Yu Hi Armano Pe Chhayenge Shppkt Chahat K,
Socha Na Tha Kabhi,
Yu Hi Hamare Chen Ko Itni Takleef Pahuchayge Lahme Aapki Mohabat K,
Socha Na Tha Kabhi,
Yu hi Jadu Chalega Aapki Kashish Ka Jism, Jahha Pe,
Ki Aap Hi Aap Nazar Aayge Man Me, Zamin, Aasman Pe,
Socha Na Tha Kabhi,
Hamesha Tanhaiao Ki Mzlish Me Aapka Entzar Kiya,
Aapki Khatir Kambakt Dil Ne Dard Me Simti Huai Gahrai Se PAYAR Kiya....
Zindagi Ko So Baar Aajmaya Hai Humne,
Har Baar Mout Ko Hi Kareeb Paya Hai Humne,
Chot Khane Se Kab Baaj Aate Hain Hum Bhi,
Toote Dil Ko Aaj Fir Lagaya Hai Hamne…
न पीने का शौंक था न पिलाने का शौंक था;
हमें तो सिर्फ नज़रें मिलाने का शौंक था;
पर क्या करें हम नज़रें भी उनसे मिला बैठे;
जिन्हे नज़रों से पिलाने का शौंक था
तारे है अनेक पर आज है चाँद की बारी
फूल है कई पर वो तो गुलाब है हमारी
उनकी एक मुस्कान पे कुर्बान है ज़िंदगी सारी
और उनकी पलको की छाओ में जन्नत है हमारी…
Kuch Kah Nahi Pate Or Mulakat Gujar Jati He,
Ansu Bhi Nahi Thamte Or
Barsat Gujar Jati He,
Ham Sochte He Wo Mere Khwabo Me Ayege,
Par Wo Aa Nahi Pate Or Rat Gujar Jati He.
Aaj Fir Unse Sapno Me Mulaqaat Ho Gayi..
Badi Der Se Ankhe Sukhi Thi Aaj Fir Barsaat Ho Gayi..
Kaise Mita Du Uski Yaado Ko Is Dilse..
Puri Zndgi Se Lambi Aaj Ki Raat Ho Gayi..!
Great lines,
Log kehte h ki kisi ek k jane se hamari zindagi ruk nahi jati,
Per wo ye nahi jante ki lakho k mil jane k baad bhi us ek ki kami puri nahi ho pati;-(
Kaun kehata hai mohabbat ki jubaan hoti hai,
Labo ke bina khule hi hakeekat bayaan hoti hai,
Ishq wo khudaai hai dost jo lafjo se nahi
Aankho se bayaan hoti hai
Khan
Banke ajnabi mile the zindagi ke safar mein,
In yadon ke lamhon ko mitayenge nahi,
Agar yaad rakhna fitrat hai aapki,
To vaada hai hum bhi aapko bhulayenge nahi..
Woh To Deewane The Jo Tanha
Chhor Gaye Wo Na Ruk Sake To
Ankho Mein Apna Saaya Chhor Gaye
Hume Gum Hai Is Baat Ka
Ke Woh Dil Se Kiya Wada Hathon
Se Tor Gaye.
Log mnzil ko mushkl smjte hen
Hm mushkl ko manzl smjhte hen
Logo me or hm me srf itna frq ha
K log dil ko dard dete hen
or
Hm dard dene wale ko dil detehan
Mushkil hai ab in labo ka kabhi muskura paana,
Mushkil hai ab is dil ka kisi ke liye dhadak paana,
Chalakte hai sirf aansu in aakhon se ab to,
Mushkil hai inme kisi ke liye sapne sajaana...
Majburiyo ko hum ankho me chhupa lete hai ,
Hum kaha rote hai halaat rula dete hai ,
Hum to har pal yaad karte hai apko ,
Par aap yaad na karne ka iljaam laga dete hain.....