आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले,
कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले!
जहाँ भी जाये खुश रहे तु सदा,
दिल से दुआँ सदा ये ही निकले!
मेरे हाँठो की हँसी तेरे हाँठो से निकले,
तेरे गम का दरियाँ मेरी आँखोँ से निकले!
ये जिन्दगी तुमहेँ सदा हसती हुई निकले,
अगर चाहे तो हमेँ रुलाती हुई निकले!
अगर जिन्दगी मे जीना पडे तेरे बिन,
तेरी डोली से पहले अर्थी मेरी निकले!
आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले,
कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले...!
Teri Bewafai Ko Us Wafa K Saath Nibhayenge
K Teri Ankhon Say Bhi Aansoo Nikal Jayenge
Yeh Wada Hai K Hum Tujhe Us Mod Tak Layenge,
Jahan Hum Apna Dard Teri Aankhon Say Chalka
Kay Dekhyengeee
Shayari-Sapno se dil lagane ki adat nahi rahi,har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,ye soch ke ki koi manane nahi ayega,ab hame rooth jane ki aadat nahi rahi.
Haskar jeena dastur hai zindagi ka,
ek yahi kissa mashur hai zindagi ka,
beete hue pal kabhi laut kar nahi aate,
yahi sabse badha kasur hai zindagi ka ....
Zindagi mai kuch na mila humko to kya gum hai Aapka pyar mila
humko kya ye
kam hai Aapki dil mein ek chotisi jagah jo palun to woh jagah kya
tajmahal se
kam hai.
ise sun lo sabab is ka na pucho
mujhe tum se mohabbat ho gai hai
suna hai ik nagar hai aansuon ka
usi ka dusara naam aankh bhi hai
wohi teri mohabbat ke kahani
jo kuch bhuli hui kuch yaad bhi hai
tumhara zikr aaya ittefaqan
na bigado baat par baat aa gai hai
Mohbbat shok se hoti hai irado se nhi,
Dosti insano se hoti hai pattharo se nhi,
Ager gila ho koi dil mai to mita dena,
Gile apno se kiye jaate hai gero se nhi,.
Dil Tadpata Raha Or Woh Jane Lage...!!
Sang Guzre Har Lamhe Yaad Aane Lage...!!
Khamosh Nazro Se Dekha Jo Usne Mud kar...!!
Yu Bhingi Palko Se Ham Bhi Muskurane Lage...!!
Ab agar aaoo to jane ke liye mat aana,
Sirf ehsaan jataney ke liye mat aana.
Maine palkon pe tamannaen saja rakhi hain,
Dil par umeed ki rasmen jala rakhi hain.
Ye haseen shamen bujhaane ke liye mat aana,
Pyar ki aag main zanjeer pighal sakti hain.
Chahne walon ki takdeer badal sakti hain,
Hoon bebas ye batane ke liye mat aana.
Pyaar Karke Usko Dil Se Mitana Mushkil Tha,
Woh Toofan Palkon Par Rok Pana Mushkil Tha,
Asaan Lagaa Usse Yaad Kar Ke Mar Jana,
Kyuki Use Bhool Ke Jee Pana Mushkil Tha sufiyan
ashk aankhon mein kab nahi aata
lahu aata hai jab nahi aata
hosh jata nahi raha lekin
jab wo aata hai tab nahi aata
dil se rukhasat hui koi khvahish
giriya kuch be sabab nahi aata
ishq ka hausla hai shart varna
bat ka kis ko dhab nahi aata
jee mein kya-kya hai apne ae hamdam
har sukhan ta ba-lab nahi aa
Nazar Jub Tum Se Milti Hai Main Khud Ko Bhool
Jata Hoon,
Bas Ek Dharkan Dharakti Hai, Main Khud Ko Bhool
Jata Hon,
Tumhain Milne Se Pehle Main Bohut Sajta
Sanwarta Hon,
Magar Jub Tum Sanwarti Ho Main Khud Ko Bhool
Jata Hon,
Main Aksar Kitabon Pe Tera Hi Naam Likhta Hon,
Magar Kuch Tum Jo Likhti Ho Main Khud Ko Bhool
Jata Hon,
Main Aksar Yehi Kehta Hon, Main Tum Say Pyar
Karta Hon,
Magar Jub Tum Yeh Kehti Ho Main Duniya Bhool
Jata Hon