• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Ek pal mein jo aakar gujar jaaye, Yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahi Pyar kahti hai duniya jise, Ek rangeen dhokha hai .. Aurkuch nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumen Bhooly Nahey Hain Hum Tumhara Chand Sa Chera Humari Khaas Yadoon Kay Faraimun Mein Saja Hay, Muskarataa Hay Tumahara Lams Ehsasaat Kay Nazk Dareechun Par Abhi Tak Subt Hay Aur Jhilmilataa Hay Tumhari Muskarahat Raat Kay Pichlay Pehar Veraan Darwazun Par Dustak Day Kay Ghatnoon Gunganatii Hay Tumharay Raishmii Rukhsaar Par Meri Zard Poroon Kay Kinaroon Par Ugaay Hain Lehlahatay Hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Waqt Honto Par Aapki Hasi Ho Har Pal Dilme Aapki Khusi Ho.. Sitaare Bhi Zameen Par Aakar Aapko Gher Lo.. Aisi Chaand Ki Tarah Chamakti Aapki Zndgi Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • एक सुकून कि तालाश मे, ना जाने कितनी बेचैनियाँ पाल लीं... और लोग कहते हैं, हम बड़े हो गये और ज़िन्दगी संभाल ली...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi, jawab dene ko hum razi he par koi sawal nahi, pucho unke dil se kya hum unke yaar nahi, kya hamse milne ko wo bekarar nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ab Tu Gham Sehnay Ki Adat Ho Gai Hai. Aik Aur Ghum Seh Loo Gha Tu Kya Ho Ga Ab Tu Bin Tere Jeenay Ki Adat Daal Loon Ga. Aik Teri Judaai Seh Loon Ga Tu Kya Ho Ga...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lahoo Tak Aankh Se Ab Beh Lia Hai Bohat Tha Jabar Laikin Seh Lia Hai Azaab-e-Hijr Ab Waapas Palat Jaa Bohat Din Saath Mere Reh Lia Nami Aankhon Se Jaati Hee Nahi Hai Sitam Is Dil Ne Itna Seh Lia Hai Tujhe Kehna Tha Jo Ehwaal Dil Ka Dar-o-Deewaar Se Hee Keh Lia Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Jalakar Mera Muskuraate Hain Wo.. Apni Aadat Se Kab Baaz Aate Hain Wo.. Puch Lete Hain Har Raaz Mujhse Mera.. Apni Har Baat Mujhse Chupaate Hain Wo..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat ki duniya me dukh ke siwa kuch nehi mila, Koi toh waja hoga jeene ke liye, Pyar toh chod gayi bewafai karke, Kya batau, uparwala v chod gayi bedardi se.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri yaad hawa ke jhonko me aayegi Teri yaad fulon ki khushboo me aayegi Har ek tara hame teri yaad dilaega Or us chand me bhi bas tu hi tu nazar aayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waqt Kam Nhi Sath Nibhaane Me, Isko Na Gawana Ruthne Manane Me, Rista To Hamne Bana Liya Hai, Bas Thoda Sath Dena Isko Nibhane Me..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phool Gir Sakte Hai Par Khusbu Nhi, Chand Doob Sakta Hai Par Taare Nhi, Nadi Sookh Sakte Hai Par Saagar Nhi, Aapko Duniya Bhool Sakte Hai Par HUM Nhi!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek sard raat me usne mera hath tham kr kahatha. k garm hath wafa ki nishani hote he... uske chale jane k bad mujhe samajh aya k uskhath itne thande q the......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har dua kabul nahi hoti har Aarju puri nai hoti jiske dil me Aap jesi ladki raheti ho use kisi ko dekh ne ki Aarju nahi hoti !!...Bharat..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • किसी ने मुझ से कहा बहुत खुबसूरत लिखते हो यार,मैंने कहा … खुबसूरत मैं नहीं वो है जिसके लिए हम लिखा करते है
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye dil k jzbaat nahi to or kya hai Tujse hme mahobbt nahi to kya hai Teri justaju me jage rahe hm rat bhar Ye meri diwangi nahi tere ishq me to or kya hai??
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ke sagar me lehre uthaya na karo........... ­♥♥............. ­ ♥♥ khwab ban kar neend churaya nakaro........♥♥. ­............... ­ ♥♥ bahut chot lagti hai mere dil ko............. ­.♥♥......... ♥♥ tum khwabo me aakar yu tadpayana karo......♥♥... ­...............­.♥♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • jan-e-sukun aa bhi ja tera hi intazar hai aankhon se ashk hai ravan jan bhi beqarar hai hone ko fasl-e-gul bhi hai davat-e-aish hai magar apni bahar ka mujhe aj bhi intazar hai sare sahare ishq ke toot chuke hain hijr mein ek tumhari yaad bas dard ke gam-gusar hai ahad-e-vafa ka aap ke lutf-o-karam ka aap ke aur kisi ko ho na ho mujh ko aitabar hai lut gai gham ke aabaru lut chuki dil ke aarzoo ‘yahya’ nigah-e-lutf ka phir bhi ummidvar hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • True Love: To Feel Someone In Every Heart Beat.. To Find Someone In Every Thoughts.. To See Someone With Closed Eyes.. To Miss Someone Without Any Reason.. Waiting For Someone Anytime Anywhere Without Reason.. Never Lose The Person Who Loves U Truly..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS