Aaj kitne dino baad hui yeh barsaat hai
Yaad dilati yeh aapki har baat hai
Mujhe maloom hai aapki aankhon mein hai neend
Aap chain se so jao kitni haseen raat hai…
Kiya Hai Pyaar Humne Jisey Zindagi Ki Tarha,
Woh Aashna Bhi Mila Hum Se Ajnabi Ki Tarha,
Kise Khabar Thi Barhey Gi Kuch Or Tareeki,
Chhupey Ga Woh Kisi Badli Mai Chaand Ki Tarha,
Barha K Pyaas Meri Usne Haath Chhor Diya,
Woh Kar Raha Tha Murrawwat Bhi Dillagi Ki Tarha,
Kabhi Na Socha ThaHumne Qateel Usk Liye,
Kare Ga Woh Bhi Sitam Hum Pe Har Kisi Ki Tarha.
साहिल पे खड़े खड़े हमने शाम कर दी , दिल की दुनिया तेरे नाम कर दी
शमा बन पिघलते रहे शरे शाम , अपनी जिंदगी तमाम तेरे नाम कर दी
ये भी न सोचा कैसे गुजारेंगे वक़्त ,हमने सुबह और शाम तेरे नाम कर दी
आप से प्यार है इस कदर , बिना सोचे अपनी हर ख़ुशी तेरे नाम कर दी
Jis Din Meri Arthi Iss Duniya Se Vida
Hogi;
Ek Alag Sama Hoga Ek Alag Baat
Hogi;
Kehna Uss Bewafa Se Mar Gaye
Tumhare Chahne Wale;
Ab Na Hum Hain Aur Na Hamari
Batein Hogi!
Teri mohabat me mein khuda k sajde karta raha
tujhe paya nai par na kho du kahin isliye bas darta
raha
tu na mili par is baat ka gam nai hai mujhe
gam ye hai ki tujhe pane ki khawahish aur koshish
hardam karta raha!!!.ii
Pyar, Pyar Nahi Khuda Hota Hai
Mehsus Tab Hota Hai Jab Wo Juda
Hota Hai..
Bina Pyar Ke Jeena Ek Sazaa Hota Hai
Aur
Pyar Aap Jaisa Ho To Zndgi Ek Tohfa Hota Hai..!
Ek ajnabi se mujhe itna pyaarkyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai…
Use paana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka intezarkyon hai…
Pee ke raat ko hum unko bhulane lage, Sharab me apne gum ko mitane lage.
Zaalim sharab Peete hi asar dikhaane lagi. Nashe me unki saheliya bhi yaad aane lagi.
Kabhii Yuun Bhii To Ho
Ye Baadal Aisaa Tuut Ke Barase
Mere Dil Kii Tarah Milane Ko
Tumhaaraa Dil Bhii Tarase
Tum Nikalo Ghar Se
Kabhii Yuun Bhii To Ho
Tanahaaii Ho, Dil Ho
Buunden Ho, Barasaat Ho
Aur Tum Aao
आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले,
कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले!
जहाँ भी जाये खुश रहे तु सदा,
दिल से दुआँ सदा ये ही निकले!
मेरे हाँठो की हँसी तेरे हाँठो से निकले,
तेरे गम का दरियाँ मेरी आँखोँ से निकले!
ये जिन्दगी तुमहेँ सदा हसती हुई निकले,
अगर चाहे तो हमेँ रुलाती हुई निकले!
अगर जिन्दगी मे जीना पडे तेरे बिन,
तेरी डोली से पहले अर्थी मेरी निकले!
आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले,
कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले...!
Tujhse roo-ba-roo hokar baate karu,
Nigahe milakar wafa ke waade karu,
Thaam kar tera hath bethu tere samne,
Teri haseen surat ke main najare karu,
Sharma kar najro se tera kuch chupke keh jana,
Teri nigahon ke wo ishare samjhoo,
Teri har ek ada par kar doo kayi shayari,
Har lafz mein waafa ke daawe karu,
Sambhale nahi sambhalti ‘jaana’ ye dil ki tadap,
Tu hi bata main kab tak yu aahein bharu…