• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Har Bejuban Gull Mein Mahkane Lage Hain Hum, Pise Gaye Toh Aur Mahkane Lage Hain Hum, Garibi Bura Nasha Hai Isi Ka Asar Na Ho, Ab Baat Baat Par Jo Bahkane Lage Hain Hum, Mitti Ki Baas Apne Sarir Ki Badan Ki Bandi Thi, Yeh Tera Paas Aana Hai Ki Mahkane Lage Hain Hum,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khuda ne nawaja hume zindagi dekar, Aur hum shohrat maangte reh gaye…. Zindagi gujar di humne shohrat k piche Phir jeene ki mohlat maangte reh gaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ZinDgi_K Hr Mod Pr Yado Ka EHSAS Rehne Do, Juba"Par HrPaL MITHAS Rehne Do " Yahi To Andaz H JINE Ka, Na Khud rho UDAS Na DUSRO Ko UDAS Rehne Do.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • अगर आप किसी को छोटा देख रहे हो तो आप उसे या तो "दूर" से देख रहे हो या अपने "गुरुर" से देख रहे हो !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanhaiyon me muskurana ishq hai, Ek baat ko sab se chupana ishq hai, Yun to neend nahi aati hamein raat bhar, Magar sote sote jagna aur jagte jagte sona ishq hai../
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Ankhon me mt Dekho Neend Chura lunga Na DiL k qarib Aao Mohabbat Sikha dunga Gehra hy ap se Rishta Itna Khawabon Men b Aay To Apna bna Lunga Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Guzar Gaya Wo Waqt Jab Teri Hasrat Thi Mujhe.. Ab Tu Khuda Bhi Ban Jaaye To Teri Sajda Na Karu.. Use Kehna Apni Kismat Pe Naaz Karna Accha Nahi Hota.. Humne Baarish Me Bhi Jalta Hua Ghar Dekha Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Engineering Student Ka Dard ;P . Aansu Aa Jate Hai Aankho Me Ronese Pehle, Har Khawab Tut Jata Hai Sone Se Pehle! Kya Hai Engineering Ye To Samajh Gaye, Kash Koi Rok Leta Admission HoneSe Pehle
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uske Siwa koi 2sra Mere Jzbaat me Nhi… Aankho me Wo Nami Hai Jo Barsat me Nhi… Pane ki Use koshish Bahut ki maine… Mgar Wo Aisi Lakir Hai Jo Mere Haathon me Nhi…!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Jeet Le Woh Jigar Hum Rakhte Hai, Katal Kar De Woh Nazar Rakhte Hai, Wada Kiya Hai Kisi Se Hamesa Muskurane Ka, Warana Hum Bhi Ankhon Mai Samunder Rakthe Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • KUCH TO BATA EEEE ZINDGI KAB TAK YUHI MUJE RULAYENGI....USNE KAHA MUJSE IMTAHAAN CHALTE RAHENGE TUMHRE ZINDGI KE JAB TAK EK SAANS BHI TUMHRE ANDAR REH JAYENGI...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi Dil Se Judaai Ka Jikra Mat Karna, Es Dil Se Kbhi Ruswai Ka Khyal Mat Karna, Jab Dil Bhar Jaye Hamse To Bata Dena, Chup Rehkar Bewafai Mat Karna...!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi ka Dil Hmare Jitna AMIR nahi Hota Koi Aise Hi Kisi Ki Dosti Ka FAKIR nahi Hota. Hum Karte HE Nishana Sidha DIL Par Chuk Jaye Wo Tir HMARA nahi H0TA.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo din din nahi, wo raat raat nahi, wo pal pal nahi, jis pal teri Yaad nahi, teri yadon se maut hame alag kar sake, maut ki bhi ye aukat nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar koi DOST nahi toh life is JAIL, Or Agr BURE DOST ho to Nothing is Well But Agr DOST Tumhare jesa ho to AaL Izz WELL:-) :-) :-)
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Gussa Un Par Hote Hain Jin Pe Humein Yaqeen Hota Hai Ke Wo Hamein Mana Lenge Aur Hum Manaate Use Hain Jise Hum Kabhi Khona Nahi Chahte
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lamhe honge mulakat bhi hogi, hum sath hai to phir baat bhi hogi, jab kabhi jarurat ho hamari to mudkar dekhna, hamari dosti hamesha aapke sath hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Pal Ki Duri Barso Ki Judayi Lagti Hai, Bada Mushkil Ek Pal Ka Intzaar Hota Hai, Har Pal Milne Ke Bahane Dhundhta Hai Dil, Or Har Pal Milne Ke Liye Bekarar Hota Hai Ye Dil.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kab hui pyar ki barsat muje yad nahi, Khoof me doobi mulaqat muje yad nahi, Mai to madhosh tha itna uski yado me, Usne kab chod diya mera sath muje yad nahi,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS