• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Zamane ka ye daStur kaisa. Pyar ko pana ye kasur kaisa. Agr mohbbat gunah hai zamane me. To fir insan ko mohbbat sikhane wala wo rab beksur kaisa.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chehray Pe Mere Zulf Ko Phlao Kisi Din Kya Roz Garjte Ho, Baras Jao Kisi Din Razon Ki Tarah Husn Ki Barish Main Naha Lo Badal Ki Tarah Jhom Ke Ghir Aao Kisi Din Khusbo Ki Tarah Guzro Meray Dil Ki Gali Se PHolon Ki Tarah Muj Pe Bikhar Jao Kisi Din Guzrain Jo Mere Ghar Se Tu Ruk Jaen Sitare Is Tarah Meri Raat Ko Chamkao Kis Din Main Apni Har Ik Sans Usi Raat Ko De Doon Sar Rakh Ke Mere Senay Pe So Jao Kisi Din
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohbbat ko mohbbat se mohbbat ho gyi mohbbat hi mohbbat pr fida ho gyi jb mohbbat ko mohbbat ki mohbbat na mili Mohbbat apni mohbbat pr fannah ho gyi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Call Karne Wale Sirf Apne Hote Hain Miss Call Karne Wale Sirf Time Pass Hote Hain Kuch Na Karne Wale Gareeb Hote Hain Aur SMS Karne Wale Dil Ke Kareeb Hote Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khayaalo Me Bhaatak Jaana.. Teri Yaadon Me Khoo Jaana.. Mere Mehboob, Bada Mehenga Pada Humko Tujhse Dil Lagana.. Tera Ho Jaana..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri aankhon se kabhie aansu na aaye dil ki deewaron pe ghum ki dhul na aaye chahe koi tujhe hum se bhi zyada aaisa tho poore zamane mein nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Insan Dil ka bura nahi hota, Har koi insan Bewafa nahi hota, Bujh jaata hai kabhi Diya tel ki kami se, Har baar kasur Hawa ka nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • आदमी आदमी को क्या देगा, जो भी देगा वही खुदा देगा; जिंदगी को क़रीब से देखो, इसका चेहरा तुम्हें रुला देगा।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • I M Sorry Of Being So Emotional I M Sorry Of Being So Possessive I M Sorry That I Cry For You I M Sorry Because I Cant Live Without You........
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabat me humne ek imarat thi banai, Apne sapno ko lekar uski duniya tak sajai, Lekin armano ki kashti tufan se yun takrai, Dil tuta aur Aawaz tak Naa Aayi...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kyu Dil Ke Mere Tukde Kar Diye, Kyu Mere Aansu Ko Apni Muskan Se Baha Diye, Gunah Kya Tha Mera Bus Chahna Tumhe, Kyu Meri Zindagi Me Tune Dard Bhardiye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Grlfrnd ko apni palko par bithalo. De k khushi uske sare gum chura lo. Pyar karo uski saheli Ke samne itna ki. Uski saheli b aa k kahe JAANU mujhe bhi Pata lo.: ;)
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wada Jo Kiya Hai Tod Mat Dena.. Halaat Kuch Bhi Ho Hume Chhod Mat Dena.. Hamare Pas Reh Jaaye Sirf Yaado Ke Saaye.. Mohabbat Ki Is Kahani Ko Aisa Mod Mat Dena..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dunya Hai Aik Mela Sa Phir Bhi Her Shakhs Yahan Akala Sa Kis Kay Kandhay Per Ser Rakh Ker Kis Ko Sunaie Hal Dil Apna Phir Pyaar Mohabat Kia Mani Jab Jena Ho Tanha Tanha Kuch Loog Yooun Hi Hastay Rahtay Hain Dokh Roz Naya Setay Rahtay Hain Magar Kartay Nahi Hain Koi Shikwa Phir Pyaar Mohabat Kia Mani
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wada humne kiya tha nibane ke liye, Ek dil diya tha ek dil pane ke liye, Unhone mohobat sikha di Aur kaha k sweet tumse mohobat ki thi sirf kisi aur ko jalane ke liye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phool Sa Kuch Kalaam Aur Sahi Ek Ghazal Uske Naam Aur Sahi Uski Zulfein Bahut Ghaneri Hain Ek Shab Ka Kyam Aur Sahi Zindagi Ke Udas Kissey Hain Ek Ladki Ka Naam Aur Sahi Kursiyon Ko Sunaiye Ghazalein Katal Ki Ek Sham Aur Sahi Kampkpati Hai Raat Seene Mein Zeher Ka Ek Jaam Aur Sahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap ho ek nanhin c parii Is baat ka gumaan krna Hr sachee dost ko.. Aap hmesha shlam krna. Gr usne diya rhon me tumhe akela chor Krna shikaayt rb se ungliyon ko kr ke uski oor. Dega khuda use esi sjaa Jivan me hogi n uski khushiyon ki rjaa.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aye Chand Usey Kehna Woh Jo Duur Bohat Duur Basta Hai, Usey Koi Yaad Karta Hai, Aur, Behisaab Karta Hai Usey Kehna,Jab Woh Kisi Aur Ke Sang Hasta Hai, To Phir Duur Bohat Duur Kisi Ka Dil Darhakta Hai, Aur, Jab Woh Udaas Hota Hai, Pass Uske Na Koi Gham Shanas Hota Hai, To Phir Duur Bohat Duur Kisi Ki Aankhon Se Lahoo Barasta Hai,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS