Nasibon ke khel bhi Ajeeb hote hain,
Pyar main Aansu hi Naseeb hote hain,
Kaun hona Chahta hai apnon se juda,
Par aksar bichcadte hain woh jo karib hote hain.
मेरी पीढ़ी हो तुम मेरे चाहने वालों ,
मेरी शायरी संग ख्वाब अपनी पलकों पर बुनते हो ,,
बहोत से लोग हैं मुँह से पढ़ने वाले कानों से सुनने वाले ,
फर्क बस इतना है मैं दिल से पढ़ता हूँ तुम दिल से सुनते हो ,,
Zindagi Ko Pyar Hum Aapse Jyada Nahi Karte...
Kisi Pe Aitbar Aapse Jyada Nahi Karte...
Aap Jee Sake Mere Bin To Achi Baat Hai...Hum Jee Lenge Aapke Bin Ye Wada Nahi Karte…!!
Saari Duniya Ki Muskan Tere
Paas Hai, Yeh Zamin Aur
Asman Tere Paas Hai, Gam
Na Karna Ki Tujhe Yaad
Nahi Karte, Aye Dost Meri
Toh Jaan Tere Paas Hai....!
Jab Yaad Aati Hai Tumhari Muskura Lete Hai,
Kuch Palo Ke Liye Har Gam Bhula Dete Hai,
Kaise Bhig Sakti Hai Aapki Palken,
Aapke Hisse Ke Aansu To Hum Baha Lete Hain.
Sarakati jaye hai rukh se naqab aahista-ahista
nikalata aa raha hai aaftab aahista-ahista
jawan hone lage jab wo to hum se kar liya parda
haya yaklakht aayi aur shabab aahista-ahista
shab-e-furkat ka jaga hun farishton ab to sone do
kabhi fursat mein kar lena hisab aahista-ahista
saval-e-vasl par un ko udu ka khauf hai itna
dabe honton se dete hain javab aahista aahista
il mein basa liya our humko bataya bi nahi..
sath rehne ka khuwab saja liya our humko bataya b nahi..
ab b dekhte ho khamoshi bhari nigahon se..
chupke se dil chura liya our hum ko bataya b nahi…..
Galatiyon Se Juda Tu Bhi Nahi, Mai Bhi Nahi,
Dono Insaan hain, Khuda Tu Bhi Nahi, Mai
Bhi Nahi...!!!
Tu Mujhe or Main Tujhe Ilzaam Dete Hain
Magar, Apne Andar Jhankta Tu Bhi Nahi, Mai
Bhi Nahi...!!!
Galat Fahmiyon Ne Kar Di Dono Mai Paida
Dooriyan, Warna Fitrat Ka Bura Tu Bhi Nahi,
Mai Bhi Nahi...!!!
Ek sacchi dosti baarish ki tarah nahi hoti,jo aaye or chali jaaye,balki hawa ki tarah hoti hai,jo dikhati nahi par hamesha har pal mehsus hoti hai....! Neet
Zindagi Dene Vale Marta Chod Gaye
Apnapan Jatane Vale Tanha Chod Gaye
Jab Padi Jarurat Hume Apne Humsafar Ki
Vo Jo Saath Chalne Vale Apna Rasta Mod Gaye...
Humain ansu se zakhmo ko dhodna nahi aata,
milte hai khushi to use khona nahi aata,
sah lete hai har gum hass ke,
to log kahte hai ke humain rona nahi aata.
Arsa_E_Daraz Ki Lipti Huyi Veerani Main
Hum Ko Rehna Hai Par Yun Hi To Nahin Rehna
Is Zaalim Zamaane Ka Beshumaar Sitam
Kuch Din Sehna Hai Hamesha To Nahin Sehna Hai
Ye Tere Husn Se Lipti Huyi Mere Ishq Ki Daastaan
Apni Do Roza Jawani Ki Shikaston Ka Shumaar
Chandni Raaton Ka Bekaar Behakta Huya Dard
Dil Ki Be Intiha Tarap Jism Ki Mayoos Pukaar
Kuch Rauz Meri Jaan Faqat Kuch Hi Rauz
kaash mera har shaiyer aisa hua kare
jinein sun kar duniya waah waah kare
meri nazar se guzre koi aisa haseen
jise dekh ke mera dil thaa thaa kare
jo aik bivi ke naaz na uthaa sake
phir wo insaan kyon doora byaah kare
jo tabiyat ki tarah bigarti reh sdaa
aisi mashooka se kaise koi niba kare
apni jhooti aan baan ki khatir sweet
insaan kyon apni daulat tbaah kare