• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tumhare bina kuch socha nahi jata. Ek pal b bin tumhare humse jiya nahi jata itna b yaad aya na karo phr tumse dur humse raha nahi jata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Guzare Huve Kal Ki Yaad Aati Hai Kuch Lamhon Se Aankhen Bhar Aati Hain Woh Subah Rangeen Shaam Nirali Doob Jati Hain Jab Aap Jaise Doston Ki Yaad Aati Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Deewana Hu Tera Sadiyo Se Mai Itni Mohbt Kisne Ki Hogi MereSanam Hadd Se Jyada Chaha H Tuje Maange Tu Jaan To Piche Hatenge Na Kabi Mere Kadam.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake, Diwane dil pe kabu hum pa na sake, Aaj itne karib se gujar gaye wo, Phir bhi unka sath hum pa na sake..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Re Mere Rishte Ko Kya Naam Du, Yeh Naam Du Ya Woh Naam Du, Is Duniya Ki Bhid Mei Naam Ho Jate Hai Badnaam, Kyun Na Apne Rishte Ko Benaam Hi Rehne Du…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Zindagi Hai Tere Liye Mera Pyar Hai Tere Liye Meri Mohabbat Hai Tere Liye Lootadi Meri Har Khushiyan Tere Liye Tadapta Tha Tere Pyar Ke Liye Tera Ek Phool Bhi Nahi Mila Mere Janaze Ke Liye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • teri yaado ki hawa dil ki dawa ban gayi, Dua teri meri chahat ki saza ban gayi, Kaise bhulu tumhe ek pal ke liye, Yaadein tumhari jeene ki wajah ban gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मैंने ये सोचकर उसकी सारी बातों को सच मान लिया, कि इतने खूबसूरत लब भला झूठ कैसे बोलेंगे..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Log Jo Aankhon Mein RheDil Mein Rhenge Ab, Bas Jagaah Bdal Rhee Hai Koi Duri Nhi Hai, Hum Aap Sey Mil Naa Sake JabDil Chahey Milna, Faaslon K Bad Bhi Aisi MazburiNhi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ankhe ro padhi unka na paigam aaya, Chale gaye humein akela chhod ke ye kesa mukam aaya, Meri tanhai Hansi mujhpe Aur boli Bata Aakhir mere siva tere kon kaam aaya…...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Le kar Khusiyan Meri Tu Mujhe Faqeer Bana De... Bas Gam Ko Hi Meri Taqdeer Bana De... Unki Palken Kabi Nam Na Ho... Aye Khuda Mere Sanam Ki Haathon Me Aisi Lakeer Bana De..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum se Bohut Kuch ♥ Kehna Hai Magar !!♥ ♥ Kabhi Tum Nahi Milte … Kabhi Alfaz Nahi Milte !! ♥ ♥ Ye Doriyan Tu Mita Doon Mein Ek Pal Mein Magar !! ♥ ♥ Kabhi Kadam Nahi Chalte Tu Kabhi Raste Nahi Milte !! ♥ ♥ Tumhen Pana Chahta Hoon Umar Bhar Ke Liye Magar !! ♥ ♥ Kabhi Halat Nahi Milte Tu Kabhi Jazbat Nahi Milte Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Main Ye Soch Kar Chalta Jaa Raha Hoon Es Zindgi Mein, K Kahi Tho Es Saagar Ka Bhi Kinara Hoga, Itna Bhi Naa Zulam Karo, Apni Yaadoon Ko Tho Rehne Do, Kyunki Aakhiri Waqt Yahi Tho Ek Sahara Hoga..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jindagi hume kuchh na mile to koi gum nahi, Tumhara pyar mil jaye ye kuchh kam nahi. Tumhare dil me rahne ke liye thodi si jagah mil jaye, Wo jagah b kisi mahal se kam nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • “Mohabbat naam hai mera” “Agar Chaho Gay Tum Mujh Ko” Tumahri sans se pehly Tumhari jan ban jaon “Ager Dekho GayTum Mujh Ko” Tumhari ankh se pehly Tumhary khuwab ban jaon “Agar Socho Gay Tum Mujh Ko” Tumhary Paon Se pehly Tumhari rah ban jaon “Mohabbat Naam Hai Mera. Mujhe TUM Soch k Dekho sweet”
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat yahan bikhti hai aur ishq neelaam hota hai, Bharose ka katal yahan khule aam hota hai. Zamane se thokar milli to chale hum maikhane mein, Aur wahi zamana hame sharabi sare aam kehta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki Pooja Karte Hain Hum, Aap Par Hi Bas Marte Hain Hum, Sagar Ko Aapse Bahut Pyar Hai, Aapko Kahne Se Darte Hain Hum…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jis din mujhe aap samajh jaogi, us din ye maan jaogi! Ki Na hi hum kisi ka dil dukhate hai aur na hi kisi ke baato ko dil pe lete hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS