• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Lamho Ki Ek Kitab He Zindagi Sanso Aur Khyalo Ka Hisab He Zindagi Kuch Jarurate Puri Kuch Khwishe Adhuri Bas Inhi Sawalo Ka Jawab He Zindgi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo To Diwane The Jo Tanha Chhod Gaye, Wo Naa Ruk Sake To Aankho Mein Apna Saaya Chhod Gaye, Humey Gham Hai Is Baat Ka, K Wo Dil Se Kiya Wada, Hathon Se Tod Gaye!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khush ho tum , to khushi hamari ho. . Rone ki koshish karo tum , to aankhe num hamari ho. . Ae dost hamari dosti itni gahri ho, . Ki sadak ke us par maar tum khayo , or galti hamari ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jindagi Ke In Viran Raaho Me Aapne Yu Tanha Chhor Diya, Jis Wakt Thi Sabse Jyada Jarurat Hame Aapki, Usi Pal Aapne Hamse Saara Rista Tor Liya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • HAR baat ka koi jawab nahi hota, har ISHQ ka naam kharab nahi hota, yu to zhoom lete hai NASHE mein pine wale, magar har NASHE ka naam SHARAB nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ajnabi ki trah mile aur ulfat ho Gyi Ajnabi dost aisa mila ki dosti ho Gyi Sachi Dosti Ka Irada Tha Unse Lekin muje Unse Sachi mohabht ho Gyi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil e haal kaise bya karu dil e dard jakhm jo usne dy kya bya kru wo khte rht tha wo ba intihan pyar krt h aaj unki hn di hue gham kya bya kru...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi ke har pal har lamhon ko tere naam kiya hai maine Koi bhi aisa waqt na bita jab tumhe na yaad kiya ho maine Hai agar meri ye khata to mujhe maaf karna mere khuda Kyonki tumhare siwa kisi aur ki bandagi ka gunaah kiya hai maine Milegi tumse mujhe aansu ya hansi ye to muqad
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Lafz me Matlab Hota Hai, Har Matlab me Fark Hota Hai, Sab Kehte Hai ke Hum Haste BahutHai, Lekin Hasne Walon k DiL me Hi DARD Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Se Likhi Baate Dil ko Chhu jati hai, Yeh aksar unkahi baat keh jati hai..... kuchh log dosti ke mayne badal dete hai, Or kuch logo ki dosti se duniya badal jati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bheer Main Ik Ajnabi Ka Saamna Acha Laga Sub Se Chup Kar Wo Kisi Ka Dekhna Acha Laga Surmayi Ankhon K Neechay Phool Se Khilnay Lagay Kehtay Kehtay Kuch Kisi Ka Sochna Acha Laga Baat Tau Kuch B Nahi Thi Laikin Is Ka Aik Dum Haat Ko Honton Pe Rakh K Rokna Acha Laga Dil Main Kitnay Ahad Bandhay Thay Bhoolnay K Usay Wo Mila Tau Sub Iraday Torna Acha Laga
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo Hai Khafaa Humse Use Khafaa Hi Rahne Do.. Gar Manaaoge To Fir Se Rooth Jayega.. Na Khushiyo Ki Daulat Se Bharo Apne Daaman Ko Dosto.. Bada Lootera Hai Zamaana Tumhe Loot Jayega..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • DIL Me Sb Ka Arman Nahi Hota, Har Koi DIL Ka Mehmaan Nahi Hota, Pr Jo Ek Bar DIL Me BAS Jai, Use Bhula Kar Jeena Aasaan Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mera Ban Jaye Koi Ye Meri Taqdir Nhi, Main Wo Shisa Hu Jisme Koi Tasvir Nhi, Dil Me Bachi Jine Ki Aas Nhi, Chaha Jise Sabse Zyada Wo Hi Mere Paas Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aasmaan ka toota tara hai tu, Meri khushiyo ka bahana hai tu. Dekhar jise ho jati hai aakhe nam meri, Wa hasin sapana hai tu……..(
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Be Khayali Mein Pyar Ka Irada Kar Liya Dil Ko Betab Had Se Jyada Kar Liya Jaante The Dono Isko Nibha Nahi Sakte Usne Bhi Wada Kar Liya Maine Bhi Wada Kar Liya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo Jitna Dur Hota Hai Nazaro Se, Utna Hi Wo Dil Ke Paas Hota Hai, Muskil Se Bhi Jiski Ek Jalak Dekhne Ko Na Mile, Wahi Zindgi Me Sabse Khaas Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shayaro Ki Mehfil Me Baat Chali Ek Deewane Ki, Din Raat Jalne Wale Ek Pagal Parwane Ki, Maine Socha Koi Aur Hoga Ye Sirfira, Dekha To Ungli Meri Taraf Uthi Zamane Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS