Chup Rhoge To Baat Kon Karega,
Ham Na Hoge To Yaad Kon Karega,
Mana Ke Ham Itne Sweet Nahi Jo Apko Pal Pal Yaad Aye,
Par Hum Na Rahe To Aapko Preshan Kon Karega.
Swee2
Phir koi aaya dil-e-zar nahi koi nahi
raharau hoga kaheen aur chala jayega
dhal chuki raat bikharne laga taron ka gubar
ladakhadane lage aewanon mein khwabida chirag
so gai rasta tak tak ke har ek rahaguzar
ajanabi khak ne dhundala diye qadmon ke surag
gul karo shamen bada do mai-o-mina-o-ayag
apne bekhwab kiwadon ko muqaffal kar lo
ab yahan koi nahin, koi nahi aayega
PYAR KYA THA YEH NAHI PATA,PYAR KYA HAI YEH BHI NAHI PATA,BAS ITANA JANTE HAI KI WOH HUMSE DOOR HAI,MAGAR PHIR BHI UNKA NAAM HAMARE JEENE KA SAHARA HAI.....! neet
Woh Toh Ab Bhi Apne Pyar Pe Kayam Hai,
Rooh Nikal Chuki Bas Uska Jism Reh Gaya Baki,
Kaise Kahe Ke Kaise Zindagi Usne Beetayi Hai,
Mere Her Gunah Ki Saza Usne Payi Hai..iii
Tazz Barish Me Kbhi Sard Hawao
Me Rha Ek Tera Zikar Tha Jo
Mere Sdaaon Me Rha Kitney
Logon Se Mere Gehrey Rishte
The Magr..? Tera He Ek Chehra
Faqt Mere Duaoo Me Rha...!
Mujhe Chaand Taaron Se Kya Lena Dena..
Aapke Bina In Bahaaron Se Kya Lena Dena..
Bas
Aapka Pyar Basa Rahe Is Dilme..
Mujhe Zamane Ke Nazaaron Se Kya Lena Dena..!
Jis se mere dost ne kiya apne ishq ka ijhaar,
Kaise se kahu ki mai bhi usi se karta hu pyar,
Kahi toot na jaye hamari dosti ka rista...
Gar na mile wo, karunga mohabbat beshumaar.
Payam Aaye Hain Us Yar-e-bevafa Ke Mujhe Jise Qarar Na Aaya Kaheen Bhula Ke Mujhe Nashe Se Kahun To Nahi Yad-e-yar Ka Aalam Ke Le Uda Hai Koi Dosh Par Hawa Ke Mujhe Judaiyan Hon To Aisi Ki Umr Bhar Na Mile Fareb To Do Zara Silsile Bada Ke Mujhe Main Khud Ko Bhool Chuka Tha Magar Jahan Wale Udas Chod Gaye Aaina Dikhake Mujhe
Unse Dur Jaane Ka Kabhi Irada Na Tha
Unse Ruth Jaane Ka Kabhi Irada Na Tha
Ho Gaye Wo Humse Hi Khafa Na Jaane Kyu
Yu Paas Aakar Dur Jaane Ka Vaada Na Tha.
Itni dosti mat karna ki bigad jaye hum,
Kabhi thoda dard bhi dena ki sudhar jaye hum,
Koi galti ho jaye humse to ho jana naraz,
Magar itna bhi na hona ki akele ho jaye hum.
Meri Ghazal Ka Unwan Pochte Hain Log
Dil Main Kon Rehta Ha Naam Pochte Hain Log
Chor Kar Chala Gaya Mujh Ko Akely Shehar Main
Kitney Main Bik Gaya Daam Pochtey Han Log
Main Sungdil Tha Ya Woh Tha Harjai
Ek Yahi Baat Sar-e-Aam Pochte Hain Log
Kal Kya Hoga Mjhe Khud Khaber Nahi
Mere Mohabbat Ka Anjam Pochte Han Log
chand se phul se ya meri zuban se suniye
har taraf aap ka qisa jahan se suniye
sab ko aata hai duniya ko sata kar jina
zindagi kya muhabbat ke dua se suniye
meri aavaz parda mere chehare ka
main hun khamosh jahan mujhako vahan se suniye
kya zaruri hai ki har parda uthaya jaye
mere halat apne apne makan se suniye