वो अपने मेहंदी वाले हाथ मुझे दिखा कर
रोई,
अब मैं हुँ किसी और की, ये मुझे बता कर
रोई,
पहले कहती थी कि नहीं जी सकती तेरे
बिन,
आज फिर से वो बात दोहरा कर रोई…
कैसे कर लुँ उसकी महोब्बत पे शक यारो…
वो भरी महफिल में मुझे गले लगा कर रोई…
Ye Gum Ki Aadhiya Mujhe Lut
Chuki Hogi, Meri Saase Daman
Se Chhut Chuki Hogi, Tera
Aana Ya Na Aana Kya Mayne
Rakhta Hain, Jab Maiyat Mere
Ghar Se Uth Chuki Hogi.
Mosam-e-hijr k lamhat koi kiya janay,
Kya guzarti hai meray sath ko kiya janay,
Doriyon me bhi tere sath marasim hen woi,
Roz hoti hai mulaqat koi kiya janay,
Log hansti hui ankhon pe yaqeen rakhtay hain,
Mere ansuu mere jazbat koi kiya janay,
Ek tu hai jisay malum hen sari batain,
Shab-e-hijran mere halat koi kiya janay,
Koi kiya janay k khamoshiyan kia kehti hain,
Aay Dhani teri ankhon k sawalat koi kiya janay
Hume Sabne Kaha Tha Ke Mat
Karna Unse Pyar, Fir Bhi
Dekar Tujhe Mohabbat Khata
Ho Gayi Humse Yaar, Jo Kiya
Hota Toone Usi Waqt Inkar,
To Aaj Yun Na Baithe Hote
Hum Apna Sab Kuch Haar..
♥ Tujhe paane ki Iss Liye Zidd
Nahi kartey ♥
ke Tujhe khone ko Dil nahi
karta,
♥ ♥ Tu Milta hai Toh iss Liye
Nazre Nahi Uthaate ♥
♥ ke Phir Nazrey Hataane ko
Dil Nahi karta,
♥ ♥ Dil Ki Baat Iss Liye Tujh se
Nahi Karte♥
ke Apna dil dukhane Ko dil
Nahi karta,
♥ ♥ Khwabon mein Iss Liye Tujh
ko Nahi Sajaate ♥
♥ ke Phir Neend Se jaagne ko
Dil Nahi karta♥♥
♥♥....$....♥♥
Tanha Chor Ker Hum Ko Hosla Bhi Dete Ho
Saans Cheen Ker Jeenay Ki Dua Bhi Dete Ho
Ik Taraf Judai Ka Tazkira Bhi Jari Hai
Aur Muskuranay Ka Mashwara Bhi Detay Ho
kisi ke Jaane Se Saanse Kabhi rukti nahi
kisi ke Na Laut aane Se Jindagi Kabhi thamti nahi
khwaish har Waqt Rehti Hai Dil Mein Usse Pane ki
Har Khwaish Poori ho Par Yeh bhi to Jaroori nahi.
Main roya parades mein bhiga man ka pyar
dukh ne dukh se baat ke bin chiththi bin tar
chota karake dekhiye jivan ka vistar
aankhon bhar aakash hai bahon bhar sansar
leke tan ke nap ko ghume basti ganv
har chadar ke gher se bahar nikle panv
sabaki puja ek si alag-alag har rit
masjid jaye maulvi koyal gaye geet
puja ghar mein murti mira ke sang shyam
jisaki jitani chakari utane usake dam
saton din bhagavan ke kya mangal kya pir
jis din soe der tak bhuka rahe fakir
Iltija Hai Bas Tujhe Paane Ki,
Aur Koi Hasrat Nahi Hai Tere Deewane Ki,
Shikva Mujhe Tujhse Nahi Khuda Se Hai,
Kya Zururat Thi Tujhe Itna Khubsoorat Banane Ki…
Yeh kaisi chaahaton ka silsila hai,
Usse na shikayat hai,
na koi gila hai...
Zindagi hume kis mod pe le aayi hai,
Na use paane ki himmat hai,
Na use khone ka hausla hai...