Thak gaye hum unka intjar karte karte,
Roye khuda se takrar karte karte.
Par do labz unki juba se na nikle,
Aur hum tut gaye ak tarfa pyar karte karte.
Log aksar dua karte hai ki
" Khuda pyar karnewalon ko
kabhi juda na karwaye" ..♥
par hum to humesha kahenge ki
jo na ho kismat mein
khuda usse pyar kabhi na karwaye..♥
abhilove9648933206
lonelyheartboy
Ik muamma hai samajhane ka na samajhane ka
zindagi kahe ko hai khwab hai divane ka
zindagi bhi to pasheman hai yahan lake mujhe
dhundhati hai koi hila mere mar jane ka
haddiyan hain kai lipati hui zanjiron mein
liye jate hain janaza tere divane ka
tum ne dekha hai kabhi ghar ko badalate hue rang
aao dekho na tamasha mere gumkhane ka
ab ise dar pe leja ke sula de saqi
yun behakana nahi acha tere divane ka
Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo,
Dilse pyaar k saare jazbaat le lo,
Nahi chhodenge tufaan mein bhi akele tumhe,
Is dost ki dosti ka chahey imtehaan le lo…
Karta Raha Faraib Koi Saadgi Ke Sath
Itna Bara Mazaak Meri Zindagi Ke Sath
Shayed Mili Saza Is Jurm Ki Mujhay
K Tha Mujhay Pyaar Ek Ajnabi Ke Sath.
kkk
Mila hai sab kuch to fariyaad kya kare, dil ho pareshan to jazbat kya kare aap sochte honge hum aaj kal yaad nahi karte jab bhulte hi nahi aapko to yaad kya kare...~DILSE~...
Bottle Pe Bottle Pine Se
Kya Fayda Dost, Rat Dhalte
Dhalte Puri Ki Puri Utar
Jayegi, Peeni H To Sirf
Ek Bar Kisi Ki Bewafai Piyo,
Mohabbat Ki Kasam, Sari
Jindagi Nashe Me Gujar Jayegi..
Chup hai har waqt ka rone waala;
kuchh na kuchh aaj hai hone waala.
ek bhi ashq nahin hai aankhon mein;
sakht-jaan… kitna hai rone waala.
aaj kaanton ka bhi haqdaar nahin;
haar phoolon ke pirone waala.
kho gayaa dard ki tasweeron mein;
pyaar ke rang bhigone waala.
fasl ashqon ki ug aayee kaise;
kyaa kahe …kahkahe bone waala.
baant-ta firta hai auron ko hansee;
khud
Tumhary KHAWAB sajany main lutaf atta hay
K apna ap JALANAY main lutaf atta hay
Khuda sy apnay leay MANGTA hon jb tum ko
Mujhe yeh HATH uthany main lutaf atta hay
ye umar dheerey dherey ab dhalne lagi hain.
gham ki andhiyaan bhi chalne lagi hain.
tu to naraaj hoke na jaane kahaan chala gaya .
intjaar mein khawahishein meri marne lagi hain.
pyaasa hai dil aaj bhi tu samjhta kyun nahi.
ke aaja abto ye baahein thakne lagi hain.
dekhe tujhe abto ek arsa beet gaya..
is nigaahon ki aarju or badhne lagi hain.
Ishq ne hame benaam kar diya,
Har khushi se hame anjaan kar diya,
Hamne to kabhi nahi chaha ki
Hame bhi mohabbat ho,
Lekin aap ki ek nazar ne hame
Nilaam kar diya.