• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Hamari Nigaho Me Na Dekho Neend Chura Lunga, Na Dil Ke Itne Nazdeek Aao Mohabbat Sikha Dunga, Apse Bahot Gehra Rishta He, Sapno Me Bhi Aye To Apna Bana Lunga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • आंसू ना होते तो आँखे इतनी हसीन ना होती; दर्द ना होता तो खुशियां क्या होती; पूरी करते खुदा यूँ ही सब मुरादे तो; इबादत की कभी जरुरत ही ना होती।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ibtidaa-E-Ishq Hai Rota Hai Kya Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya Qaafile Main Subah Ke Ik Shor Hai Yaani Gaafil Ham Chale Sota Hai Kya ... Sabz Hoti Hi Nahi Ye Sar-Zameen Tukhm-E-Khwaahish Dil Main Tu Bota Hai Kya Ye Nishaan-E-Ishq Hain Jaate Nahi Da
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hushn Ki taarif Na Kijiye, Suna Hai Deewaro Ke Bhi Kaan Hote Hai, Bhagaa Kar Le Jata Hai Aur Koi, Hum Maasum Yun Hi Badnaam Hote Hai.!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muskan ke dayre mein dil hmesha khush nahi hota, Ansuo ke naseeb mein hamesha gam nahi hota, Bad jae faasle chahe jitne, Kuch apno ke liye pyar kabhi kam nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamesha Rab Se Wo Mango Jo Aapki Kismat Me Hai, Wo Nahi Jo Aap Chahte Ho, Kyuki Ho Sakta Hai Aapki Khwahish Kam Ho, Magar Aapki Kismat Me Zyada Likha Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mitha Intezar to intezar se yaar mitha, Mitha Yaar to yaar se pyar mitha, Mitha Pyar to pyar se mithi apni yaari, Isse mitha kuch na mila dekhi duniya sari
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi usne b chahto ka pegaam likha tha Sab kuch usne apna mere naam likha tha Suna h ki aaj usko mere jikr se b nafrat h Jisne kabi apne dil pe mera naam likha tha Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum wo ishq hain jo dil bankar dhadakte hai, Hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, Humse pyar na karna e-zalim… Hum wo dard hain jo ankhose chalakte hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mana Ki Aaj Hum Akele Reh Gaye, Judai K Aasu Ankhon Se Beh Gaye, Rote Hue Ko Kaun Chup Karaega, Jo Chup Karaate The Wo Hi Rone Ko Keh Gaye..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jitna mazaak dunia udati hai utni hi takdeer jagmagaati hai, jab karam khuda ka hota hai, toh aey dost zindgi pal bhar mein badal jaati hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khuda Ne Dost Ko Dost Se Milaya Doston Ke Liye Dosti Ka Rista Banaya Par Kehate Hai Dosti Rahegi Uski Kayam Jisne Dosti Ko Dil Se Nibhaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aakar dekh mera kya haal hain. Saans chal rahi hain jina behal hain. Mere dil mai sirf tera hi khayal hain. Teri ek nazar ki baat hai Meri to zindagi ka sawal hain.??
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj kal Sab Kehte Hai Ki Mai Bujha-Bujha sa Rehta Hu.. Arey Doston.. Agar Jalta Rehta Toh Kab Ka Khaak Ho Jaata..! :(
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi tum bhi humse baat kar liya karo, Kabhi hamse milne ki fariyad kar liya karo, Ek hum hain jo har baar shuruat karte hain, Kabhi tum bhi hamse pehle hamein yaad kar liya karo!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dhoka Na Dena Ki Tujhpe Aitbaar Bahut Hai.. Ye Dil Tere Chaahat Ka Talabgaar Bahut Hai.. Tujhe Na Dekhen To Dikhaai Kuch Nahi Deta.. Kya Kare Sanam Ki Tujhse Pyar Bahut Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sochte The Humne Kya Kismat Payi.. Kyunki Usne Sath Nibhane Ki Kasam Khai.. Aankho Me Aaya Pani Tab Mehsus Hua... Vo Nahi Unki Yado Ne Rasam Nibhai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Karna Jaruri To Nahin, Mil Jaye Pyar Jaruri To Nahin, Hum To Yunhi Dil Laga Baithe Hain Unse, Unka Dil Hum Par Aaye Jaruri To Nahin…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab se tu gayi hai dur mujhse, jee raha hun badi mushkil se, kabhi hum tanhai se tou kabhi poochhti hai tanhai humse... akhir milna hai kab apne dilbar se..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS