• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Sirf Rishton Ke Bandhan Ko Wishwaash Nahi Kehte, Har Aansu Ko Jazbaat Nahi Kehte, Qismat Se Milte Hain Dost Zindagi Me, Isliye Dosti Ko Ittefaq Nahi Kehte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Aaye Zndgi Me Kahaani Bankar, Tum Aaye Zndgi Me Raat Ki Raani Bankar, Basa Lete Hain Jinhe Hum Ankho Me, Wo Aksar Nikal Jaate Hain Ankho Se Paani Bankar..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Milti Hai Himmat Walo Ko, Khusi Milti Hai Takdir Walo Ko, Pyar Milta Hai Dilwalo Ko Aur, Hum Jaisa Dost Milta Hai Naseeb Walo Ko.:-) :-) :-)
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaadon ki keemat wo kya jaane jo khud hi yaadon ko mita diya kartey hain yaadon ka matlab toh unse puchho jo yaadon ke sahare zindagi bita diya karte hain. kk
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Panchi Ped Par Ghosla Banate Hai, Sirf Rehne Ko, Duniya Humare Saath Chalti Hai, Sirf Kehne Ko, Dil Se Humne Rishte Banaye, Par Dil Hai Sirf Dard Sehne Ko, Zindagi Ka Naam Rukna Nahi Hai, Zindagi Hai Paani Si Behne Ko, Mout Hi Sach Hai, Bas Kuch Pal Baki Hai Marne Ko…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere sapno ka mahal ease gira hai, jease taas ke patto ka ghar gira hai, dasti hai mujhako meri tanhaiya, mera saya bhi meri nakami se ghira hai, pyas thi mujhako bas ek bund ki, fir kyu meri aankho me samundar bhara hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • भगवान से कुछ मांगना ही है तो हमेशा अपनी माँ के सपने पूरे होने की दुआ माँगना तुम खुद बे खुद आसमान की ऊंचाइया छु लोगे ।।...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • उनका भी कभी हम दीदार करते है उनसे भी कभी हम प्यार करते है क्या करे जो उनको हमारी जरुरत न थी पर फिर भी हम उनका इंतज़ार करते है.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Ajeeb Sa Manzar Nazar Aata Hai, Har Ek Qatra Samandar Nazara Aata Hai, Kahan Banaaon Main Ghar Sheeshey Se, Har Kisi Ke Hath Mein Pathar Nazar Aata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Majburiyo Ko Hum Ankho Me Chupa Lete Hai, Hum Kaha Rote Hai Halaat Rula Dete Hai, Hum To Har Pal Yad Krte Hai apko, Par ap Yad Na Karne Ka ilzam Laga Dete Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ak parinde ka dard bhara fasana tha... Tute the pankh or udte huwe janatha... Tufan to jhel gya par huwa... Par afsos tb hua... wahi daal tuti jispe uska aashiyana tha...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log jaldi mar jate h Qki "BHAGWAN" Unhe Bahut pyar karte hain Agar aap zinda ho Or Dharti pe ho to samaj lo-ki koi Aapko Bhagwan se V jayda pyar karta hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ab aisi muhabbat kya karni Jo neend chura le aankhoon se Jo khwaab dikha kar phooloon ke Tabeer mein kaantay de jaaye Jo gham ki kaali raatoon se Har aas ka jugnoo le jaaye Jo khwaab sajaati aankhoon ko Aansoo hi aansoo de jaaye Jo mushkil kar de jeenay ko Jo marnay ko asaan kare Woh dil ko pyar ka saagar ho Woh yaadoon ko mehmaan kare Kehnay ko muhabbat hai lekin Ab aisi muhabbat kya karni ...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Ajnaabi Se Baat Kya Ki Qayamat Ho Gayi.. Sare Shehar Ko Is Chahat Ki Khabar Ho Gayi.. Kyu Na Dosh Du Dil E Nadaan Ko.. Dosti Ka Iraada Tha Aur Mohabbat Ho Gayi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere kuch jazbaat hai kahin khoye hue se, Kaise kahun tumse woh jaise hai sharmaye hue se, Parr din aaaj hai mohabbat ka,ab naa chup rahun, Ye tera hi pyar hai,jis se harr baag chaman khile hue se !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log kehte hai zami pe khuda nahi milta, Unhe shayad koi aap jaisa nahi milta, Kismat walo ko hi milti hai kisi k dil main panah, Har shaks ko jannat ka pata nahi milta.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaane Kyu Khud Ko Mujhse Juda Kiya Usne.. Jo Na Karna Tha Wo Kiya Usne.. Yaad Karne Se Bhi Na Yaad Aau.. Aisa Mujhko Bhula Diya Usne.. Mai To Bas Waqt Ki Zarurat Hu.. Mujhko Aakhir Bata Diya Usne.. Apne Haatho Se Khud Hi Likh Ke Mujhe Sanam.. Jaane Fir Kyu Mita Diya Usne..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • aik aas lagana chahte hain tere dar per ana chahte hain kuch nazre karam ho hum ager hum sarko jhukana chahte hain kia dogey hame sari khushian hum daman ko pehlana chahte hain tere kandhe pe sar rakh ker hum gham apna sunana chahte hain tum kya chahoge hum se kaho? hum khud ko mitana chahte hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhool jane ka tujhe koi irada na tha, Tere siva kisi se kiya wada na tha. Nikaal dete Dil se shayed tumhen KHAYAL, Par is kambakht dil mein koi Darwaza na tha…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS