• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • App ki nazroan say oojhal ho jayen gay hum, dur fizaun mei kahin kho jayen gy hum, meri yadoon say lipat kar reh gaye app, kaffan orrah kay jab soa jayenege hammm
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq Ki Baat Karte Karte Kahan Se Kahan Aa Gaye Ham, Unki Tasveer Ka Deedar Karte Karte Kahan Se Kahan Aa Gaye Ham, Wo To Shayad Hamare The Hi Nahi Kabhi, Aur Unhi Ki Raah Dekhte Dekhte Aaj Ye Kahan Aa Gaye Ham.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • तुम मिल जाओगे जब कभी; तो इस दिल को आराम आएगा; वरना खामोश सा रहेगा; ये दिल तन्हाइयों में खो जायेगा।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kahe Jate Ho Ro Ro Kar Hamara Hal Duniya Se Yeh Kaisi Rajdari Hai Sitaron Tum To So Jao, Hamen Bhi Nind Aa Jaigi Hum Bhi So Hi Jainge Abhi Kuch Bekarari Hai Sitaron Tum To So Jao
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • jis simt bhi dekhun nazar aata hai ke tum ho ae jan-e-jahan ye koi tum sa hai ke tum ho ye khwab hai khushbu hai ke jhonka hai ke pal hai ye dhundh hai badal hai ke saya hai ke tum ho is did ke saat mein kai rang hain larazan main hun ke koi aur hai duniya hai ke tum ho dekho ye kisi aur ke aankhen hain ke meri dekhun ye kisi aur ka chehara hai ke tum ho ye umr-e-gurezan kaheen thahare to ye janun har sans mein mujh ko ye lagata hai ke tum ho har bazm mein mauzu-e-sukhan dil zadgan ka ab kon hai shirin hai ke laila hai ke tum ho ik dard ka phaila hua sahara hai ke main hun ik mauj mein aaya hua dariya hai ke tum ho wo waqt na aaye ke dil-e-zar bhi soche is shahar mein tanha koi hum sa hai ke tum ho aabad hum aashufta saron se nahi maqtal ye rasm abhi shahar mein zinda hai ke tum ho ae jan-e-’faraz’ itni bhi taufiq kise thi hum ko gam-e-hasti bhi gavara hai ke tum ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi hamesha kuchh naya dikhayegi Kabhi hasengi tokabhi rulayegi Is par bharosa mat karna Ye zindagi hai najane kis mod pe akela chhod jayegi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj phir kisi ne pucha k tera hasta hua chehra udas q hai? Barasti aankhon mein piyas q hai? Jiski nazron mein tu kuch b nahin! Wo tere liye itna khas q hai?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch lamho ko yad kr din raat main rotahu, aksr aisa tb hota hai jb tanha hota hu, uske jane k baad yhaan kuch aalam aisa hai, k sbk beech yahan aksr main tanha hota hu. . . .
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • हम तो मम्मी के इतने लायक बच्चे हैं कि, जब तक मम्मी सुबह उठने के लिए न बोलें, तब तक मजाल है जो आंख भी खोल दें ।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapne Apni aankho me nur chupa rakha hai, hosh walo ko Diwana bana rakha hai, naz kaise na karu aapki dosti par, muj jaise naachij ko KHAS bana rakha hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kuch chehre bhulaye nahi jaate, kuch naam dil se mitya nahi jaate, mulakat ho na ho lekin mere dost, dosti ki chirag bujhaye nahi jaate
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nazar Chahti Hai Didaar Karna Dil Chahta Hai Pyar Karna Kya Batayein Is Dil Ka Aalam Naseeb Mein Likha Hai Intezar Karna…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chamakta Hua aaftab Ho.. .. . . Khila Hua Gulaab Ho.. .. . . Ek Unparkhi Kitab Ho.. .. . . Bahut Hi Laa Jawab Ho.. .. . . 9 Baje Tak Sote Ho, Kya Mumbai Ke Nawab Ho..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kab tak rahoge aakhir yun dur-dur hum se,milana padega aakhir ek din zarur hum se,daaman bichane wale ye berukhi hai kesi,keh do agar hua hai koi kasoor hum se,hum cheen lenge tum se ye shan-o-sukun,tum mangte phiroge apna gurur hum se....! Neet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • In Haseeno Se Kafan Achchha Hai Jo Marte Dum Tak Saath Jata Hai, Yeh To Zinda Logon Se Muh Mod Late Hain, Kafan To Murdon Se Bhi Lipat Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Main Uska Hoon, Woh Is Ehsaas Se Inkar Karti Hai, Bhari Mehfil Mein Bhi, Ruswa Mujhe Har Bar Karti Hai, Yakeen Hai Sari Duniya Ko, Khafa Hai Mujhse Woh, Lekin Mujhe Maloom Hai, Phir Bhi Mujhi Se Pyaar Karti Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kash tum chanda aur mein sitara hota, Aasman par ek aashiyana hamara hota, Log tumhe dur bahut dur se dekhte, Aur tumhe chune ka haq sirf hamara hota… Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zara C Dair Ko Sab Kuch Bhula K Daikh Letey Hain, Tujhe Hum Samney Apney Bitha K Daikh Letey Hain, Suna Hai Mast Bhari Nazrain Teri Peeney Nahi Deti, Ijazat Ho To Hum Nazrain Mila K Daikh Letey Hain, Wo Chehrey Kesey Hotey Hain K Jin Se Chaand Sharmaye, Terey Rukh Se Siyah Zulfain Hata K Daikh Letey Hain, Shama K Paas Ja Kar Kis Tarah Jaltey Hain Parwaney, Zara Hum Bhi Terey NazdeeQ Aa K Daikh Letey Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kareeb Rehne Ki Chah Toh Hume Bhi Thi, Par Na Jane Kyun Faasle Hi Darmiyan Aaye, Marz Ki Dawa Toh Le Lete Hum Bhi, Par Na Jane Kyun Zakhm Nazar Hi Nahi Aaye.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS