• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Wo Hai Zindagi uski kitab hu main, Wo Nasha Hai Uski Sharab Hu main, Kuch Aisa Ristha hai humara, Wo hai Swaal Uska Jawaab Hun Main..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum dur ho. aur pas bhi,! Tum hansi ho â?¦ aur aansu bhi! Tum Mere man ki shanti ho.. aur dil ki bechaini bhi! Tum meri amanat ho.. aur ek sapna bhi!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apne Dil K Dard Ko Bayan Kru To Kaise.. Use Apne Dil Se Judaa Kru To Kaise.. Kr Chuka Hi Muhbbat Kr K Gunhaa.. Ab Main Ye Gunhaa Kru To Kaise..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Afsos Hota Hai Us Pal, Jab Apni Pasand Koi Chura Leta Hai. Hum Khwabo Me Dekha Karte Hai Use, Aur Haqiqat Koi Aur Bana Leta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Pyar Ke Ehsas Ko Samajh Jaoge Har Taraf Mera Hi Naam Paoge.. Meri Muhobbat Uss Waqt Degi Awaaz Jab Tum Bheed Me Khud Ko Akela Paoge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ae dil kissi ki yaad mein rona fazool hai ye aansoo bade anmol hain inhe khona fazool hai royo to unke liye jo tum par nisaar hain unke liye kya rona jinke aashiq hazaar hain..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum To Buss Unko Yaad Rakte Hain Jo Hamein Dil Ke Pass Rakhte Hain Yaadon ko yaad karke askhoan ne daman thama mera, tanhai ki raah guzer mein hawaon ne bhi saaath choda mera, bas tera hi chehra har pal aankhon ke samne aata hai, jis ek pal ko saari takdeer samaj baitha pagal dil mera.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Unhe koi Or Bhi chahe Is Baat Se hum Thoda-thoda jalte hai..: Gurur Hai hume Is Baat ki Sab Hmari Pasnd Pe hi Q marte hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "सोच को बदलो, सितारे बदल जायेंगे नजर को बदलो, नज़ारे बदल जायेगे, कश्तियाँ बदलने की जरुरत नही, दिशाओ को बदलो, किनारे बदल जायेंगे."
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Mein Laakhon Zakham Khaye Humne, Afsos Unhe Hum Par Aitbar Nahi, Mat Pucho Kya Gujarti Hai Dil Par, Jab Vo Kehte Hai Hame Tumse Pyar Nahi..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Husan ko dekhna ibadat hai, Ishq main mout bhi shahadat hai, Apni ankhon k samundar main mughe utar jane de, Tera mujrim hoon mughe doob jane de,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Saari umar tumko pyar mile, Jo dil mai hy woh hazaar baar milay, Bichar jate hyn milnay k bad bhi kuch log. Jo kbi na bichre aisa tumko pyar mile..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Dil hai Bezuban jo kuch keh nahi sakta, . Kisi Ki JUDAI ye seh nhi sakta, . Kash woh smjh jaye is DIL ki awaaz.. . Ki koi hai Jinke BINA ye DIL reh nahi sakta.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere kabar par wo rone aayi thi Humse pyaar hai yeh kehne aayi hai Jab zinda the tab rulaya bahut Ab hum aaraam se soye hai phir se jagane aayi hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar Hamane Aapko Apane Gam Diya Hote To Aap Apane Honsh Kho Diye Hote Hum To Feer Bhee Hans Rahe Hai Aap To Khuda Ki Kasam Ro Diye Hoteee
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kajal Banke Teri Ankho Me Samane Ki Tamanna Hai, Dawa Banke Tera Dard Mitane Ki Tamanna Hai.. Yu To Haasil Hai Zamane Ki Har Cheez Mujhe, Sirf Tujhe Hi Apna Banane Ki Tamanna Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jalta hun hijr-e-shahid-o-yad-e-sharab mein shauq-e-savab ne mujhe dala azab mein kahate hain tum ko hosh nahi iztarab mein sare gile tamam hue ek javab mein phaili shamim-e-yar mere ashk-e-surkh se dil ko gazab fishar hua pech-o-tab mein rehte hain jama kucha-e-janan mein khas-o-am aabad ek ghar hai jahan-e-kharab mein badanam mere giriya-e-rusava se ho chuke ab uzr kya raha nigah-e-behijab mein matalab ke justaju ne ye kya hal kar diya hasrat bhi nahi dil-e-nakamayab mein
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo thaka hua meri bahon mein zara so gaya tha to kya hua abhi main ne dekha hai chand bhi kisi shakh-e- gul pe jhuka hua jise le gai hai abhi hawa wo varaq tha dil ke kitab ka kaheen aansuon se mita hua kaheen aansuon se likha hua kai mil ret ko kat kar koi mauj phul khila gai koi ped pyas se mar raha hai nadi ke pas khada hua mujhe hadason se saja saja ke bahut hasin bana diya mera dil bhi jaise dulhan ka hath ho mehandiyon se racha hua
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS