• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Kisi ki bekhudi mujhe sone nahi deti Khud muje apni khabar hone nai deti Uske pyaar ki aisi hai khushbu Jo Mere dil par kisi or ka asar hone nhi deti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bin Aapke Kuch Bhi Aacha Nahi Lagta, Ab Mera Wajood Bhi Saccha Nahi Lagta. Sirf Aapke Deedar K Intezaar Me Kat Rahi Hai Zindagi.., Varna Kabki Maut Ki Aagosh Me So Jati Ye Zindagi. Laut Aao K Aapke B’gair Ek Lamha Nahi Kat Ta Bin Aapke Kuch Bhi Accha Nahi Lagta
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • बड़ा अरमान था तेरे साथ जीवन बिताने का; शिकवा है बस तेरे खामोश रह जाने का; दीवानगी इससे बढ़कर और क्या होगी? आज भी इंतज़ार है तेरे आने का!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chahat Hai Maut Ki Jo Paas Nahi Aati, tamanna Hai Jis Khushi Ki Jo Raas Nahi Aati, udaas Ho Gayi Hai Meri Zindagi Rote Rote Unki Kuch Yaadain Hai Jo Tadpane Se Baaz Nahi Aati..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Mujhe Uss Din Meri Duniyaa Lautana Chahti Thi, Guzre Huye Wo Lamhon Ki Yaadon Ko Mitana Chahti Thi, Jaana Thaa Tham Kar Kisi Ka Haath Use Uss Din, Isliye Meri Jaan Mere Likhe Huye, Sare Khat Jalana Chaahti Thi!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tujhe Yaad Karte Hain Har Saans Ke Baad Kabi Subah Se Pehle Kabi Shaam Ke Baad.. Mere Marne Ke Baad Bhi Log Tujhe Pukarenge Kabi Mere Naam Se Pehle Kabi Mere Naam Ke Baad..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tarz jine ka sikhati hai mujhe tashnagi zeher pilati hai mujhe raat bhar rahati hai kis baat ke dhun na jagti hai na sulati hai mujhe ruthata hun jo kabhi duniya se zindagi aake manati hai mujhe aaina dekhun to kyunkar dekhun yaad ik shakhs ke aati hai mujhe band karta hun jo aankhen kya kya roshani si nazar aati hai mujhe
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Thak gayi mai us ka intezar karte karte..... Royi hazaar baar khud se takraar kartey karte.... Do lafz us ki zuban se na nikle aur..... toot gayi main ek tarfa pyar karte karte.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kahte hain smndr se gehra pyar hota hai. han sach hai kyonki iska dil pr pehra rehta hai. pr twaah v hota hai shahil smdr ki lehron se. us trh ashk v twaah krte hain is pyare se dil ko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Behte Aansuo Ki Juban Nahi Hoti,Lafjo Mein Mohabbat Bayan Nahi Hoti,Mile Jo Pyar Kisi Ka To Kadar Karna,Kismat Har Kisi Par Meharban Nahi Hoti
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya kre dil b pathar ban jata h sangmarmar ki diwar par, duniya b hmse khub mje leti h tere mere pyar par, ham b apne armano ko sambhalne k he adi, chhod kr bhi ham ni ja sakte usko bhrosa he mere aitbar par.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Humse Daga Kar Rahi Hai, Warna Hum Bhi Jite Zindagi Ke Liye, Zindagi Humara Dil Tod Rahi Hai, Aur Maut Humse Dil Laga Rahi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ab Us Ko Dil Ka Haal Sunana Chor Diya.., Hum ne B Dil Ki Bat0n Me Aana Chor Diya, Jab Kisi Ko Yaad Hi nahi Ati Hamari, To Hum ne B Ehsas Dilana Chor Diya...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi Ka Raaz Humne Tanhai Mein Paa Liya.. Jiska Bhi Gum Mila Usse Apna Bana Liya.. Gum Humara Sunne Ko Jab Aur Koi Na Mila.. Toh Bas Rakha Aaina Samne Aur Khud Ko He Rula Diya..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • hum ko kisake gham ne mara ye kahani phir sahi kis ne toda dil hamara ye kahani phir sahi dil ke lutane ka sabab pucho na sab ke samane naam aayega tumhara ye kahani phir sahi nafaraton ke tir kha kar doston ke shahar mein hum ne kis kis ko pukara ye kahani phir sahi kya batayen pyar ke bazi wafa ke rah mein kon jeeta kon hara ye kahani phir sahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum ruth jaye to manane ka wada kiya tha, Hum dur jaye to bulane ka wada kiya tha, Aaj palko pe aansu bhar diye usne, Jisne zindagi bhar hasane ka wada kiya tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na khuda dil banata na kisise pyar hota, Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota. Dil diya hai ise sambhal ke rakhna, Shishe se bana hai pathar se dur rakhna!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Kis K Aansu Gire Kafan Pe Mere Ye Kon Roya Mujh Jese Ajnabi K Liye Meri Mot K Baad Hi Unko Ehsas Hua K Main Kitna Anmol Tha Uske Zindagi Kliye....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS