• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Nazre na hoti to nazara na hota, Duniya main hasino ka guzara na hota, Hamse yeh mat kaho ke dil lagana chhod de, Jaake khuda se kaho hasino ko banana chhod de.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kyu mere dard se tum bechain rehte ho, Aankhon se keemti moti baha dete ho, aaj puchu ek sawaal aap se, kyu dur hoke bhi mere pass rehte ho…? Aaansuon ki chupate ho, kyu har hadd paar karte ho, Aaj puchon ek sawaal aapse, Kyu mehfil mein bhi tanha ho jate ho…?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zameen chupane k liye gagan hota hai, Dil chupane k liye badan hota hai, Shayad marne k baad bi chupaye Jaate h gum, Isliye hr laash k upar kafan hota hai. coko
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जहां तक रिश्तों का सवाल है.. लोगो का आधा वक़्त. "अन्जान लोगों को इम्प्रेस करने और अपनों को इग्नोर करने में चला जाता हैं..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Iss Qadr Naa Har Baat, Yaaron Se Puucho, Jo Baat Raaz Ki Ho, iSharoon Se Puucho .. Lehroon Se Khelna To, Samandar Ka Shauk Hai, Lagti Hai Chot Kaise, Ye Kinaroon Se Puuchoooo
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hasane ke baad kyu rulati hai duniya, Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya, Zindgi me kya koi kasar baaki thi, Jo mar jaane ke baad bhi jalati hai duniya…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mahek Mohabbat Ki Kabhi Kam Na Hogi..Zindagi Mohabbat Se Kam Na Hogi Sath Jo Zindagi Me Aapka Ho To. Ye Zindagi To Jannat Se Kam Na Hogi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Mjhe Bhool KE Bhi Khush Hai.. Main Use Yaad Kar Ke Bhi Rota Hun... Uss K Dil Mein Thori si Jagah Mangi Thi.... Us Nae Tanhaiyon Ka sara Shehar Mere Naam Kar Diya...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kiya Hai Pyar To Dhokha Nahi Denge. Aapko Aansuo Ka Tohfa Nahi Denge. Aap Dil Se Roye Hame Yaad Karke. Aisa Hum Kabhi Aappko Mauka Nahi Denge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere dil ko sjayenge apne arman dekar, Tere labo ko hasayenge apni muskan dekar. Dosti ki kasam tujhe kafan se bhi utha layenge, Tere sharir me apni jaan dekar...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • aapse, apnapan hi kuch itna zyada hai apse, Na sochenge sirf umar bhar k liye, Qayamat tak sath nibhayenge ye wada hai aapse Hum wo nahi jo matlab se yaad
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jiski Arzoo Thi Uska Hi Pyar Na Mila, Barso Jiska Intezar Kiya Usi Ka Saath Na Mila, Ajeeb Khel Hai Ye Mohabbat Ka, Kisi Ko Hum Na Mile Aur Koi Hume Na Mila!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Jab Aata Hai Ye Barsaat Ka Mausam, Teri Yaad Sath Hoti Hai Humdum, Socha Is Mausam Me Tujhe Yaad Nahi Karenge, Par Fir Socha Ki Hum Baarish Ko Kaise Rok Payenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sukoon Milta H Jab Unse Baat Hoti H Hazar Raato Me Wo Ek Raat Hoti H Nigah Utha Ke Jab Wo Dekhta H Meri Taraf Wo Ek Nigah Meri Puri Kaynaat Hoti H.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar Mein Meetha Dard Mila Ye Bahut Hai Sapno Ko Nai Disha Mili Vo Bahut Hai Pyaar Pura Hua Ya Adhura,Baat Ye Nahi Pyaar Karne Ka Mauka Mila Woo Bahut Haiiii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ♥Mere Pyaar ki Wo Inteha Puchte Hain........ Dil Mai Hai kitni jagah Puchte Hain........... Chahte Hain Hum Unko khud Se Bhi Jayada...... Is Chahat ki Bhi Wo Wajha Puchte Hain.......♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • E khat ja unke haatho ko chum le, jb wo padhe to unke hotho ko chum lo, agar padhte-padhte phad bhi diya to girte~girte unke kadamo ko chum lena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri jaaneman kya bataaun kaise sitam dhaati hain Meri jaaneman kya bataaun. PA1 kaise sitam dhaati hain Sapne me bhi kambakth apne baap ko le aati hain!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itna khoobsurat chehara hai tumhara har dil diwana hai tumhara log kehate hai chand ka tukda ho tum lekin ham kehate hai chand tukda hai tumhara..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar baarish ki bundho ki tarah hai, Jikso chune ki khwaish mein, Hatheliyan to gili ho jaati hain, Par haath hamesha khali hi rehti hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS