• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Khuda Mere Dilse Uska Ehsaas Mita De, Na Karu Uska Intezaar Dilse Uski Yaad Bhula De, Har Pal Ankhe Meri Dekhti Hai Rasta Uska, Ab To In Ankho Ko Sukoon De De Mujhe Aisi Neend Sula De..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • इतना इंतज़ार तो अपनी धड़कनों का नहीं; जितना आपकी आँखों का करते हैं; इतना इंतज़ार तो अपनी साँसों का नहीं; जितना आपसे मुलाक़ात का करते हैं।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaad Aata Hai Wo Pyar Unka, Unke Pyar Ko Dilse Mitaau Kaise, Wo To Auro Ke Saath Khush Hain Par, Mai Apna Dil Gairon Se Lagaau Kaise..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jati Nhi Ankho Se Surat Aapki, Jati Nhi Dil Se Muhabbat Aapki. Mehsus Ye Hota Hai Jine K Liye Pahle Se Jyada Jarurat Hai Aapki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Unko apni jaan ka salam likhenge, dil ki kitab me unka arman likhenge, kash hame mil jaye aasman ki hakumat. sitaro ki jagah unka naam likhenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • School Songs... :-) Teacher Se .Door Phir Hu Majboor. Dil Ko Daraye Teri Chadiyo Da Noor. Aah. Baat Ye Kaise Aaj Tujhko Batau.... Mujhe Math Nai Aata Kaise Home Work Dikhau. Bas Math Me Hi Mai. Lajy... Hota Jau. Mujhe Samajh Nai Aata Kaise. Formula Yaad Karu. Be Cotinue. :-) :-) :-) :-) :-) :-)
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kitni Hasrat Thi Hume Unhe Dil Mein Basane Ki, Aaj Soch Ke Hi Aankho Se Paani Aa Jaate Hain, Log Milte Hain Aur Milkar Bichhad Jaate Hain, Hum Yaha Akele The Aur Akele Hi Reh Jaate Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Toh Ab Bhi Apne Pyar Pe Kayam Hai, Rooh Nikal Chuki Bas Uska Jism Reh Gaya Baki, Kaise Kahe Ke Kaise Zindagi Usne Beetayi Hai, Mere Her Gunah Ki Saza Usne Payi Hai..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raahein aashiqui ke maare, raahein aam tak na pahuche, kabhi subah tak na pahuche, toh kabhi shaam tak na pahuche Mujhe mast agar bana de yeh mast Nigaah teri, Mera haath kya meri nazar bhi kabhi Jaam tak na pahuche, Mujhe Gham nahi apni Bekasi ka koi, khayal yeh hai Baat badte badte tere naam tak na pahuche, Ab koi ruthein na is tarah kisi se, Ki payaam tak naa aaye aur salaam tak naa pahuche.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bin Us K Zindagi Dard-e-Tanhai Hai, Meri Aankhon Mai Q Mout Simat Aae Hai, Kehtay Hai Loug Ishq Ko Ibadat Yaro, Ibadat Mai Phr Q Itni Ruswai Hai, Mahifl mai reh kr b tanha rehna, Ye ada uski mohabbat nay sikhai hai, Us sy taluq hai kuch aisa dil ka, Jb b sochA usko ankh bhAr ai hai…!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya Nazro Ko Jo Deedar Tumhara Mil Gaya Aur Kisi Cheez Ki Tamanna Kyu Karu Jab Mujhe Teri Baaho Mein Sahara Mil Gaya…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bas Ek Ehsaan Sanam Hum Pe Tum Kardo.. Sirf Ek Nazar Dekh Lo Itni Reham Kardo.. Fir Na Kuch Aur Maangenge Hum Tumse Us Ek Nazar Se Hume Tum Khatam Kardo..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zameen Me Kuch Nami Si Thi, Ful Ke Aanchal Me Kuch Bhi Kami Si Thi, Meri Mohabbat Ko Thukrane Wale, Ye To Bata De Ki Meri Mohabbat Me Kami Kya Thi.?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Na Kisi Pe Kisi Ko Aitabar Ho Jata Hai, Ajnabi Koi Shaks Yaar Ho Jata Hai, Khubiyon Se Nahi Hoti Mohabbat Sadaa, Khamiyon Se Bhi Aksar Pyar Ho Jata Hai,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere har gum ko apni rooh me utaar lun Zindagi apni teri chahat me sawaar lun Mulaqat ho tujhase kuch is tarah meri, Sari umr bas ek mulaqat me gujaar lun
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq Ke Sahare Jiya Nahi Karte, Gum Ke Pyalo Ko Piya Nahi Karte, Kuchh Nawab Dost Hain Hamare, Jinko Preshan Na Karo To Wo Yaad Bhi Kia Nahi Karte. kk
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apni taqdeer me to Kuch Aisae Hi Silsilay Likhe Hain" "Dost" "Kisine waqt guzarne ke liye apna banaya, tou.. kisine apna bana kr waqt guzaar liya..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jis se mere dost ne kiya apne ishq ka ijhaar, Kaise se kahu ki mai bhi usi se karta hu pyar, Kahi toot na jaye hamari dosti ka rista... Gar na mile wo, karunga mohabbat beshumaar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS