• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Neend Me Bhi Pukarte Hai Naam Unka Dil Me Hamare Hai Pyar Jinka Woh Rahe Chahe Hamse Dur Jitna Hum Karenge Kayamat Tak Intezar Unka…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi To Anjan Ho Gai Thi, Mayusion Se Ghir Ke Hairan Ho Gayi Thi..! Achanak Dekha Har Taraf Khusian Hai, Haan Tum Jaise Dost Se Pehchan Jo Ho Gayi Thi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaane kya mujhse zamaana chahta hai, Mera dil todkar mujhe hasana chahta hai. Jaane kya baat chalakti hai mere chehre se, Har shaks mujhe aazmaana chahta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Fauji Ki Girlfriend Ne Usey Khat Likha, “Meri Life Mein Naya Ladka Aa Gaya Hai., Tum Se Acha, Main Us Se Shadi Karungi Meri Photo Vapas Bhijwa Do.” Fauji Ne Apne Sare Dosto Ki Girlfriends Ki total 30 Photo Rakh Ke Khat Likha, “Lo In Mein Se Nikal Lo, Mujhe Tumhari Shakal Yaad Nahi.iio”
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi Se chale H Elzam Lekar.. Bohot Jee chuke Unka Naam Lekar.... Akele Bate Karenge Wo in Sitarose... Jab Ham chale Jayenge unhe Ye Sara Aasma Dekar...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Insaan Pyar Kare Ya Nafrat Vo To Uski Soch Par Hai....√Kaun Kiske Liye Bana Hai Vo To Us Khuda Par Hai....√Zindagi To Aansuo Ke Aane Jaane Ka Safar Hai....√Jo In Bahate Hue Aansuo Ko RokLe Vahi Sachcha Hamdard Hai....!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ki galiyon mein koi gam naho, Hamari yeh dosti kabhi kam na ho, Bas yahi hai dua ki tum khush raho, Kya pata hum kal ho na ho Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aye Zindagi Mujh Par Itna Ehsaan Karde, Mere Pyaar Ko Mujh Par Maherban Karde, Hamari To Sari Zindagi Uske Intzaar Me Kat Jayegi, Pas Hamara Ik Pal Uske Naam Karde..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • उसका वादा भी अजीब था ...कि जिन्दगी भर साथ निभायेंगे मैंने भी ये नहीं पुछा की मोहब्बत के साथ..... या यादों के साथ.....!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • तनहा से हो गए हैं आजकल सितारे ,, मौसम है की बदलता ही नहीं,, चकोर बैठे कबसे राह तकते , ये चाँद है कि निकलता ही नहीं !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Maa Se Pyara To Koi Bol Ho Nahi Sakta, Maa Ki Mamta Ka Koi Mol Ho Nahi Sakta, Khud Nahi Khati Hai Bachcho Ko Khila Deti Hai, Waqt Pe Thapkiya De De Sula Deti Hai, Sach To Ye Hai K Wo Shhaqs Hai Sabse Gareeb, Maa Ka Saaya Hota Nahi Jise Duniya Me Nasseeb, Zakhm Jab Bacche Ko Lagta Hai To Maa Roti Hai, Aisi Nisbat Kisi Aur Rishte Me Kahan Hoti Hai...ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bahut Muskil Se Wade Nibhaye Jate Hein, Pyar Na Karna Yaha Aashu Bahaye Jate Hein, Le Jati Hein Zindagi US Mod Per, Jaha Diye Nhi "DiL"jalaye Jate Hein.$
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tufaan mein kashti ko kinare mil jate hain, Jahan mein logon ko sahare mil jate hain, Duniya mein sabse pyari hey zindagi, Kuch log zindagi se bhi pyare mil jate hain……
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Arz kiya he Ki ruthi he aise wo humse Jaise hum sach me unhe mana lenge . . Wah-Wah . . Ki ruthi he aise wo humse Jaise hum sach me unhe mana lenge . . Itna waqt kaun bekar kare Itne me to hum DUSRI pata lenge...:P :P
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kab aashkon ka yeh manzar ghuzarega Yeh mausam bhi ab sitamgar ghuzarega Phir yaad aayein Baatein Puraani Na jaane kab yeh December ghuzarega
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • abaad raheNge veeraane, shaadaab raheNgi zanjeereN jab tak deewaane zindaah hai.n, phuuleNgi phaleNgi zanjeereN aazaadi kaa darwaazaa bhii Khud hi kholeNgi zanzeeren tukRe tukRe ho jaayeNgi jab hadd se baRheNgi zanzeereN jab sabke lab sil jaayeNge, haathoN se kalam chhin jaayeNge baatil se lohaa lene kaa, ailaan kareiNgi zanjeereN
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab bhi khayal aaya to aapka aaya. Aakhen band kiya to khayal aapka aaya. Socha yaad karlu bhagwan ko ek pal. Par hoth khola to naam aapka aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar dil se nibhayenge hum, Tum bhool jao bhi toh yaad dilayenge hum, Aisi shararat karenge hum ki naa chahate hue bhi, Tumhe yaad aayenge hum...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bikta Agar Pyar To Kaun Nahi Khareedta.. Bikti Agar Khusiyan To Kaun Use Bechta.. Dard Agar Bikta To Hum Aapse Khareed Lete.. Aur Aapki Khusiyon Ke Liye Hum Khud Ko Bech Dete..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS