Ek Ishq Nagar Ki Wadi Thi,
Jahan Pyar Ki Nadiyan Behti Thi,
Kuch Dil Wale Bhi Rehte The,
Jo Pyar Ki Batein Karte The,
Jab Pyar Ka Mosam Aata Tha,
Aur Pyar K Phool Kihlte The,
Mast Nasheeli Chhao Mein Pyar se Do Dil Milte The,
Ek Roz Wo Basti Ujar Gayi Aur Pyar Ki Basti Bikhar Gayi,
Phir Har Ek Dil Ko Rog Laga,
Aur Jeevan Bhar Ka Rog Laga,
Deewane Phirte Rehte Hain,
Aur Har Kisi Se Kehte Hain Iqrar Kisi Se Na Karna,
Aur Pyar Kisi Se Na Karna............!
Kachi divar hun thokar na lagana mujh ko
apni nazron mein basa kar na girna mujh ko
tum ko aankhon mein tasavvur ke tarah rakhta hun
dil mein dhadakan ke tarah tum bhi basana mujh
ko
baat karne mein jo mushkil ho tumhen mahafil
mein
main samajh jaunga nazron se batana mujh ko..iii
Tu kisi aur ke jagir hai ae jan-e-gazal
log tufan utha denge mere sath na chal
pahalehaq tha teri chahat ke chaman par mera
pahale haq tha teri khushbu-e-badan par mera
ab mera pyar tere pyar ka haqdar nahi
main tere gesu-o-rukhsar ka haqdar nahi
ab kisi aur ke shanon pe hai tera aanchal
main tere pyar se ghar apna basaun kaise
main teri mang sitaron se sajaun kaise
meri qismat mein nahi pyar ke khushbu shayad
mere hathon ke lakiron mein nahi tu shayad
Mene Kab Chaha K Wo Zindagee Mere Name Kare
Bas Mujhe Chahe Itna Sa Mera Kam Kare
Har Roz Kuch Lamhe Mujhe Socha Kare
Kab Kaha Meri Yaad Me Subha Sham Kare
तेरे लिए तो हूँ मैं बस वक़्त का एक बुलबुला,
जितना जीना था जी लिया, लो अब मैं चला |
तुझे याद करता हूँ तो बढ़ जाती है तकलीफ़ें,
ऐ ज़िन्दगी तू यहीं ठहर, लो अब मैं चला |
Najane Kiss Sheeshe Se Takraya Main
Sheesha B Toot Gaya Or Main B
Kuch Iss Tarah Se Takraya Main Uss Se
Sheesha B Zameen Par Bikar Gaya Or Main B
Lakin Ti Ek Adath Ek J C
Sheeshe Ki B Or Meri B
Jiss Kisi Na B Jodne Ki Koshish K Usse Zakham
Mile
Sheeshe Na B Diye Or Main Na B
Bhut Sataya Iss Duniya Ne Humko
Per Ab Ye Duniya Usey Na Sataye
Hum Jayein Jab Bhi Dua Mangney
Labo Pe Unka Hee Naam Aaye
Kash Hamari Duaon Mein Itna Asar Ho Jaye
Unke Sabhi Gumm Hume Mil Jayein
Unke Sabhi Gumm Hume Mil Jayein…
Woh Aam Si Shaam Thi Jab
Judaa Huye Hum, Na Toot
Ke Pyaar Kar Sake Na Ro
Sake Hum, Woh Bhi Din The
Ke Roz Baat Karte The,
Aur Ek Yeh Din Hai Ke
Awaaz Ko Taras Gaye Hum..:(
Us ne humse pocha teri raza kya hai,
Kyun karte ho mohabat wajah kya hai,
Kaise bataon use meri khata kya hai,
Jo waja se kare mohabat us main maza kya hai..!!!
Saakib Zindagi Mein Ab Aur Kaya Raha,
Ik Khayaal Tak Naa Usko Tera Aaya…
Jee Raha Hoon Bas Issi Soch Mein Doobh Kar,
Vaada Kiya Tha Usne, Phir Kyu Nahii Aaya…
Aaj Dil Kii Har Baat Kahi To Tera Zikr Aaya,
Guzri Mohobat Ka Har Lamha Yaad Aaya..
Na jaane jindagi hame kis mod par le jaaegi
shayad umr bhar ki khushiyan ya aansu de jaaegi
na milne vali manjil ki talash me chale hai ham
agar upar vale ki rahmat hui to vo bhi mil jaaegi.
Zindagi me maine hazar rang dekhe
kabhi kisi ke badan pe
to kabhi kisi ke gaal pe
thappad seke
gum hai
is baat ka
shayari k naam par
kitno k ghar phoonke.
Sorry dosto.
Ye to maine hai dialogue pheken.
Aap is pakde
aur like thoke.
Rishte Kisi Se Kuch Yu Nibha Lo..
Unke Dil Ke Saare Gam Chura Lo..
Itna Asar Chhod Do Kisi Par Apna..
Ki
Har Koi Kahe Humse Bhi Apna Koi Rishta Bana Lo..!