• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Aasoo Aa Jate Hain Ankhon Me Rone Se Pehle Her Khwab Toot Jate Hain Sone Se Pehle Ishq Hai Gunah Ye To Samajh Gaye Kaash Koi Rok Leta Ye Gunah Hone Se Pehle khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shayad abhi hai rakh mein koi sharar bhi kyon warna intazar bhi hai iztirar bhi dhyan aa gaya hai marg-e-dil-e-namurad ka milane ko mil gaya hai sukun bhi qarar bhi ab dhundhane chale ho musafir ko dosto hadd-e-nigah tak na raha jab gubar bhi har aastan pe nasiyafarsa hain aj wo jo kal na kar sake the tera intazar bhi [ik reh ruk gai to thithak kyon gai ‘ada’ aabad bastiyan hain pahadon ke par bhi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wafa ka poda shajjar huwa to muhabaton ka pata chaly ga, Naseeb uska samar huwa to muhabaton ka pata chaly ga, abhi to phirty ho doston me azeez koi juda nahi hy, koi idhar se udhar huwa to muhabaton ka pata chaly ga,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri pyari umid kaise tod jaun, thu khwab dekhe aur mein nazar na aaon..! Kuch to baat hai dosti me hamari, kya apke kadam nahi kehte ki chalo mil aaun...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • <<< Zamane ka ye dastur kaisa, pyar ko pana ye kasur kaisa, agar mohabbat gunah hai zamane mein, to fir insano ko mohabat sikhane wala wo khuda beksur kaisa!>>>
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Taras Gaye Aap Ke Deedar Ko Phir Bhi Dil Aap Hi Ko Yaad Karta Hai Hum Se Khush Naseeb To Aap Ke GharKa Aaina Hai Jo Har Roz Aap Ke Husn Ka Deedar Karta Hai Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dushman Chaahe Kitna Bhi Achha Dost Bun Jaaye Uss Ka Aetbaar Nahi Karna Chahiye Kyonki Paani Ko Chaahe Jitney Bhi Garam Kar Lo Par Who Aag Nahi Bhuja Sakta…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • तुम आये तो लगा हर खुशी आ गई यू लगा जैसे ज़िन्दगी आ गई था जिस घड़ी का मुझे कब से इंतज़ार अचानक वो मेरे करीब आ गई ………
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaado Mein Teri Tanha Baithe Hain, Tere Bina Labon Ki Hasi Gawa Baithe Hain, Teri Duniya Mein Andhera Na Ho Isliye Khud Ka Dil Jala Baihte Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sadgi Bhi Sundrata Se Kam Nahi Hoti, Chingari Bhi Aag Se Kam Nahi Hoti, Fark Bas Apni - Apni Soch Ka Hai, Warna Dosti Bhi Mohabbt Se Kam Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Dil Me Dard Chupa Hota Hai, Bayan Karne Ka Andaaz Juda Hota Hai, Kuch Log Aankho Se Dard Baha Dete Hai, Aur Kisi Ke Hansi Me Bhi Dard Chupa Hota Hai...! ♥ ♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • आज हम हैं कल हमारी यादें होंगी, जब हम ना होंगे तब हमारी बातें होंगी, कभी पलटोगे जिंदगी के ये पन्ने, तब शायद आपकी आंखों से भी बरसातें होंगी. Gmgg
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi Keh De Ye Mohabbat Ke Kharedaron Se Pyaar Wo Sheh Hai Jo Milti Nahi Bazaaroon Se Hum To Pehle Hi Mohabbat Mein Jale Baithe Hain Kyun Darte Ho Dahekte Angaroon Se...iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • unse milkar rab ki ibadat bhul gye, unki adaye dekh k apni aadat bhul gye, kaisa jadu kar diya h unhone, unko chah kr duniya ki chahat bhul gye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere jine ke liye aapka arman kafi he, dil ki kalam se likhi dastan kafi he, teer talvar ki kya jaroor he qatal karne k liye aapki muskan kaffi he...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मैने ही तो मांगी थी, उसके लिए खुशी की दुआ,,, मेरे बगैर अब वो खुश है, तो फिर जलन कैसी...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dosti Ke Panno Se Bhari"kitab"ho Aap. Rishto Ke Phulo Me"gulab"ho Aap. Kuch Log Khte H Ke Dost Sache Nahi Hote. Un Logo Ke Hr Swal Ka "Jawab" Ho Aap.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi Is qadar akele ho gai hain aaj kal Koi satata bhi nahi or koi manata bhi nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS