Jab koi itna khas ban jaye, Uske bare main hi
sochna ehsas ban jaye toh mang lena khuda se
use jindagi k liye isse pahle k wo kisi aur ki sans
ban jaye. —
...gAUR farMäna...
Wo pal b Kýa tha jab log apko kìs$ pea kís$ kiya kartea thea...
Magar apkee footi kismat tho dekheyea..uss waqt app HuGGIES phena kartea thea....
चंद लाइने पुरे ग्रुप के लीये.....
जिंदगी से हर पल एक मोज मिली,
कभी कभी नहीं हर रोज मिली.
बस एक अच्छा दोस्त मांगता था जिन्दगी से...
पर मुझे तो पूरी विद्वानों की फौज मिली।.
Iss ajab daur mein aashiq bhi ajeeb hote hai
ek din dost dusre din rakeeb hote hai
iss liye toh mene mohabbat nahin ki hai
mohabbat mein toh sirf dukh naseeb hote hai..
Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai,
Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai,
plz aaj wah wah na kehna,
kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai…
Lamho ki ek kitaab hain zindagi,
Saanso aur khyalo ka hissab hai zindagi
Kuch jarurate puri kuch khwaishe aduri
Bas inhi sawalon ka jawab hain zindagi.
Kiyon Karte Ho Pyaar Jab
Nibhaya Nahi Jata.. Yon
Hi Dil Kisi Ka Dukhaya
Nahi Jata. wo To Bhatakta
Hai Dar Dar Thokar Kha Kar.
usko Kiya Thi Khabr Ki
Tumse Pyaar Jataya Nahi Jata.
Jina chahte hain magar zindagi raas nahi aati,
marna chate hai magar maut pass nahi aati,
bahut udas si hai zindagi,
unki yaadein bhi tadpaane se baz nahi aati.
Mai Tuje Toot k chahu to Meri Fitrat Hai
Tu Bhi ho Mera Talabgar Zaruri to Nahi
Ae Sitamgar Zara Jhank Meri Ankhon Me
Zuban Se Pyar ka Izhaar Zruri to Nahi.