• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Waqt Aane De Baat Karenge, Zindgi Me Hum Bhi Mulakat Karenge, Rasta Chahe Jitna Kathin Ho, Tujhe Pane Ki Koshish Baar Baar Karenge..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jis Din Meri Arthi Iss Duniya Se Vida Hogi; Ek Alag Sama Hoga Ek Alag Baat Hogi; Kehna Uss Bewafa Se Mar Gaye Tumhare Chahne Wale; Ab Na Hum Hain Aur Na Hamari Batein Hogi!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ye msg sirf aur sirf ""Tumhare "" liye hia aur kisi ka haq nhi bnta :-- hamari "ishq" ki dukaan hia "ishq" le jaya karo kabhi rona nhi hardam mushkuraya karo hm lete nhi paise "ishq" ke badle ... bs apne sare gm hme de jaya karo ,,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sath Rehte Yuhi Waqt Guzar Jayega, Dur Hone K Baad Kon Kise Yaad Ayega, Jee Lo Ye Pal Jab Hum Sath He, Kal Kya Pata Waqt Kaha Le Jayega..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki Muskan Hamari Kamzori Hai Keh Na Pana Humari Majboori Hai Aap Kyun Nahi Samajhte Is Khamoshi Ko sweet Kya Khamoshi Ko Bhi Zuban Dena Zaroori Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Karta Hun Aaj Tuhse Yeh Wada, Har Ek Kadam Tere Saath Rahunga, Bharunga Teri Jholi Main Khusiyon Se, Tere Liye Toh Har Gham Main Sahunga
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kismat Do Pal Mein Badal Sakta He INSAN Per Jo INSAN Ko Badal De Wo Kismat Nahin Hoti Apni Kismat Pe Rota Wohi Shakhs Hay Jisko Sajdon Me Rone Ki Adat Nahin Hoti
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sabz maddham roshani mein surkh aanchal ke dhanak sard kamare mein machalati garm sanson ke mahak bazuon ke sakht halqe mein koi nazuk badan silvaten malabus par aanchal bhi kuch dhalaka hua garmi-e-rukhsar se dahaki hui thandi hawa narm zulfon se mulayam ungaliyon ke ched chad surkh honton par shararat ke kisi lamhen ka aks reshami bahon mein chudi ke kabhi maddham dhanak sharmagin lahajon mein dhire se kabhi chahat ke baat do dilon ke dhadakanon mein gunjati thi ek sada kanpate honton pe thi ALLAH se sirf ek dua kash ye lamhe thahar jayen thahar jayen zara
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • याद कर के भूलना ही न आया हमें; किसी के दिल को सताना ही ना आया हमें; किसी के लिए तड़पना तो सीख लिया; पर अपने लिए किसी को तड़पाना न आया हमें।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muskurahat Tumhi Se Milti Hai, Dard Mein Raahat Tumhi Se Milti Hai, Tum Mat Ruthna Mujhse Kabhi, Kyonki Jeene Ki Chaahat Tumhi Se Milti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Fasily simat gaye Dua se kam chal gaya. Ashk phir nikal pary, phir azab tal gaya. Kisy ykeen aye ga, kis se jaak yeh khun. Ik bujhy chiragh se mera hathjal gaya. Abhi to meri ankh men, neend bhi he khoab b Sochta hun fir kabhi tu agar Badal gaya.... Ik udas raah se, Nadi k zard pair se. Tera poochta rha, or chand Dhal gaya Tujhy b aik shakhs k faraib raas aa gaye kisi k jhoot moot se men b kuch behal gaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ruthi Jo Zindgi To Mana Lenge Hum, Mile Jo Gam Vo Sneh Lenge Hum, Bus Aap Rehna Humesha Sath Humare To Nikalte Huye Aansuo Me Bhi Muskura Lenge Hum..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar vo jo aapke jajbat ko samjhe, Mohbt vo jo aapke ehsas ko samjhe. Mil to jaate h sub apna kahane wale, par apna vo jo bina kahe aapki hr baat ko samjhe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Ne Kisi Ki Yaad Main Rona Hi Chor Diya Apni Zindagi Ko Talaash Karna Hi Chor Diya Sab Beeti Hui Baatein Bhula Di Hum Ne Ab Dil Main Maazi Basana Chor Diya Kaanton Se Bhar Dete Hain Log Daaman Hum Ne Aangan Main Phool Khilana Hi Chor Diya Kabhi Na Maangen Ga Kisi Se Bheek Mohabbat Ki Is Hi Liye Hum Ne Pyaar Karna Hi Chor Diya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Me Dua Hai Ankho Me Nasha Hai Bato Me Maza Hai Chahat Me Adaa Hai Andaz Bhi Juda Hai . . . . Arre Yar Isliye To Sab Humpe Fida Hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Maangoon bas use woh ibaadat mil jaaye, Uske khazaana se thodi si mohabbat mil jaaye, Ya toh saath mil jaaye mujhe umar bhar ka, Ya uske dar pe marne ki ijaazat mil jaye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kahaniyan bhi gain qissakhvaniyan bhi gain wafa ke bab ke sab bezubaniyan bhi gain wo beziyabi-e-gam ke sabil bhi na rahi luta yun dil ke sabhi be-sabatiyan bhi gain hawa chali to hare patte sukh kar tute wo subah aayi to hairannumaiyan bhi gain ve mera chehara mujhe aaine mein apna lage usi talab mein badan ke nishaniyan bhi gain palat palat ke tumhen dekha par mile bhi nahi wo ahad-e-zabt bhi tuta shitabiyan bhi gain mujhe to aankh jhapakana bhi tha garan lekin dil-o-nazar ke tasavvurshi’ariyan bhi gain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere dil k Tanhi ke Mehfil ho Tum.... Mere Muhbbat k Safar ke Manzil ho Tum..... . . Mere Ishq k Dareya ka Sahil ho Tum.... Ab Kaise kru Apne Arzoo Bayan..... Mere to Nas-Nas me Samil ho Tum.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mehfil Jab Lagi Thi Yaaro Ki Mujhe Bhi Bulaawa Aaya Tha.. Kaise Na Jaate Hum.. Unki Kasam Dekar Jo Bulwaaya Tha.. Jab Kehne Ko Kuch Kaha Gaya.. To Khayaal Unhi Ka Aaya Tha.. Fir Akshr Akshr Jod Ke Maine Dil Ka Dard Sunaaya Tha.. Tab Ansoo Uske Yaado Ke Na Na Karte Nikal Pade.. Jo Samjhe Wo Khamosh Rahe.. Baaki Sab Wah Wah Karte Nikal Gaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • " Ek lamha jo satata hai,na jane ye dil kya chahta hai,kaash aap hote hamari nazaron ke saamne,par na jane kyun ye kaash-kaash hi reh jata hai.... " Neet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS