• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • इश्क़ सभी को जीना सीखा देता है, वफ़ा के नाम पर मरना सीखा देता है. इश्क़ नही किया तो करके देखो, ज़ालिम हर दर्द सहना सीखा देता है…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hawa Khusboo Yaar Ki Laao, Dil Ko Hole Hole Sahlaao, Pahado Par Bhor Ki Lali, Jholiyan Kirano Se Bhar Laao, Basti Mein Dholak Dhapli, Sagun Wali Dhun Kuchh Gaao, Sham Pul Par Baith Kar Socho, Raat Hone Tak Utaar Aao, Abhi Sajdhaj Kar Chalegi Woh, Kahani Ko Fir Na Bhatkaao…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • As We Grow Older Together.. As We Continue To Change With Age.. There Is One Thing That Will Never Change.. I Will Always Keep Falling In Love With U My Sweetheart..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaad kisi ke chandani ban kar kothe kothe utari hai yaad kisi ke dhup hui hai zina zina utari hai raat ke rani sahan-e-chaman mein gesu khole soti hai rat-berat udhar mat jana ik nagin bhi rahati hai tum ko kya tum gazalen kah kar apni aag bujha loge us ke jee se pucho jo pathar ke tarah chup rahati hai pathar lekar galiyon galiyon ladake pucha karte hain har basti mein mujh se aage shoharat meri pahunchati hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kitna Bebash Hai Insaan Kismat Ke Aage,, . Sapna Tut Jata Hai Haqikat ke Aage,, . jisne kabhi Jhukna Naa Sikha Ho Duniya Main,, . Wo Bhi Jhuk Jata Hai Chahat Ke Aage.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Raaz Kon Jaane Kis Ka Kasoor Tha Tota Wohi Sahara Jis Pe Ghuroor Tha Use Hai Ghuroor Ke Wo Kisi Or Ka Hai Humen Hai Naaz K Wo Kabhi Hamara Zaroor Tha...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Malum Nhi Kaisi Jarurat Nikal Aayi, Us Masum Chehro Ki Sarafat Nikal Aayi, Vo Khush Hain Mohabat Me Barbad Mujhe Kar Ke, Aur Main Khush Hu Ki Uske Ahsan Ki Kimat Nikal Aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabat ki he tumse wafa bi karnge, Chahat ka haq tumpe ada bi karnge, Chalke pyar ki raho par Mile manzil yeh khuda se dua bi karnge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaad Rukti Nahi Rook Paane Se.. Dil Maanta Nahi Kisi Ke Samjhane Se.. Ruk Jaati Hai Dharkan Aapko Bhool Jaane Se.. Isliye Aapko Yaad Karte Hai Message Ke Bahaane Se..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ke Dard Ko Chupana Kitna Muskil Hai, Toot Ke Phir Muskurana Kitna Muskil Hai, Door Tak Jab Chalo Kisi Ke Sath To Phir, Tanha Laut Ke Aana Kitna Muskil Hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Dard Ki Inteha Na Pucho.. Meri Zndgi Me Gam Bahut Hai.. Jab Bhi Chaha Unhe Haal E Dil Sunana.. To Wo Hass Kar Bole Ki Aaj Hum Busy Bahut Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Na Ajnabi He, Na Paraye He, Aap Aur Hum Ek Rishte Ke Saaye He, Jab Bhi Jee Chahe Mehsus Kar Lijiyega, Hum To Aapki Muskurahat Me Samaye He..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ko Aata Hai Jab Khayal Unka Tasveer Se Poochte Hai Fir Haal Unka Wo Poochte The Judaai Kya Hai? Aaj Samajh Mein Aaya Yeh Sawal Unkaaaaa
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ख़याल जब उन्हे हमारा आया होगा, हमारी याद ने उनको सताया होगा, भुला ना पाए जिन्हे हम आज तक, कैसे उन्होने हमे भुलाया होगा.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ye umar dheerey dherey ab dhalne lagi hain. gham ki andhiyaan bhi chalne lagi hain. tu to naraaj hoke na jaane kahaan chala gaya . intjaar mein khawahishein meri marne lagi hain. pyaasa hai dil aaj bhi tu samjhta kyun nahi. ke aaja abto ye baahein thakne lagi hain. dekhe tujhe abto ek arsa beet gaya.. is nigaahon ki aarju or badhne lagi hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Kareeb Se Guzar Kr Gayi Hai, Andaaz Be Nam Kr Gayi Hai, Maiyat Pe Meri Ruk Kr Anjaan Ban Gayi Hai, Poochthi Hai Logo Se Ye Kis Ki Maiyat Sajayi Gayi Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dard De Kar Ishq Ne Hume Rula Diya Jis Per Marte The Usne Hi Hame Bhula Diya Hum To Unki Yadon Mein Hi Jee Laitay Magar Unhone To Yaadon Mein Hi ZEHER Mila Diya…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kismat Pe Naaz Karun Ya Rab Ka Shukr Manaun Is Udaas Zindgi Mein Jo Fir Tujhe Ek Baar Paaun. Tujhse Milne Ki Khushi Mein Ye Haal Hai Mera Ruh Ke Pairhan* Ko Teri Yaadon Se Mahkaaun. Jab Se Tune Vaada Kiya Hai Milne Ka, Veeraan Ghar Ko Bahaar Ke Phulon Se Sajaun. Dil Jo Har Waqt Rota Tha Apni Bebasi Mein, Sahme, Zakhmi Dil Pe Wafa Ke Marham Lagaun
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • De Dard Wo Baat Teri Juba Se Har Dafa Nikle, Phir Bhi Har Dua Me Tere Liye Wafa Nikle, Jab Chale Jyenge Naraz Ho Kr Duniya Se To Khoge, Aap To Humse Bhi Jyada Khafa Nikle,....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS