khatam na ho Tumhe mile har khushi zindagi bhar gam na ho Fariyad karnaa rab se humara rishta khatam na ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zamane Se Alag Aap Me Sharafat Dekhi Hai, Aapke DiL Me Khub Mohabat Dekhi Hai, Aap Insan Ho Ya Koi Farishta, Aapki Dosti Me Rab Ki ibadat Dekhi Hai. mσnѕtєr
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS