• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tujhe chah ke kisi ki kyu chah karu, Tujh ko bhul ke main khud ko tabah karu, Tu meri zindgi hai tum hi meri duniya, Phir kyu kisi or ke bare mein soch ke gunah karu...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat ki daastan sunaane aaye hain, Tabaah karne ke baad woh pyar jataane aaye hain, Aansu pochh liye the hamne kab ke, Magar woh fir se hamein rulane aaye hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mat Zikar Kijiye Meri Ada Ke Baarey Mein, Mein Bahut Kuch Janta Hun Wafa Ke Baarey Mein, Suna Hai Woh Bhi Mohobbat Ka Shouk Rakhte Hai. Jo Jante Hi Nahi Wafa Ke Barey Mein...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mat sataa mujhe itna ki meri jaan nikal jaaye Mat kar sitam ki dil se tera khyal nikal jaaye Maine humesha saha hai tere pyar me has-has ke Kahi aisa na ho ki meri chahat ka andaaz badal jaaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • कदम यूँ ही ‪#डगमगा‬ गए रास्ते में , वैसे ‪#संभालना‬ हम भी जानते थे ; ठोकर भी लगी तो उसी ‪#पत्थर‬ से, जिसे हम ‪#अपना‬ मानते थे !
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • tanhayi bhara zindagi ka safar mila.. na saathi na koi hamsafar mila... ham diya jalte chod gaye the unke liye.. jab wapas laute to jalta hua ghar mila
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek din muskurahat ne poocha mujhse, humne roz roz kyun bulate ho, Meine kaha mein yaad to apne dost ko karta hun, Tum to saath me khud hi chale aate ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Iss zindagi ki raaho me lakho milenge or juda ho jaaenge Shayad fir kisi raah me vo aapko kabhi nazar naa aayenge Par ham to vo rahi hain jo un sari khudai se juda hain kyonki Ham to apni aakhiri sans tak apna kiya har vaada nibhenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo baat munasib hai woh hasil nahi karte Jo apni giraah me hai woh kho bhi rahe hain Be ilm bhi humlog hain ghaflat bhi hai taari Afsos ke andhe bhi hain aur so bhi rahe hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisne kaha hai hum tumko bhul gaye aai dost ye afva kise aur ne udaye hogi shaan se rahege tere dil me itne dino me kuch to jaga banai hoge…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kare badarva aaye chai udasi bhigi bhigi palaken hain pyar ke pyasi jab se gae ho chod ke hamako dil ko na jane kya ho gaya hai aan milo ab jiya na jalao savan bhi ab bit chala hai ek jhalak to aake dikha ja andhera hai man mein diya to jala ja bhulanavale hum ko teri yaad sataye de na sake jo chain bhi man ko aag lage aise savan ko meha barase aansun barase rimjhim mere dip jalaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • TUM BIN RAHA JAE KAISSE� SADIYOON SE LANMBI HAIN RATAIN� SADIYOON SE LANMBE HAIN DIN.. AJAO AB LAOT KAR YEH DIL KUCH KEH RAHA HAY AJA LAOT KAR YEH DIL KUCH KEH RAHA HAY
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zameen Chupane K Liye Gagan Hota Hai, Dil Chupane K Liye Badan Hota Hai, Shayad Marne K Baad Bi Chupaye Jaate H Gum, Isliye Hr Laash K Upar Kafan Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi Meharban Tha Tu Kabhi Anjan Tha. Mera Wehem Tha Ya Woh Mera Guman Tha. Dey Kar Zakham Woh Marham Rakhta Tha.! Ban Raha Tha Ya Waqai Woh Itna Nadan Tha. ... Mujh Sy Bichar Gaya Tha Woh Ek Raat.! Woh Shakhs Ju Kal Tak
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi lehar thi aap shail hue, Na zane kaise hum se bhool hue, Aur hum aapki dosti ke kabil na hue, Na bhulenge hum uss haseen pal ko, Jab aap hamari choti se duniya mein shamil hue
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • TANHAI KA MAUSAM HAI.. HUM HAIN AUR GAM HAI.. BAS YE SOCH KE MUSKURA DIYA KRTE HAIN.. KISI NE KAHA THA HASTE RHNA TUMHE HAMARI KASAM HAI...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jholi faila kar manga tha use khuda se Per khuda ne merifariyad ko suna nahi Jab v pucha maine iski wajah to usne kaha Q chahte ho use jo tere liye bana hi nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khawab sare adhure rah Gaye, Jo Tum Juda humse Ho Gaye Bichad Kar tumse Lage Jaise, Khud Se Bhi Tanha Ho Gaye Ruth Gayi Taqdeer Bhi Jab Se, Tum Mujh Se Khafaa Ho Gaye Kaisi ye Judayi Hain Sanam, Hum Kya Se Kya Ho Gaye Bin tumhare Kuch Nahi Zindagi, Ishq Me Hum Fana Ho Gaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apno Se Mu Fer Lena Buri Baat Hoti Hai, Pyar Ki Aahat To Deewar Bhi Sun Leti Hai, Maut Ko Khamkha Badnaam Krte Hai Log, Taklif To Zindagi Deti Hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS