Tanah Raaton main yaad koiaata hay
Waqt mera aksar uski yaad main kat jata hay
Khushi aur Ghum Main wohi nazar aata hay
Kun keh yeh pagal Dil usay bahut chata hay
Chahat Hai Mout Ki Jo Pas Nhi Aati...
Tamanna Hai Jis Khusi Ki Wo Raas
Nahi Aati
Udas Ho Gai Zindgi Rote Rote
UnKi Kuch Yade Hai Jo Tadpaane Se
Baazz Nhi Aati
Har Pal Tum Se Pyar Kiya Karte Hain
Ek Ajeeb Sa Khud Se Sawal Kiya Karte Hain
SMS To Auron Ke Bhi Aate Hain
Fir Bhi Hum Apke Hi SMS Ka Intezar Kiya Karte
Hain
Kis Ne Kha Aap Ke Yaad Nhi
Aate, Bin Yaad Kiye Raat
Nhi Jaate, Waqt Badal Jaat
Hai Aadat Nhi Jaate, Aap
Khaas Ho Mere Liye Ye
Baat Har Baar Khe Nhi Jaate!
Jugnuon Ko Kaid Kar Ke Muskuraya Na Karo
Roshni Ki Khatir Kisi Ka Ghar Jalaya Na Karo
Dil Pe Ab Itne Sitam Bhi Dhaya Na Karo
Jo Yaad Nahi Karna To Tum Yaad Bhi Aaya Na
Karo
Dusro se baat karna bhi ab gunaah hogaya.
Jis shakhs ke hum itne kareeb the aaj judaa hogaya,
Galat khyaal le ke betha rahavo apne dil mein,
Dekho dosto aaj vo bhi BEWAFAA hogaya......!!
Kisi Ka Hone Ke Baad Kyu Tadaap Milti Hai..
Koi Bataaye Ye Bechaani Kaha Se Aati Hai..
Kaha Se Aate Hain Itne Saare Dukh Aur Gam..
Aur
Kyu Har Kisi Me Surat Usi Ki Nazar Aati Hai..!
Fir Ik Din Aisa Aaya, Jab Wo Shehar Chhod Ke
Chali Gyi
U Lagta Tha Maano Kismat, Ab Muh Mod Ke Chali
Gayi
Par Samajh Me Tab Bhi Na Aaya, Kyu Aansu Gira
Mere Daaman Mein
Ab Us Pal Hai Intezaar, Jab Aayegi Wo Saawan
Mein..
KYU ?
Wo Halaat Ki Majboori Se Chahta Tha
Mujhe..
Phir Har Pal
Usne Apna Pyaar Jataya Kyun ??
Khabar Thi Usko Ki Ho Jayenge Juda Ek
Din..
Phir Har Pal
Wo Mere Kareeb Aaya Kyun ??
Agar Use Bhi Ek Dard Dekar Hi Jaana
Tha..
Toh Aaj Tak
Mere Zakhmon Ko Sehlaya Kyun ??
Agar Yun Tanha Chodna Tha Raah-E-
Safar Mein..
Toh Ab Tak
Haath Pakad Kar Chalna Sikhaya
Kyun??
Meri Aankhon Ko Yun Hi Usne Rulana
Tha..
To Mohabbat Ke
Sapno Se Phir Unko Sajaya Kyun?
Agar Kisi Ke Pyar Ka Andaaza Lagaana Ho..
To
Uski Narazgi Ek Bar Dekh Lo..
Qki
Jitni Shiddat Se Wo Narazgi Dekhata Hai..
.
.
Utni Hi Shiddat Se Wo Pyar Bhi Karta Hai..!