Wo Yaad Karte Hain Unki Meharbaani Hai..
Kyu Pasand Hu Unko Is Baat Ki Hairaani Hai..
Koi Galti Na Ho Mujhse Darr Lagta Hai..
Qki
Abhi To Barso Ye Chahat Nibhaani Hai..!
Kash phir Milne ki vo Tarkeeb mil jaye
Saath jo bitaye vo Pal mil jaye
E-dost chal fir Banaye Sahil pe Ret k Makaan,
Kya pata Apna Guzra hua kal mil jaye.
Tumhen jafa se na yun baz aana chahiye tha
abhi kuch aur mera dil dukhana chahiye tha
tavil raat ke pehlu mein kab se soi hai
navid-e-subah tujhe jag jana chahiye tha
bahut qallaq hua hairat gazida tufan ko
ke kon dube kinhen dub jana chahiye tha
bujhe chiragon mein kitne hain jo jale hi nahi
savad-e-vaqt inhen jagamagana chahiye tha
ajab na tha ke qafas sath leke ud jate
tadapana chahiye tha phadaphadhana chahiye tha
?(¯`v´¯)?
....•.¸.•´
....¸.•´Mai To Chup Chup Tanha Ro Lunga,
Ab Dil Ka Dard Kisi Se Na Bolunga,
Mujhe Neend To Aati Nahi Raaton
Ko,
Jab Rukegi Dil Ki Dhadkan To Jee Bhar K So Lunga
is muhabbat k rishtey ko nibha jao kisi din,
Jo mil jaye kabi fursat tu paas aa jao kisi din,
Milta hai sab kuch sabhi ko ye suna hai,
Mujh ko to faqat tum hi mil jao
kisi din,
Barson say ye Dil mera khaali hi pada hai,
Tum Apny Naam ki takhti hi laga
jao kisi din,
Mohobat k naam ko kis tarha
basaya jata hai apni sanson me Mujko b hunar aisa sikha jao kisi din,
Muqadar me jo ho tu wo kabhi
badalta nai Fursat milay tu dil ko ye samjha jao kisi din.
Intezaar Ke Lamhe Sholey Mein Badalne Lage Hain,
Hum Unka Intezaar Karne Lage Hain,
Woh Aayi Nahi Abhi Tak Samay Bahot Ho Gaya Hain,…
Ab To Hum Ghadi Se Bhi Sharminda Ho Gaye Hain….
Mujhko Rula Kar Dil Uska Bhi Rooya To Hoga..
Uski Ankho Par Bhi Ansoo Aaya To Hoga..
Agar Na Kiya Kuch Haasil Humne Pyaar Me To Gam Nahi..
Kuch Na Kuch Usne Bhi Khooya To Hoga..!
Mushkil is dunia me kuch bhi nahi,
phir bhi log apne irade tod dete hai,
agar sacche dil se mango kuch,
to sitare bhi kisi ke liye apni jagah chhod dete hai.
Unki Ek Muskaan Pe Chaand
Bhi Sharmaata Hai.. Isliye
To Kabi Kabi Parde Me Chhup
Jaata Hai.. Aur Aata Hai
Chupke Chupke Dabe Pau Raat
Me.. Jab Mera Mehboob Gehri
Neend Soo Jaata Hai..!
Rote rahe tum bhi rote
Rahe ham bhi,
Kehte rahe tum bhi aur
Kehte rahe ham bhi.
Na jaane is jamane ko
Hamare ishq se kya
Dushmani thi,
Bas samjhate reh gaye tum bhi
Aur samjhate reh gaye ham bhi.
Mujhko Rula Kar Dil Uska Bhi Rooya To Hoga..
Uski Ankho Par Bhi Ansoo Aaya To Hoga..
Agar Na Kiya Kuch Haasil Humne Pyar Me To Gam Nahi..
Kuch Na Kuch Usne Bhi Khooya To Hoga..!
Apne khwabon khyalon me tujhe paya humne,
Tere pyaar me khud ko mitaya humne,
Suna hai andhero se bahut ghabrate ho tum,
Roshani ke liye apne dil ko jalaya humne.
Dukh Dard Kay Maroon Say Mera Zikar Na Karna
Ghar Jaon To Yaroon Say Mera Zikar Na Karna
Woh Zabt Na Kar Paen Gay Ankho Kay Samander
Tum Rah Guzaroon Say Mera Zikar Na Karna
Pholon Kay Nashaiman May Raha Hoon May Sada
Say
Daikho Kabhi Kharon Say Mera Zikar Na Karna
Woh Meray Hal May Bay Sakhta Na Ro Dain
Is Bar Bharoon Say Mera Zikar Na Karna
Shayad Yai Andhaira Hi Mujhay Rah Dikhay
Tum Chand Sitaroon Say Mera Zikar Na Karna
Pyase ko ek katra pani hi kafi hai,
Ishq me char pal ki zindagani hi kafi hai,
Hum dubne ko samandar me bhala jaye kyun,
Unki palko se tapka wo aansu hi kafi hai..