Khwabo Ke Bina Neendo Ki
Khwaaish Na Karna, Pyar
Ke Bina Jeene Ki Dua Na
Karna, Jo Tumse Juda Hokar
Ji Nahi Sakta, Unse Door
Jane Ki Koshish Na Karna..!
mohabatt na hoti to gazal kaun likhta...
Kichad ke phool ko kamal kaun kehta...,
pyar ko kudrat ka karishma hai mere dost..,
warna ek lash ke ghar ko taj-mahal kaun kehta..
Aankho Se Tumhare Dilme Utar Jaayenge..
Dilme Utar Kar Dhaarkan Ban Jaayenge..
Palko Ko Jhuka Kar Chalna Sanam..
Warna
Zamaane Ko Tumhari Aankho Me Hum Nazar Aayenge..!
Tumse doori ka ahsaas sataane laga,
Tere saath gujara har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki ae dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga…
Aap Hamare Liye Ek Phool Hain..
Jise Tod Bhi Nahi Sakte Aur Chhod Bhi Nahi Sakte..
Qki
Tod Diya To Murjha Jaoge..
Aur
Chhod Diya To Koi Aur Le Jayega..!
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
marmari taron bhari raton mein kya hota nahi
jee mein aata hai ulat den un ki chehare se naqab
hausla karte hain lekin hausla hota nahi
shama jis ki aabaru par jan de de jhum kar
wo patanga jal to jata hai fana hota nahi
Jindagi K Har Lamho Me Unhi
Ko Pate Hain Bhool Jayein Khud
Ko Par Unhe Nahi Bhoolate
Hain Jane Kya Baat Hai Unme
Ae Khuda Jitna Bhoolate Hain
Wo Utna Yaad Aate Hain.
Jindagi K Har Lamho Me Unhi Ko Pate Hain,
Bhool Jayein Khud Ko Par Unhe Nahi Bhoolate Hain,
Jane Kya Baat Hai Unme Ae Khuda,
Jitna Bhoolate Hain Wo Utna Yaad Aate Hain..