• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • कुछ दूर हमारे साथ चलो,
    हम दिल की कहानी कह देंगे,
    समझे ना जिसे तुम आखो से,
    वो बात जुबानी कह देंगे ।
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kuch is trh mera imtehaan lete H Meri JAAN hokr Roz meri JAAN Lete H ruthe H itna k bat B nai krte lekin suna H har aahat pe mera hi naam lete HE.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaha koi aisa mila jis pe dil luta dete Har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula dete Dil ka dard dil me hi dabakar rakha Agar karte bayan to mehfil ko rula dete.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • yaad teri hume itni aayi, ke teri yaado ke saaye me jine laga, dost to dost meri halat ko dekh, khud khuda bhi rone lagaaaa, plze come back in my life
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat har insaan ko azmaati hai Kisi se rooth jaati hai aur kisi par muskurati hai Mohabbat khel hi aisa hai Kisi ka kuch nahi jaata aur kisi ki jaan chali jaati hai…!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apni To Zindgi Hi Ajeeb Kahani Hai Jis Chiz Ko Chaha Vo Begani Hai Haste Hain To Sirf Duniya K Liye Varna In Aankhon Me Pani Hi Pani Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbaton mein agar koi rasm o raah nah ho Sakoon tabaah nah ho, zindagi gunaah nah ho Kutch aetedaal bhi laazim hai dill lagi key liey Kissi sey pyaar agar ho to bepanaah nah ho Iss ehtyaat sey mai terey saath chalta hon Teri nigaah sey aagey meri nigaah nah ho Mera wajood hai sachaaion ka aaina Yeh aour baat keh mera koi gawaah nah ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar ne ye kaisa tohfa de diya. mujh ko gamo ne patthar bana diya. teri yado me hi kat gayi ye umar. aur kehta raha tujhe kab ka bhula diya. @
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Todne Ke Liye Wada Kiya Nahi Jata, Soch Samajh Ke Pyar Kiya Nahi Jata, Yakin Karo Pyar Ho Ya Dosti, Agar Dil Se Ho To Uske Bina Ek Pal Bhi Jiya Nai Jata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • pyar kabhi jataya nahi jaata, haale dil labon se sunaya nahi jaata, yeh tou naseeb kee baat hai e nadaan, khwaahishon se kisi ko paaya nahi jata
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jindagi Ka Pahala Pyar Kawn Bhulta Hai, Ye Pahali Bar Hota Hai Jab Koi Jisiko Khud Se Badhkar Chahata Hai, Uski Pasand Uski Khwahish Me Khud Ko Bhul Jata Hai, Hota Hai Itna Khubsurat Pahala Pyar To Na Jane, Kyon Akshar Adhura Raha Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Mohabbat Ki Badi Chhoti Kahani Hai, Dil Toota Hua Aur Aankho Se Behta Paani Hai, Kuch Bikhre Armaan Aur Beechada Saathi, Dekh Mera Haal, Yaar Ka Aankhon Mein Aata Paani Hai, Kabhi Samjhane Aaya Mera Yaar “KeBhool Ja Mujhe”, Laut Gaya Mayoos Jab Pucha, “Yeh Ashq Ki
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tujhy kia malum ye kia cheez hai Jis ki nahi us sey pocho maa kia cheez hai Tujhy to aurha deti hai raat ko kambal Jis ki nahi us sey pocho sardi kia cheez hai Us ka rutba hisab’on mein nahi ata Ye to khuda bhi nahi janta maa kia cheez hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kal dil dukhaya tha maine tumhra is baat ka aaj tak mujhko hai gum yee soch kar maaf kardena mujhko yee mera pahela pyar hai janam. I love you
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aye Mohabbat Tere Anjaam Pe Rona Aaya, Jaane Kyun Aaj Tere Naam Pe Rona Aaya, Yun To Har Shaam Umeedon Mein Guzar Jaati Thi, Aaj Kuch Baat Hai, Jo Shaam Pe Rona Aaya..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Talash uski karo jo kisi ke paas na ho .....! Bhula do use jis par vishwas na ho .....! Hum to apne gamo par bhi hans padte hain ......! Wo isliye ki saamne wala udaas na ho ......!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kis Ke Aanhsu Gire Kafan Par Mere, Ye Kon Roya Mujh Ajnabi Ke Liye, Meri Maut Ke Baad Hi Ehsaas Hua Use, Me Kitna Zaruri Tha Uski Zindagi Ke Liye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Pal Main Sadiyon Ka Maza Hum Se Poocheye Do Din Ki Zindagi Ka Maza Hum Se Poocheye Bhoole Hain Rafta Rafta Unhe Muddaton Me Hum Kistoon Main Khudkushee Ka Maza Hum Se Poocheye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS