• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Yad ate hain jab beeta lamha dil bechan sa ho jata hai ek pal m hoto pa muskan cha jate h yaado k chayo se jb niklta hai ankha nam ho jate h dil mayus ho jta h.. ya yade v kitne hn hasin h..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • हर धड़कन में एक राज़ होता है; बात को बताने का एक अंदाज़ होता है; जब तक ठोकर न लगे बेवाफ़ाई की; हर किसी को अपने प्यार पर नाज़ होता है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • भगवान से कुछ मांगना ही है तो हमेशा अपनी माँ के सपने पूरे होने की दुआ माँगना तुम खुद बे खुद आसमान की ऊंचाइया छु लोगे ।।...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dur Rehne Walo Ne Aisa Sila Diya, Apni Yaado Se Hamko Rula Diya, Itna Bhi Matlabi Na Ho Yaar Kisi ka, Ki Jab Chaha Yaad Kiya Jab Chaha Bhula Diya!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaadien aksar hoti hain satane ke liye, Koi rooth jaata hai phir maan jaane ke liye, Rishte nibhana koi muskil to nahi, Bas dilon me pyaar chahiye use nibhane ke liye…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raat Ki Tanhai Mein Akele The Hum, Dard Ki Mehfilo Mein Ro Rahe The Hum, Aap Hamare Bhale Hi Kuch Nahi Lagte, Par Fir Bhi Aapke Bina Bilkul Adhoore Hain Hum..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Naa Kar Tamanna Kisi Ko Paane Ki Badi Bedard Nigah Hai Is Zamane Ki Khud Ko Bana Le Tu Kabil Is Kadar Ki Rakhe Log Tamanna Tujhe Paane K...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar usko is baat ka khayal aajae, khatam dunia ka sara bawal ho jai, lag jai tax ladkiyo ke make up par, kasam khuda ki india fir se malamal ho jai ,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uski aarzu meri zindgi ka wo khawab hai. Jiski manjil hi nahi rasta bhi kharab hai. Hansi se mere zakham ka andaza na lagana. Is dil ka har panna dard ki kitab hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • jawaab teri shayari ka…. Denge hum shayari mein…. Naam tera likh baithe hain…. Apne dil ki diary mein…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • DIL SE DILKI DOORI NAHI HOTI KHUSHI SE KOI MAJBOORI NAHI HOTI TUMSE MILNE KI TAMANNA HAI LEKIN KEHTE HAIN HAR TAMANNA PURI NAHI HOTI.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • takdir k khel se kabhi mayus nahi hote , zindagi me aise kabhi udas nahi hote, haato ki lakiro par vishwas mat karna, takdir to unki bhe hote hai jinke haath nahi hote.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki Pooja Karte Hain Hum, Aap Par Hi Bas Marte Hain Hum, Sagar Ko Aapse Bahut Pyar Hai, Aapko Kahne Se Darte Hain Hum…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ladkiyo Ki Jeans Mein (Chain) Kyun Hoti Hai.. Jab Ki Uska Koi Use Nahi Hota? Reply Must Agar Nahi Pata To Is Sms Ko Aag Ki Tarah Faila Do, Mujhe Jawab Chahiye..??
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ajeeb lagti hai sham kabhi kabhi,zindgi lagti hai bejan kabhi kabhi,samaj me aaye to hame batana,kyu karti hai yade pareshan kabhi kabhi.@hhb@
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Mujhe Uss Din Meri Duniyaa Lautana Chahti Thi, Guzre Huye Wo Lamhon Ki Yaadon Ko Mitana Chahti Thi, Jaana Thaa Tham Kar Kisi Ka Haath Use Uss Din, Isliye Meri Jaan Mere Likhe Huye, Sare Khat Jalana Chaahti Thi!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sari umra hum mar- mar k jee liye Ek pal to ab hume pine do- pine do Give me some White wine, Give me some red, Give me another glass, I wanna drink it once again, Kandho ko beer k bojh ne jhukaya, Daru pina to khud dosto ne sikhaya, 99% Marks laoge to whisky, Varna desi, Haath me pada beer, rum, vodka ka chaala, Cocktail- mocktail ne pura bachpan jala dala, Bachpan to gaya, Girlfrnd bhi gayi, Ek pal to ab hume Pine do- pine d.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pasand Karta Hun Har Haseeno Ko, Magar Dil Mein Basane Ke Liye Jagah Nahi, Thukra Dete Hain Begane Samajhkar, Uski Hoti Koi Thukraane Ki Vajah Nahi Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Uljhe Sawalo Se Darta Hai Dil, Jane Kyu Tanhai Mein Bikharta Hai Dil, Kisi Ko Panne Ki Ab Koi Chahat Nahi, Bas Kuch Apno Ko Khone Se Darta Hai Dil.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS