• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Bhina varsad ni komal bund moklu chhu, aankh to khol tane ujas moklu chhu, pila padi gaya pratiksha na pandada, antar thi tane khusbu bhari yad moklu chhu
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dard uthta hai magar aah nahi karty Kon kehta hai ke hum wafa nahi karty Akhir kyu nahi badalti taqdeer meri Kya mere dost mere haq mein dua nahi karte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • कैसे बयान करे आलम दिल की बेबसी का, वो क्या समझे दर्द आंखों की नमी का.. ऊनके चाहने वाले ईतने हो गये की….. उन्हे एहसास नहीं हमारी कमी का……
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Main Teri Tanha Ratoo Mein Aaunga, Main Tere Tutee Vadoo Mein Aaunga, Ho Agar Aasan To Bhulade Mujh Ko, Kyunki Main Tere Har Lafz Mein Aaunga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaado Ke Samundar Ka Kinara Na Tha, Hum Doobte Jaa Rahe The Sahara Na Tha, Us Bhid Me Pukare To Bhala Kise Hum, Us Sahar Me Koi Bhi Humara Na Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaam pe jaam peene se kya faida dosto, Raat ko peeyi huvi sharab subah utar jayegi, arey peena hai to do boond bewafai ke p k dekh, saari umr nashe me guzar jayegi… khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Khwabo Mein Aakar Rulate Hain, Hakikat Mein Na Aakar Tadpaate Hain, Jinko Hum Samjhaya Karte The Kabhi, Woh Log Aaj Humko Samjhate Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Arj kiya hai. Delhi ki Garmi se hai Skin meri jali, wah wah Gaur kijiyega Delhi ki Garmi se hai Skin meri jali, . Chura ke Dil mera Goriya Chali..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhare Paas 5 Wajah Ho Sakti Hain Mujhe SMS Na Karne Ki 1. Time Nahi 2. Free SMS Nahi 3. Balance Nahi 4. Network Nahi 5. Ya Phir Soye Sher Ko Jagane Ki Himmat Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ke wafa hum se to gair use jafa kahate hain hoti aayi hai ke achon ko bura kahate hain aj hum apni pareshani-e-khatir un se kahane jate to hain, par dekhiye kya kahate hain agale vaqton ke hain ye log, inhen kuch na kaho jo may-o-nagmen ko andoharuba kahate hain dil mein aa jae hai, hoti hai jo fursat gash se aur phir kon se nale ko rasa kahate hain? hai par-e-sarahad-e-idarak se apna masjud qible ko, ahal-e-nazar, qiblanuma kahate hain pa-e-afagar pe jab se tujhe raham aaya hai khar-e-rah ko tere hum mehr-e-giya kahate hain ik sharar dil mein hai, us se koi ghabarayega kya aag matalub hai hamako, jo hawa kahate hain dekhiye lati hai us shokh ke nakhvat kya rang us ke har baat pe hum nam-e-khuda kahate hain vahashat-o-shefta ab marsiya kahaven shayad mar gaya “ghalib”-e-ashuftanava kahate hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Read Must.. Ek Sach Chupa Hota Hai:"Jab Koi Kisi Ko Kehta Hai Ki "Mazak Tha Yaar" . . Ek Feeling Chupi Hoti Hai:"Jab Koi Kehta Hai "Mujhe Koi Farq Nahi Padta" . . Ek Dard Chupa Hota Hai:"Jab Koi Kehta Hai "Its Ok" . . Ek Zarurat Chupi Hoti Hai:"Jab Koi Kehta Hai "Mujhe Akela Chhod Do" . . Ek Gehri Bat Chupi Hoti Hai:"Jab Koi Kehta Hai "Pata Nahi" . . Ek Samundar Chupa Hota Hai Bato Ka:"Jab Koi "Khamosh Rehta hai' Hit Like If You Agree ?? :(
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mukar Jaate Hai Wo Wada Karke.. Rook Lete Hain Kadam Aane Ka Iraada Karke.. Ab Hum Bhi Pyar Kam Karenge Dosto.. Qki Dekh Liya Anjaam Pyar Jayada Karke..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Jaan Bohat Haseen Hai, Meri Jaan Bohat Kamseen Hai, Chahe Jhut Bolna Unki Fitrat Me Ho, Magar Vo Sachche Hai Hame Ye Yakeen Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Usne Mujhe Kuch Is Tarah Se Dekha Ke Me Use Mohobbat Karne Pe Majboor Ho Gaya, Uske Ek Ishare Pe Duniya Tabha Karne Pe Majboor Ho Gaya, Uske Is Nazariye Ko Me Pyaar Samajh Betha, Isiliye Aaj Use Bewafa Kehne Pe Majboor Ho Gaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri nazaro ko aaj bhi talash hai teri Binaa apke khushi bhi udaas hai meri Khudaa se mangaa hai to sirf itnaa Marne se pehale apse mulaakat ho meri.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Usne Mujhe Kuch Is Tarah Se Dekha Ke Me Use Mohobbat Karne Pe Majboor Ho Gaya, Uske Ek Ishare Pe Duniya Tabha Karne Pe Majboor Ho Gaya, Uske Is Nazariye Ko Me Pyaar Samajh Betha, Isiliye Aaj Use Bewafa Kehne Pe Majboor Ho Gaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Karni Hai Rabb Se Guzarish Itni Ke Tere Pyar K Siva Koi Bandagi Na Mile. . . . . Har Janam Me Mile Pyar Tera, Ya Fir Kabhi Zindagi na mile
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi ye rang dikhati hai kitne, Gair ho jate hai ek pal me apne, Sapno ki duniya me kabhi na jana yaar, Dil toot jata hai jab toot te hai sapne..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kash Humari Bhi Parwah Kisi Ne Ki Hoti, To Ye Duniya Humse Ruswa Na Hoti, Agar Aata Aap Jaisa Muskurana Humein, To Humse Bhi Kisi Ne Mohbbat Ki Hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS