• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Naraaz Naa Ho Humse Hum NaReh Payenge.., Itna Bada Sadma Na Seh Payenge.., Deti Hai Gum Zindagi Pal Pal humein .., Tune Diya To Jeene Se Pehle Hi Mar Jayenge…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दिल नहीं लगता आपको देखे बिना;
    दिल नहीं लगता आपके बारे में सोचे बिना;
    आँखें भर आती हैं यह सोच कर;
    कि किस हाल में होंगे आप हमारे बिना।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaad aati hai to jara kho lete hai. Ansu aankho se utar aya to ro lete h. neend to nhi aati aankho me lekin aap sapno me ayange is liye so lete hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge; Koshish Yahi Rahegi Tujhe Na Satyaenge; Zarurat Pade Toh Dil Se Pukarana; Mar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar Aayenge!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chahte The Jinhe Hum Unke Dil Badal Gye. Samandar Gahare The Sahil Badal Gye. Katal Hua Hamara Tukdo mai. Kabhi Khanjar Badal Gye Toh Kabhi Kaatil. Alone heart
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere ansuo ko usne barsaat samzaa mere khwabo ko usne mulaqat samzaa meri arthi jab guzari uski galise...... pathar dilne usebhi BARAT samzaa ...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaise kaha ki aap kitni khubsurat hai, Kaise kaha ki hum aap pe marte hai, Yeto sirf mera dil janta hai, Ki hum aap pe hamari jawani qurban karte hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sbne Kha 2sti 1 Dard H, Humne Kha Drd kabul H, Sabne Kha Ish Drd Ke Sath Jee Na Paoge, Hamne Kha Teri Dosti Ke Sath swee2 Mrna bhi Kabul H
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chaahat Ki Mehfil Me Bulaaya Tha Kisi Ne.. Khud Bula Kar Fir Sataaya Tha Kisi Ne.. Jab Tak Jali Shama Wo Jalaate Rahe Dil Mera.. Is Tarah Mehmaan Nawaazi Nibhaaya Tha Kisi Ne..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar ka koi bhed na jaane jaane kaise hota hai. Humne tumko apna mana jaane kaise hota hai. Ehsaas tumhara hardam rehna jaane kaise hota hai. Bin bole sab kuch keh jaana jaane kaise hota hai. Rooh mein sama ke aankho mein aana jaine kaise hota hai. Is pyaar ka koi mol na jaane jaane kaise hota hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aankhon Mein Na Humko Dhoondo Sanam Dil Mein Hum Bas Jaayenge, Tamanna Hai Agar Milne Ki Toh Band Aankhon Mein Bhi Hum Nazar Aayenge!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tune Rukh Se Naqab Kya Uthaya, Kambakhat Dil Moonh Ko Hone Laga, Sharma, Sitare Hain Chhupne Lage, Mehtab Baadalon Se Jo Nikalne Laga…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apna Humsafar Bana Le Mujhe Tera Hi Saya Hu Apna Le Mujhe Ye Raat ka Safar Or Bhi Hasin Ho Jayega Tu Aa Ja mere Sapno Me Ya Bula Le Mjhe
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar manzil pana hai to HAUSALA sath rakhna, Agar pyar pana hai to AITBAR sath rakhna, Aur agar chaho hamesha muskurana sweet To sab bhoolkar bas HAMEIN yaad rakhana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere janey pey Aey Jaana !! Pareshan Tum Nhi Hona Kabhi Chup Kr Nhi Rona Judai Zeher Hoti Hy Mjhy Maloom Hy Lekin.... Firaq-o-Hijr ka Mausam Yaqeenan Beet Jayega Yaqeenan Wasl k Lamhy Dobara Laut Aayen Gy Wohi Shaamein, Wohi Raatein Wohi Qissey, Wohi Baatein Wohi Phir Dastaan Hogi Mohabbat Fir Meherban Hogi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • A KHUDA TU MERE UPAR EK RAHAMKRDE, MERE PYAR ME ITNI HIMMAT BHRDE, JISNE CHHOD DIYA MERA SATH IS JANAM ME, WO KAM SE KAM AGLE JANAM TO MERE HAK ME MERA PYAR KRDE
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab jab hume pyas lagti hai, Tumhare aane ki aas lagti hai, Jab jab hume pyas lagti hai, Tumhare aane ki aas lagti hai, Tumhare dewangi meh hum ho gaye itne pagal, Ki har ladki ki maa apni saas lagti hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Samay ne jab bhi andhero se dosti ki hai Jala ke apna hi ghar hamne roshni ki hai Saboot hai mere ghar me vo kale dhabbe Jahan kabhi ujjalo ne khudkhushi ki hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mana Ke Pyar Kisi Ka Mere Paas Nahi, Magar Tunhein Meri Mohabbat Ka Ehsaas Nahi, Jaane Pee Gaye Hum Kitne Gham E Aansu, Ab Kuchh Aur Peene Ki Pyaas Nahi K.k
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Kya Jaano Hum Tumhe Kitna Chahte Hai.. Tum Kya Jaano Tumhare Sapne Kitna Rulate Hai.. Mujhe Pata Hai Hum Mil Nhi Sakte Phir Bhi Hum Aap Ko Chahte Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS