• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • उसका वादा भी अजीब था ...कि जिन्दगी भर साथ निभायेंगे मैंने भी ये नहीं पुछा की मोहब्बत के साथ..... या यादों के साथ.....!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • MAIN SUNTA RAHA KUCH KEH NA SAKA, WO BAATEIN JO USNE MUJHSE KAHI, MERI YAADEIN JISKA KOI RAAZ NA THA, AAJ BACHA NA THA USSE RAAZ KOI. HAR BEETE PAL KA EHSAAS HUA, DUKH MUJHKO ITNA AAJ HUA, ROTA RHA JAB AANKH KHULI, KIYE HAI GUNAAH MAINE JO KAI. KEHNE KI HIMMAT MUJHME HAI NAI, KEHTA HU TUMSE MAIN AAJ YAHI, KAR DENA MAAF MUJHKO TUM, DIYA HAI DARD JO MAINE KOI.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal Pal Sanse Khatam Ho Rahi Hai Zindgi Maut K Pehlu Me So Rahi Hai Us Bewafa Se Na Puch Meri Maut Ki Wajah Wo To Bus Zamane Ko Dikhane Keliye Ro Rahi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Fir Tute Armano Ko Pala Hai, Badi Mushkil Se Dil Ko Sambhala Hai, Jo Ummeed Lagayi Hai ‘Kumar’ Ne Tumse Tod Mat Dena, Muddat Baad Ye Darr Dil Se Nikala Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chandni Raat Me Barsat Buri Lagti Hai, Ghar Me Arthi Ho To Barat Buri Lagti Hai, Lakh Kosis Kar Le Ye Yaar Dil Nahi Manta, Dil Me Dard Ho To Har Baat Buri Lagti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zakhm Itne Gahre Hai Izhaar Hya Kare Hum Khud Nishana Ban Gaye Vaar Kya Kare Mar Gaye Hum Magar Khuli Rahi Aankhe Ab Is Se Zyada Intezaar Kya Kare
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khuda ko bhi apne bech diya hai mohabbat mai maine Aur tu mohabbat ka illim bata raha hai mujhko Ab tu bhi na sata swee2 iss "kasam"ko Baki zamaana to sata hi raha hai mujhko..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kbhi Humare Pyar Ka Ehsas Kiya Hota, Humare Dil Ki Chot Ka Dard Liya Hota, Hum B Jindagi Ko Haseen Lamha Samajhte, Agar Kisi Apne Ne Humara Saath Diya Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Legayi sb kuch magar bas kafan rehne dia, Yuhi meri zindgi ka akhri rehnuma rehne dia, Hum gaye they unko loutane k liye, Wo kha k raham rehne diya!!iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamare Liye Unke Dil Me Chaht Na Thi. Kisi Khushi Me Koi Dawat Na Thi. Maine Dil Unke Kadmon Me Rakh Diya. Par Zameen Pe Dekhne Ki Unki Adat Na Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Zindagi Tere Saath Ho Ye Arzoo Din Raat Ho Main Tere Sang Sang Chalon Tu Har Safar Mein Mere Sath Ho Main Kanton Par Bhi Chal Paron Tere Pyar Ki Jab Barsat Ho Kabhi Sham Dhalay Jab Hum Milain Na Din Dhalay Na Raat Ho Ye Zindagi Tere Sath Ho… !
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye PaL Judaai Ke Guzrte Q Nahi? Mai Tut Gya Hu To Bikharta Q Nahi? Tere Sath Saanso Ki Tarah Tha, A-Jaanu Tu Sath Ab Nhi To Mai Mrta Q Nhi.?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uski Yaado Me Kaha Hu Main, Usse Hi Kyu Door Ja Raha Hu Main, Shaam Hote Hi Dil Pukarta Hai Aksar, Kaha Ho Dekho Aaj Kitna Tanha Hu Main,..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki hasi pe chhidakte hain hum jaan Aapki khushi pe toh hai sab kuch kurbaan Aapke bin toh ye jahan lage veeran Kyuki aap toh hai jaise is dil ka gulistaan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Palbhar Me Toot Jaye Wo Kasam Nahi, Dost Ko Bhul Jaye Wo Ham Nahi, Tum Hume Bhul Jao Is Baat Me Dum Nahi, Qki Tum Hame Bhul Jao Itne Bure Hum Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ke rishtey bhi ajeeb hote hai.. duur reh kar bhi kareeb hote hai… jo log aapko roz dekhte hai.. woh log kitne khushnaseeb hote hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kushbu tere Pyar ki mujhe Mahka jati hai, teri har baat mujhe bahka jati hai, Saansen to bahut der leti hai aane jane me, Har saans k pahle mujhe teri yaad aati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tujhe Pane Ki Khwaish Me Duba Armaan Hu Mai Tere Jivan Me Aaya Aisa Mehmaan Hu Mai Tu Khud Nahi Janti Koun Hai Tu ? Teri Ruh Ki Khushbu Teri Pahchaan Hu Mai Nahi Kahta Hu Kabhi Tujhse Juda Rah Paonga De Duniya Gam Mujhe Hazar Mai Sah Jaonga Na Dunga Ek Aansu Bhi Tujhe Jindagi Bhar Hansaounga Teri Aan Khon Ki Chamak Tere Chahre Ki Shan Hu Mai Teri Ruh Ki Khushbu ……………
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS