Muddat tamam hui koi afsana na mila.
Hum khojte rhe magar thikana na mila.
Lo aaj phir chali gai zindagi nazaro k samne se or use ham rokne ka koi bahana na mila.
Rahul9165667719
unki chahat may dil majbur ho gaya
bewafayi karna unka dastur ho gaya
kasur unka nahi tha mera tha
humne chaha hi itna ki shayad unko gurur ho gaya Hushain2
Kismat Se Apni Sabko Sikayat Kyu Hoti Hai,
Jo Nahi Milta Usi Se Mohabbat Kyu Hoti Hai,
Kitne Khade Rahte Hain Raahon Mein Dil Ki, Fir Bhi,
Dil Ko Usi Ki Mohabbat Kyu Hoti Hai…
Hum Aap Ki Har Cheez Se
Pyar Kar Lenge..
Aap Ki Har Baato Par Aitbaar
Kar Lenge..
Bas Ek Bar Keh Do Ki Tum Sirf
Mere Ho..
Hum Zndgi Bhar Aapka Intezar
Kar Lenge..! Sagarr Se7en575
Mana ki mulakaat mei tamam mushkile ayengi,
Phir bhi tujhse mile bina mai reh nhi sakta,
Tujhe kasam h meri..mera sath nibhana hr mod pr,
Tujhse bichad k 1 kadam b mai chl nhi skta.
Aye Sanam Teri Chahat Ka Wo
Sila Mila.. Jo Kabi Na Tha
Mera Wo Jahan Mila.. Ankhe
Band Karke Doobe Rahe Teri
Yaad Me.. Yu Laga Ki Sari
Kaynaat Sara Jannat Mila..!
Sukun milta hai jab unse baathoti hai,
hazar raato mein wo ek raat hoti hai,
nigah utha ke jb wo dekhti hai meri traf,
wo 1nigah meri puri kaynaat hoti hai.
Mujh ko shikast-e-dil ka maza yaad aa gaya
tum kyon udas ho kya yaad aa gaya
kahane ko zindagi thi bahut mukhtasar magar
kuch yun basar hui ke khuda yaad aa gaya
waiz salam le ke chala maikade ko main
firdaus-e-gumshuda ka pata yaad aa gaya
barase bagair hi jo ghata ghir ke khul gai
ek bevafa ka ahd-e-vafa yaad aa gaya
mangenge ab dua ke use bhool jayen hum
lekin jo wo bevaqt-e-dua yaad aa gaya
Zindgi Rahe Na Rahe Dosti Rahegi,
Pyar Rahe Na Rahe Yaaden Rahengi,
Apni Zindgi Me Hamesha Haste Rahena,
Kyun Ke Aapki Hasi
Me Ek Muskurahat Meri Bhi Rahegi.
Ishq Ki Shuruwat Nigahon Se Hoti Hai, Saza Ki Shuruwat Gunahon Se Hoti Hai,
Kehte Hai Ishq Bhi Ek Gunah Hai .. Jiski Shuruwat Toh Begunahon Se Hoti Hai.:) |♥|9648933206