• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • khabon se haqeqat main a ker chale jao bas aik jhalak apni dekha kar chale jao,hum dil se dil melane ki bhi zehmat na dain ge faQt nazron se nazren mila ke chale jao.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tujhe Kya Khabar Teri Yaad Ne, Mujhe Kis Tarha Se Sata Diya, Kabhi Akele Mai Hansa Diya. Toh Kabhi Mehfil Main Rula Diya..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaadon ki keemat wo kya jane jo khud ki yaadon ko mitadiya karte hain yaadon ka matlab toh unse pucho Jo yaadon ke sahare zindagi jiya karte hain..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Durr ho kar bhi tum kabhi durr nahin huae Tum har waqt dil mein ehsaas ban kar maujood jo rahe Dhukh iss baat ka nahin ke hum tumhe paa na sake Dukh to is bhaat ka hai ke bhichar kar bhi hum tumein bhula na sakeeee
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ham ye Maante hai Ki meri kismat par Mera zor nahi. Par ye such he ke Meri mohabbat kamzor nahi. Tere dil me Teri yaado me shayad koi aur he lekin Meri har saans me Tere siwa koi aur nahi....♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जीना सरल है, प्यार करना सरल है, हारना और जीतना भी सरल है, तो फिर'कठिन'क्या है? 'सरल'होना ही बहुत "कठिन"है!"
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamesha….. Dil Dekhta Hai Tumhe Sapno Mein, Dil Kahta Hai Tumhe Sapno Mein, Dil Mahsoos Karta Hai Sapno Mein, Dil Bichhadta Hai Sapno Mein, Dil Rota Hai Sapno Mein, Kis Din Yeh Dil Na Dhadka Sapno Mein, Bas Tumhare Liye….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • chehre ki khushi se har gum ko mita do bahut kam bolo par sabko bata do khud na rutho par sb ko mana lo yahi raz hai zindagi ka khud jiyo or jina sikha do. master farukh
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi Hai Akeli Dil Ye Nadaan Hai Kya Safar He Or Kya Samaan Hai Kisi Tanha Ke Gum Ko Samajh Kar To Dekho Mushkura Dena Bahota Aasan He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jis Ko Tum Chaaho Wo Mohabbat Jo Tumhein Chaahe Us Ka Kya..? Jis K Liye Tum Roye Wo Mohabbat Jo Tumare Liye Roye Uska Kya..? Jis K Liye Tum Tarpe Wo Mohabbat Jo Tumhare Liye Tarpa Uska Kya..? Jis Ko Tumne Chaaha Wo Tumko Mile Aur Jis Ko Tum Na Mile Uska Kya..?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye jo hai aapka khilkhilata chehra Ban ke rehta hai mere dil ka sehra Bas ise yu hi aap rakhna salamat Kya pata kab kat jaye meri saanso ka pehra.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aasmaan Me Bahut Se Sitare The, Aapke Bhi Bahut Chahne WaLe The, Hum Bhi Gye Jail Aapke Sath, Kyuki Aapke Chori Ke Mobile Me Sabse Jyada sMs Humare The.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq Ke Maayne Humse Mat Pucho Hum Bhi Is Se Anjaan Hain Sirf Ek Guzarish Hai Ke Kabhi Door Na Jana Kyonki Aapka Ishq Hi Hamari Jaan Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ae Mohabbat Apne haathon ki Hatheli par mera naam to likh diya…. Par ye na socha ke Taqdeer toKhuda likhta hai,,, Bata kaha se lauu…? Bata kaha bikte he WoTaqdeer …. Jo tuje umar bhar k liye Mera kara deti____.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khuda 1 Pal k liye apko mera bana de, Kitna chahta hu apko koi ye bata de, Har pal dekhu sirf spne aphi k, Na jagu Muje khuda ayesi nind sula de.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na Jaane Kyu Us Se Pyar Karta Hun Main, Na Jaane Kyu Uspe Jaan Nishar Karta Hu Main, Yeh Jaanta Hu Woh Dega Dhoka Ek Din, Fir Bhi Jaane Kyu Us Pe Aitbaar Karta Hu Main…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is Jaha Me Muhabbat Kas Na Hoti, To Safar E Jindgi Me Mithas Na Hoti, Agar Milti Bebafa Ko Saja E Maut, To Diwano Ki Kabar Yu Udas Na Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaam Se Na Kr Itni Nafrt Ki Pini Pade To Pee Na Sako . Ae Dost . Zindgi Me N Kr Kisi Se Itni Mohbbt Ki Na Mile Wo To Ji N Sako.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS