Kal halki halki barish thi
Kal sard hawa ka raqs bhi tha
Kal phool bhi nikhray nikhray thay
Kal un pe aap ka aks bhi tha
Kal badal kalay gehray thay
Kal chand pay lakhon pahray thay
Kuch tukray aap ki yaad kay
Bari dair say dil main thehray thay
Kal yaadain uljhi uljhi thin
Aur kal tak yeh na suljhi thin
Kal yaad bohut tum aye thay
Kal yaad bohut tum aye tha.
I Promised You Once,
I Promise You Twice,
This Love Will Never
End That I Feel So Deep Inside,
I Loved You Yesterday And Even
More Today And I Never Want This
Feeling To Go Away, Sweetheart
You Are My Everything.
I Love You.
kitna dard hai dil me dikhaya nahi jata..?
Gambhir hai kissa sunaya nahi jata ,?
Ik bar ji bhar ke dekh lo is chehre ko..?
Kiyon ki baar baar kafan uthaya nahi jata...?
Ho sake to hamari yaad sath rakhna,
Dosti ka itna to ehsaas paas rakhna,
aap ki duaon se milegi khushiya mujhe,
ye soch kar har dua mein mujhe yaad rakhna.
~ksi ki yad dil me he,
koi ehsas baqi he,
~badalte mosamon k darmiyan,
ek raz baqi he,
~abhi main safr me hun,
milay gi manzil mujhe,
~magar in raast…
…amara hal b dekho,
~hamara jism murda he,
magar ek sans baqi he,
~umid he phr b milega wo hamay ek din,
khuda par he bharosa,sweet
ek khuda ki zaat baqi he,
Yaadon ka ek jhoka aaya, Hamse milne barson baad
Pehle itna nahi roye, Jitna aajroye barson baad
Lamha-lamha ghar ujda hai, Mushkil se ehsaas hua
Pathar aye the barso pehle, Dil tuta barson baad
Ajnabi rehna par kisi ka intezar matkarna ,Kisike pyar ke liye khud ko bekarar matkarna ,Achha saathi mile to haath thaam lena ,Par dikhave ke liye kisi se pyaar mat karna…..???
Har Aadmi Ki Apni Alag Pehchan Hoti Hai,
Hamare SMS Ki Alag Hi Shaan Hoti Hai,
Har Kisi Ko Karte Nahi Hum SMS,
Jisko Karte Hai Usme Hamari Jaan Hoti Hai.
Hamari Nigaho Me Na Dekho Neend Chura Lunga,
Na Dil Ke Itne Nazdeek Aao Mohabbat Sikha Dunga,
Apse Bahot Gehra Rishta He,
Sapno Me Bhi Aye To Apna Bana Lunga.
chaman ke baharon mai tha aashiyana
na jane kahan kho gaya wo zamana
tumhen bhulane ke main koshishkarunga
ye wada karo ke na tum yad aana
mujhe mere mitane ka gam hai to ye hai
tumhen bevafa kah raha hai zamana
khudara meri qabr pe tum na aana
tumhen dekh kar shaq karega zamana
Zra Zra Si Baat Pe Rooth JanaAcha Nhi,
Itna Bhi Kisi Ko StanaAcha Nahi,,
Bichar Gaye To Bohat Pachtao Gy Tum,!
Yunhi Geron Ki Baton Mein Ana Acha Nhi,
Ye DilTo Pehly Hi Tere Ghum Se Choor Hai,
Abb Isay Aur Trpana Acha Nahi,
Kahin Aisa Na Ho K Tum Akele Hi Reh Jao,
Kisi Ki Mohabat Ko itna AazmanaAcha nhe..